% Text title : Para Puja Prakasha Stotram % File name : parApUjAprakAshastotram.itx % Category : devii, dashamahAvidyA, devI, pUjA % Location : doc\_devii % Author : shrI ramAnAtha jI shAstrI % Proofread by : Preeti N Bhandare % Description/comments : Shri Vidya Sadhana % Latest update : January 22, 2022 % Send corrections to : sanskrit at cheerful dot c om % % This text is prepared by volunteers and is to be used for personal study % and research. The file is not to be copied or reposted for promotion of % any website or individuals or for commercial purpose without permission. % Please help to maintain respect for volunteer spirit. % \documentstyle[11pt,multicol,itrans]{article} #include=ijag.inc #endwordvowel=.h \portraitwide \parindent=100pt \let\usedvng=\Largedvng % for 1 column \pagenumbering{itrans} \def\engtitle#1{\hrule\medskip\centerline{\LARGE #1}} \def\itxtitle#1{\medskip\centerline{\LARGEdvng #1}\medskip\hrule} \def\endtitles{\medskip\obeyspaceslines} %% \begin{document} \engtitle{.. Shri Para Puja Prakasha Stotram ..}## \itxtitle{.. shrIparApUjAprakAshastotram ..}##\endtitles ## || atha shrIparA\-pUjA\-prakAsha\-stotram || (Chaha AmnAyoM ke krama se bhagavatI ShoDashI kI ArAdhanA) mukhaM bindurmishro hyaruNa\-dhavalaM bindu\-yugakam kucha\-dvandvaM yonirbhagavati! cha te hArddha\-su\-kalA | susAmAsyaM vA R^igyajurubhayakaM te stana\-yugam tato.atharvo yonistava janani he manmatha\-kale! || 1|| he bhagavatI ShaDaishvarya\-shAlinI, kAma\-kalA\-rUpiNI mAtA! sUrya\-bindu hI ApakA mukha hai, aruNa tathA shveta agni\-somAtmaka bindu\-yugala Apake stana\-yugala hai.n aura yoni hArddha\-kalA hai evaM sAma\-veda ApakA mukha hai, R^igveda tathA yajurveda stana\-yugala hai.n aura yoni atharva\-veda hai | ataH he para\-devatA! Apa meM, tri\-bindu evaM chAra vedoM meM koI bheda nahIM hai || 1|| tataH saMsAre.asmin gaganamatulaM shabda\-guNakam punaH sparshA\-vedyaM pavanamapi rUpa~ncha dahanam | rasADhyaM pAnIyaM tadanu dharaNIM gandha\-guNakAm su\-nAda\-brahmAkhyau prakR^iti\-puruShau prAjanayatAm || 2|| Ukta tri\-koNa se tadanantara isa saMsAra meM nAda evaM brahma\-rUpa pUrvokta kAma\-kalAtmaka visarga aura bindu\-rUpa prakAsha\-vimarshAtmaka prakR^iti evaM puruSha ne shrotra\-grAhya\-guNa\-yukta shabda\-rUpa se mahAkAsha, sparsha\-guNa se j~neya vAyu, rUpa\-guNa\-yukta\-rUpa se tejas, rasa\-guNa\-paripUrNa rasa se jala aura prANa\-grAhya\-guNa se yukta gandha se pR^ithvI ko bindu\-mathana\-rUpa tANDava\-lIlA se utpanna kiyA || 2|| vimarshAkhye shakte! bhavasi hi parA tvaM kShiti\-tale mahechChA pashyantI maNipuraga\-vAmA bhagavati! | tathA jyeShThA j~nAnA hR^idaya\-gamanA madhyama\-shivA kriyA\-shaktI raudrI mukha\-kuharagA vaikhari\-kalA || 3|| he vimarshAkhyA bhagavatI!, shabdochchAraNa ke samaya Apa akelI hI jaba mUlAdhAra chakra meM sphurita hotI hai.n, taba parA\-sa.nj~naka nA.DaI\-rUpa bana jAtI hai.n | maNipura\-chakra meM jaba pahu.NchatI hai.n, to ichChA\-shakti vAmA banakara pashyantI\-rUpa dhAraNa karatI hai.n | usI prakAra hR^idaya\-anAhata chakra meM jaba gamana karatI hai.n, to j~nAna\-shakti jyeShThA banakara madhyamA\-rUpa dhAraNa karatI hai.n aura mukha\-vivara meM jaba prApta hotI hai.n, to kriyA\-shakti raudrI banakara vaikharI nAmavAlI banatI hai.n || 3|| puroktechChA\-shaktiH tripura\-lalitA hAdi\-matagA mahogrA j~nAnAkhyA jagati viditA sAdi\-matagA | kriyA\-shaktiH kAlI kalana\-niratA kAdi\-matagA pare! ekaiva tvaM jayasi mata\-bhedaiH tripura\-yuk || 4|| he bhagavatI parA! Apa jaba pUrvokta ichChA\-rUpiNI hotI hai.n, taba hAdi\-krama\-samaShTi\-rUpiNI tripura\-sundarI hotI hai.n | jaba j~nAna\-rUpiNI banatI hai.n, taba saMsAra meM mahA\-chIna\-krama\-yuta saMvaraudhi\-mata se prasiddha sAdi\-krama\-samaShTi\-rUpiNI mahogra\-tArA banatI hai.n aura jaba kriyA\-rUpiNI hotI hai.n, to sthiti karane meM tatpara kAdi\-krama\-samaShTi\-rUpiNI kAla\-sa.nkalana\-kartrI kAlI banatI hai.n | isa prakAra Apa akelI hI kAdi, sAdi aura hAdi\-krama bheda se tIna pura\-rUpa sharIravAlI tripura\-sundarI ke rUpa meM jaya ko prApta hotI rahatI hai.n || 4|| tri\-vidyAnAM nUnaM kha\-pavana\-kR^ishAnvab vasu\-matI\- sametAnAM jAtAstanava iha ShaDdhA bhuvanagAH | prajAtaM ShaT\-chakraM shubhamapi sahasrAra\-sahitaM ShaDAmnAyAtmA tvaM rasa\-tanu\-dharA.abharhi lalite! || 5|| he brahma\-svarUpiNI shakti shrI lalitA devI! isa saMsAra meM AkAsha, vAyu, agni, jala tathA pR^ithvI se yukta kAdi, hAdi, sAdi\-rUpa tIna vidyAoM se hI jagat meM vyApta Chaha prakAra kI mUrtiyA.N banI hai.n | ve hI ShaDAmnAya\-vidyAe.N banIM tathA sahasrAra\-sahita sundara ShaT\-chakra (1\. mUlAdhAra, 2\. svAdhiShThAna, 3\. maNipUra, 4\. anAhata, 5\. vishuddha aura 6\. Aj~nA) bane | isa prakAra Apa nishchaya hI ShaT\-sharIra\-dhAriNI ShaDAmnAyAtmA hai.n || 5|| pare! ekA sR^iShTi\-sthiti\-laya\-vidhAne punaraho anAkhyA bhAsAyAM tvamasi lalanAchAra\-niratA | samAlabhyAvasthAM vividha\-mata\-bhedopa\-janitAm shanaiH pa~nchI\-bhUtvA vilasasi sadaiva tri\-bhuvane || 6|| he pare! Ashcharya hai ki Apa akelI hI 1\. sR^iShTi, 2\. sthiti aura 3\. laya\-saMhAra\-vidhAna meM tathA 4\. anAkhyA\-tirodhAna evaM 5\. bhAsA\-anugraha Adi kAryoM meM lalanochita krI.DA meM tatpara rahatI hai.n tathA uparyukta pa~ncha\-vidha avasthAoM se rahita hokara bhI pa~ncha\-vidha avasthAoM ko prApta karake tInoM lokoM meM sadA shobhita hotI hai.n || 6|| \section{1\- pUrvAmnAya} rasAraM tad\-bAhye shubha\-vasu\-dalADhyaM su\-kamalam sarojAnyad divyaM vidhu\-dala\-yutaM tad bahiratho | chaturdvAropetaM vilasati yadA yantramatulam tadA tvaM bho mAta! bhavasi bhuvaneshI hara\-nute || 7|| bhagavAn shiva dvArA namaskR^itta he mAtA! jaba ShaT\-koNa, aShTa\-dala\-kamala, ShoDasha\-dala\-kamala tathA chAra dvAroM se yukta bhU\-puravAlA uttama yantra pUrvokta bindu\-yugala ke uchChalana se banatA hai, taba usa samaya Apa pUrvAmnAyAtmikA \ldq{}bhuvaneshvarI\rdq{}\-rUpa hotI hai.n || 7|| pare prAgAmnAye jagati viditA rAjasa\-vapuH shubhAkArA bhUtvA sR^ijasi bhuvanA vishvamakhilam | tadA shambhvAkAro bhavati sa paro dhAma\-vibhava\- stayoraMshotpanno vidhirapi sa sR^iShTiM vita\-nute || 8|| he parA bhagavatI! jaba Apa pUrvAmnAya meM su\-prasiddha sundara AkAra se rajo\-guNa\-yukta sharIravAlI bhuvaneshvarI banakara akhila vishva kI sR^iShTi karatI hai.n, taba tejaH\-pu~nja\-rUpa para\-shiva\-pashu\-pati\-rUpa hote hai.n aura Apa bhuvaneshvarI evaM pashupati ke aMsha se utpanna brahmA sR^iShTi kI rachanA karate hai.n || 8|| su\-pUrve rAjIve smita\-mukha\-sarojAM pR^ithu\-kuchAm shivAkArAM shAntAM taruNa\-ravi\-bhAsaM hara\-vadhUm | karAmbhojaiH pAshA~Nkusha\-vara\-mahAbhIti\-dadhatIm bhaje.ahaM ratnA~NgIM shasha\-dhara\-dharAM ramya\-bhuvanAm || 9|| saguNa bhAvAtmaka artha\-pUrvAmnAya meM manda\-muskAna se yukta mukha\-kamalavAlI, vishAla stana\-shAlinI, shiva\-svarUpA, shAnta, taruNa sUrya ke samAna kAntimatI, bhagavAn shiva kI priyA tathA apane (chAroM) kara\-kamaloM meM kramashaH1\. pAsha, 2\. a.nkusha, 3\. varada\-mudrA tathA 4\. abhaya\-mudrA ko dhAraNa karanevAlI, ratnoM se jaTita, AbhUShaNoM se maNDita evaM mukuTa meM chandramA ko dhAraNa karanevAlI, bhuvana\-mohinI bhagavatI bhuvaneshvarI kI maiM ArAdhanA karatA hU.N | nirguNa bhAvAtmaka artha\-nityAnanda\-rUpiNI, bindu\-dvaya\-rUpa stano.nvAlI, saMsAra kI rachanA meM udyata, sakala jagat ke lie kalyANa\-svarUpa, shAnti\-pradAyinI, jisa prakAra taruNa sUrya navIna divasa kI sR^iShTi karatA hai, usI prakAra tejasvI vishva kA nirmANa karanevAlI, tApa\-traya\-nAshaka bhagavAn hara\-shiva kI shakti\-rUpA, apane sAdhakoM ke tApa\-traya ko dUra karanevAlI, pAsha\-vashIkaraNa shakti evaM a.nkusha\-stambhana shakti se samasta bhuvana ko apane vasha meM karake sAdhakoM ko abhilaShita vara evaM abhaya denevAlI parAmR^ita\-rUpiNI ramaNIya mUla prakR^iti kA maiM smaraNa karatA hU.N || 9|| trikoNaM vahnyasra\-trayamapi bahisra\-tryastamaparaM bahiH padmaM divyaM vasu\-dala\-yutaM bhUmi\-sadanam | shiraHpa~Nkti\-jvAlaiH saha bhavati yantraM suvimalam tadA shyAmA\-kAlI tvamasi paramAdye bhagavati! || 10|| he paramAdyA bhagavatI! jaba pUrvokta bindu\-traya, trikoNa, usake bAhara tIna trikoNa aura usake bAhara punaH trikoNa isa prakAra pA.Ncha trikoNoM ke bAhara aShTa\-dala\-kamala, tadanantara bAhara bhU\-pura, muNDa\-pa.nkti evaM jvAlAoM se yukta nirmala yantra banatA hai, taba Apa shyAmA\-kAlI\-dakShiNa\-kAlI\-rUpiNI banatI hai.n | isa yantra ke pa~ncha\-trikoNa rakta\-bindu ke bhAga hai.n | aShTa\-dala\-kamala shveta\-bindu kA bhAga hai tathA bhU\-pura, muNDa\-pa.nkti evaM agni\-jvAlAe.N mishra\-bindu ke bhAga hai.n | pUrvokta bindu\-traya se sthiti hotI hai | isIlie sthityAmnAva meM bindu\-traya ke bhAga hote hai.n, jinase samasta dakShiNAmnAya chakroM ke padma Adi shveta\-bindu bhAga, koNAdi rakta\-bindu bhAga tathA anya bhU\-pura Adi mishra\-bindu bhAga hote hai.n | yaha yantra\-sa.nketa hai | matAntara meM kAlI\-yantra mAyA\-hrI.nkAra\-garbhita, bindu, pa~ncha\-trikoNa, ShaT\-koNa, vR^itta, aShTa\-dala, vR^itta evaM bhU\-pura se yukta hotA hai || 10|| \section{2\- dakShiNAmnAya} tato.avAchyAmnAye tvamapi parame sattva\-guNakA mahA\-shyAmA bhUtvA nikhila\-bhuvanaM rakShasi sadA | mahA\-kAlAkAraH prabhavati tadA shrIpara\-shiva\- stayoraMshotpanno bharati cha jagadviShNurakhilam || 11|| he bhagavatI parama\-svarUpA! tadanantara dakShiNAmnAya meM bhI Apa jaba sattva\-guNa\-yukta dakShiNa\-kAlI\-rUpa mahA\-shyAmA banakara sakala saMsAra kI rakShA karatI hai.n, taba shrIpara\-shiva mahA\-kAla\-bhairava\-svarUpa hote hai.n tathA Apa donoM ke a.nsha se utpanna viShNu sAre jagat kA pAlana karate hai.n || 11|| avAchyabje naumi smara\-hara\-shavasthAM tri\-nayanAm mahA\-shyAmA\-kAlIM jala\-dhara\-nibhAM mukta\-chikurAm | lalajjihvAM nagnAM shava\-kara\-parIdhAna\-sukaTim nR^i\-muNDaM khaDga~nchAbhayamapi vara~nchaiva dadhatIm || 12|| saguNAtmaka bhAva\-paraka artha\-dakShiNAmnAya meM shiva\-rUpa shava para virAjamAna, tri\-nayanA megha ke samAna varNavAlI khule hue keshoM se yukta, chalatI huI jIbhavAlI, nagna, shavoM ke hAthoM se Dhake hue kaTi\-bhAgavAlI, nR^i\-muNDa, khaDga, abhaya aura varada\-mudrA ko (apane chAroM hAthoM meM) dhAraNa kI huI mahA\-shyAmA kAlI ko maiM praNAma karatA hU.N | nirguNa bhAvAtmaka artha\-kAma\-nAshaka shava para sattA ke rUpa meM sthita apane sAdhakoM ke kAma\-krodhAdi kA vinAsha karanevAlI, pUrvokta bindu\-traya\-samaShTi\-rUpiNI, shuddha\-sattva\-guNAtmaka tathA chidAkAsha\-rUpa hone se nIla\-varNa ke rUpa meM chintanIya, kesha\-vinyAsAdi vilAsa\-rUpa vikAroM se rahita, rajo\-guNa\-rahita shuddha\-sattvAtmikA, mAyAtIta, kalpAvasAna meM li.nga\-deha kA Ashraya lekara sabhI jIva sa\-guNa\-brahma\-rUpiNI bhagavatI ke garbha\-dhAraNa yogya udara ke nimna bhAga tathA yoni ke Urdhva\-bhAga para apane mokSha kI prApti ke lie mR^ita\-jIvoM ke pradhAna\-karma\-sAdhana\-bhUta kara\-samUhoM se Ashrita, apane vAma\-hasta se j~nAna\-khaDga ke dvArA sAdhakoM ke moha\-pAsha ko kATakara usake nIchevAle dvitIya hasta se vigata\-raja, tattva\-j~nAna ke AdhAra\-bhUta mastaka ko tathA dakShiNa Urdhva\-hasta se sa\-kAma sAdhakoM ko abhaya aura adho\-hasta se abhIShTa vara pradAna karanevAlI mahA\-shyAmA mahA\-saguNAtmikA \ldq{}ka\rdq{}\-brahmA, \ldq{}A\rdq{}\-ananta, \ldq{}la\rdq{}\-vishvAtmA tathA \ldq{}I\rdq{}\-sUkShmA ina sabase yukta kAlI ko maiM namana karatA hU.N || 12|| \section{3\- pashchimAmnAya} pare binduH shuddho vimalatarayonyantaragato bahiH ShaT\-koNakhyaM vasu\-ChadanakaM kesara\-yutam | sarojaM bhU\-chakra\-tritayamapi divyaM su\-vimalam yadA yantraM bhAti tvamasi hi tadA shrI\-kula\-kujA || 13|| he parA bhagavatI! atishaya nirmala tri\-koNa ke madhya meM sthita bindu\-chakra tathA bAhara ShaT\-koNa, kesara se yukta aShTa\-dala\-kamala evaM bhU\-pura\-traya se yukta aisA divya uttama yantra jaba prakAshita hotA hai arthAt pUrvokta mishra\-bindu isa prakAra ke yantra\-rUpa ko prApta hotA hai, taba Apa kubjikeshvarI\-rUpA hotI hai.n | kisI ke mata meM kesara\-yukta aShTa\-patroM ke bAhara aShTa\-koNa tathA usake bAhara bhU\-pura\-traya bhI hai | kAdi\-mantAntara meM jaba kubjikA vidyA meM hI sabhI vidyAoM kI samaShTi hotI hai, taba bindu, tri\-koNa, ShaT\-koNa, kesara\-yukta aShTa\-dala, aShTa\-koNa tathA usake bAhara bhU\-pura\-traya se samanvita yantra ko hI kubjikA tri\-ratna aura pa~ncha\-ratna vidyAoM ke sarva\-mata meM bhI shrIchakra\-rAja samajhanA chAhie | isa yantra ke tri\-koNa, ShaT\-koNa\-chakra, matAntara se aShTa\-koNa\-chakra bhI vimarsha ke bhAga hai.n | bindu, kesara\-sahita aShTa\-dala\-kamala, bhU\-pura\-traya\-chakra prakAsha ke bhAga hai.n | pUrvokta kevala mishra\-bindu kA saMhAra hotA hai | isalie yahA.N saMhAra AmnAya\-yantra meM prakAsha\-vimarshAtmaka mishra bindu ke prakAsha aura vimarsha\-rUpa do bhAga hote hai.n, jisase samasta pashchimAmnAya chakroM ke bindu, padma, bhU\-pura Adi prakAsha\-bhAga aura koNAdi vimarsha\-bhAga hai.n | yaha yantra\-sa.nketa hai || 13|| pratIchyAmnAye tvaM kula\-jana\-nute shrIpara\-shive! kujA bhUtvA sarvaM harasi tamasA svIkR^ita\-tanuH | kujeshAkAraH saH prabhavati tadA shrIpara\-shiva\- stayoraMshotpannaH pralayati sa rudro.akhila\-jagat || 14|| he kula\-janoM (kaulikoM) ke dvArA praNata shrIpara\-shive! pashchimAmnAya meM Apa tamo\-guNa se svIkR^ita sharIravAlI kubjikeshvarI hokara samasta shivAdi\-kShiti\-paryanta jo tattva hai.n, unakA saMhAra karatI hai.n aura para\-shiva kubjesha ke rUpa meM jaba svachChanda lalita\-bhairava rUpa banatA hai, taba kubjeshI aura kubjesha ke aMsha se utpanna rudra sAre jagat kA saMhAra karatA hai || 14|| pratIchyambhoje vai kucha\-bhara\-natAM barbara\-shikhAm mR^igendrA~Nge rUDhAM mada\-mudita\-vaktrAM tri\-nayanAm | nR^i\-muNDAnAM mAlAmapi paridadhAnAM kula\-kujAma sahasrArkAbhAM tvAM hyabhaya\-varadAM naumi janani! || 15|| saguNa bhAvAtmaka artha\-he jananI! pashchimAmnAya meM kuchoM ke bhAra se nata, bikhare hue bAloMvAlI, siMha para virAjamAna, mada se mudita mukhavAlI, tri\-netrA, nara\-muNDoM kI mAlA pahanI huI, abhaya tathA varada\-mudrA se yukta tathA hajAroM sUryoM ke samAna tejasvI kubjikA\-rUpa Apako maiM praNAma karatA hU.N | nirguNa bhAvAtmaka artha\-shukla tathA aruNa\-rUpa bindu\-yugala ke bhAra se nata, mishra\-bindu meM samaShTi\-rUpa vilIna hone ke lie udyata, vikIrNa dIpa\-jyoti tathA jaise eka dIpa\-shikhA se anya dIpa\-shikhA prajvalita hotI hai, usI prakAra pratyeka sharIrI ke sharIra meM kuNDalinI ke rUpa meM vyApta, j~nAnAsanA, j~nAna\-sattA\-rUpa, sahasra\-dala\-padma se niHsR^ita lAkShA\-rasa\-tulya kAntivAlI amR^ita\-dhArA se prasanna mukhavAlI arthAt kuNDalinI shakti\-rUpA bindu\-maya samaShTi\-rUpiNI j~nAna, viveka aura vichAra\-rUpiNI mahA\-devI, apane bhaktoM ko abhaya tathA Ipsita vara pradAna karane meM udyata sUrya\-bindu\-rUpa saMhAra\-svarUpiNI kula\-kuNDalinI ko maiM praNAma karatA hU.N || 15|| \section{4\- uttarAmnAya} sa\-bindustryasrADhyaM shara\-navaka\-vR^ittAShTa\-dalakaiH su\-vR^ittAShTArkendrAbhidha\-nalina\-kAShTAshani\-yutam | shirashshUla\-jvAlA\-pitR^i\-vana\-yutaM yantramatulam yadA bhAti tvaM vai bhavasi bhuvi guhyA bhagavati! || 16|| he bhagavatI! jaba (uttarAmnAya meM) bindu, tri\-koNa, pa~ncha\-koNa, nava\-koNa, vR^itta, aShTa\-dala, dvAdasha\-dala, chaturdasha\-dala, ATha vajroM se yukta, Upara shUla aura jvAlA se yukta shmashAna se AvR^itta yantra shobhita hotA hai, taba Apa isa bhU\-tala para guhya\-kAlI ke rUpa meM pUjya hotI hai.n | yantra sa.nketa\-ukta guhya\-kAlI yantra ke tri\-koNa, pa~ncha\-koNa, nava\-koNa\-chakra vimarsha\-bhAga hai.n tathA anya sabhI chakra\-bhAga prakAsha\-bhAga hote hai.n | kevala pUrvokta mishra\-bindu kA tirodhAna hotA hai, isalie anAkhyA\-yantra meM prakAsha\-vimarshAtmaka mishra\-bindu ke prakAsha\-vimarsha rUpa do bhAga hote hai kyo.nki samasta uttarAmnAya ke chakroM ke koNadi vimarsha\-bhAga tathA anya chakra prakAsha\-bhAga hote hai.n || 16|| udIchyAmnAye tvaM manu\-tanuranAkhyA tri\-guNakA pare guhyA bhUtvA.a.acharasi hi tirodhAnamakhilam | nR^isiMhAkAraH san nivasati tadA shrIpara\-shiva\- stayoraMshotpanneshvara iha pidhAnaM prakurute || 17|| he parA bhagavati! Apa uttarAmnAya meM mantra\-maya mUrti mana aura vachana se agamya tathA sattva, raja evaM tamo\-rUpa tri\-guNavAlI guhya\-kAlI\-rUpa hokara samasta shivAdi\-kShityanta kA nishchita rUpa se tirodhAna karatI hai.n | usa samaya shrIpara\-shiva nR^isiMhAkAra\-nArasiMha bhairava\-rUpa banate hai.n aura una guhyeshvarI tathA guhyeshvara ke a.nga se utpanna Ishvara isa saMsAra meM tirodhAna\-saMhAra karma karate hai.n | kisI ke mata meM uttarAmnAya anAkhyA\-rUpa tathA urdhAmnAya bhAsA\-rUpa kahA gayA hai, jaba ki anya mata meM UrdhvAmnAya bhAsA\-rUpa kahA jAtA hai kintu va.DavAnala\-tantra meM to ina donoM AmnAyoM kA eka tattva hI pratipAdita hai | yathA\-mahA\-tripura\-sundarI aura chaNDa\-yogeshvarI parA\-ina donoM meM koI bheda nahIM hai | inameM bheda karanevAlA naraka\-gAmI hotA hai | pUrvokta yoni bindu evaM visarga kI saguNa mUrti uttarAmnAya mata meM \ldq{}kAma\-kalA\-kAlI\rdq{} tathA UrdhvAmnAya mata meM bR^ihad\-rUpA mahA\-tripura\-sundarI hai.n, aisA ba.DavAnala\-tantra kahatA hai | isa tantrokta mahA\-tripura\-sundarI ke bhairava ke pa~ncha\-mukha\-rUpa meM bIchavAlA mukha hI siMha\-rUpa hai, Urdhva\-jyoti mukha meM to siddhi\-karAlI mAnI gaI hai.n | va.DavAnala\-tantrokta nirvANa\-bhairava ke dhyAna meM uparyukta bAta kahI gaI hai tathA mahA\-kAla\-saMhitA ke guhya\-khaNDa meM siddhi\-karAlI ke bhairava nArasiMha bhairava batAye gae hai.n || 17|| mR^igendrebhAshvarkShAkhya\-makara\-garutmAnava\-shiva\- plava~NgeshI\-vaktrAM shruti\-shara\-bhujairAyudha\-dharAm | udIchyAmbhoje tvAM vidhu\-sakala\-chUDAM ghana\-nibhAm bhaje.ahaM guhyeshImabhinava\-vayaskAM bhagavati! || 18|| saguNa bhAvAtmaka artha\-he bhagavati! uttarAmnAya meM siMha, hAthI, ashva, bhAlU, makara, garu.Da, manuShya, shR^igAla, vAnara aura yogeshvarI ke mukhoMvAlI, chauvana bhujAoM meM AyudhoM ko dhAraNa karanevAlI, chandra\-kalA\-dhAriNI, shyAma\-varNa tathA yuvati\-svarUpa aisI siddhi\-karAlI\-rUpa ApakA maiM smaraNa karatA hU.N | nirguNa bhAvAtmaka artha\-he bhagavati! uttarAmnAya meM j~nAna\-shakti, AdhAra\-shakti, vega\-shakti, bhUchara\-shakti, jalachara\-shakti, khechara\-shakti, chaitanya\-shakti, dhI\-shakti, Aroha\-avaroha karanevAlI kuNDalinI\-shakti aura yoga\-shakti jisa virAT\-rUpa ke mukha hai.n, mana, buddhi, chitta tathA aha.nkAra sahita pachAsa akShara\-rUpa mAtR^ikA\-rUpa chauvana bhujAoM meM AyudhoM ko dhAraNa karanevAlI paramAmR^ita\-rUpiNI vishvambharA, ghana ke samAna, dayA\-mayI aura vishva ko punaH bAhara nikAlane ke lie udyata atIva gupta anAkhyA\-svarUpiNI ApakI maiM sharaNa prApta karatA hU.N || 18|| \section{5\- UrdhvAmnAya} sa\-bindu\-tryaShTAdigyugala\-manu\-koNAShTa\-vidhuka\- tri\-vR^itta\-jyAgeha\-tritaya\-yuta\-yantraM lasati te | tadA kAmeshI tvaM janani! nikhilAmnAya\-nilayA pare! shrIvidyAkhyA bhavasi kula\-pUjyA krama\-yutA || 19|| he parA\-devI! jaba ApakA sarvAnanda\-maya vaindava vindu\-chakra, sarva\-siddhi\-prada tri\-koNa\-chakra, sarva\-roga\-hara aShTama\-chakra, sarva\-rakShA\-kara antardashAra\-chakra, sarvArtha\-sAdhana\-kara bahirdashAra\-chakra, sarvArtha\-dAyaka chaturdashAra\-chakra, sarva\-sa.nkShobhaNa aShTa\-dala\-chakra, sarvAshA\-pari\-pUraka ShoDasha\-dala\-chakra, trai\-varga\-sAdhana\-kara tri\-vR^itta\-chakra tathA trailokya\-mohana\-kara bhU\-pura\-traya\-chakra se yukta ApakA yantra prakAsha ko prApta hotA hai, taba pUrva\-kathita kAma\-kalA aura lalanAkAra se mishra\-bindu ke Upara uThane para vaha shrI\-chakra\-rUpa ko prApta hotA hai | taba Apa kulAchAra se pUjya tathA krama\-mantra\-samaShTi\-rUpiNI samasta AmnAya\-nilayA sarvAmnAyeshvarI shrIvidyA\-rUpA shrImahA\-tripura\-sundarI\-rUpa hotI hai.n | ukta yantra\-rAja ke 1\. sR^iShTi, 2\. sthiti aura 3\. saMhAra\-rUpa se tIna krama hote hai.n | isameM vindu, aShTa\-dala, ShoDasha\-dala, vR^itta\-traya aura bhU\-pura\-chakra ye pA.Ncha shiva\-chakra hai.n, isIlie ye prakAshAMsha hai.n | isI prakAra tri\-koNa, aShTa\-koNa, dasha\-koNa\-dvaya tathA chaturdashAra ye pA.Ncha chakra shakti\-chakra hai.n, ataH ye vimarshAMsha hai.n | yaha yantra\-sa.nketa hai || 19|| sadA\-shivaH mahordhvAkhye bhAShA su\-vachana\-mano\-gamya\-tanu\-yuk pare! tvaM shrIrbhUtvA.a.acharasi nikhilAnugrahamalam | tadA nirvANAkhyaH prabhavati paraH kAma\-tanumAn tayoraMshotpannaH shamanuta\-nute pa~ncha\-vadanaH || 20|| he parA\-devI!, jaba Apa mahordhvAmnAya meM mana aura vachana se agamya bhAShA\-rUpa shrIvidyA\-maya mahA\-tripura\-sundarI\-rUpa hokara punaH bAhya prakaTana\-rUpa pUrNa anugraha karatI ho, taba chid\-ghana\-niShTha nirvANa\-bhairava kAmeshvara\-rUpa ho jAte hai.n aura kAma tathA kAmeshvara ke aMsha se utpanna pa~ncha\-vaktra sadA\-shiva pUrva\-vat anugraha karate hai.n || 20|| mahordhvAmnAye tvAM kramaga\-nikhilAmnAya\-jananIm haThAchArairlabhyAM kahasa\-manu\-rUpAM tri\-pathagAm | hakArArdhAM sArdhAmakula\-kulamArgAbhyasaninIm mahA\-pa~ncha\-pretopari ruchirasiMhAsana\-gatAm || 21|| sahasrAdityAbhAmaruNa\-vAsanAM mandra\-hasanAm tri\-netrAsyAM pAshA~Nkusha\-kusuma\-bANaikShavadharAm | nishAnAthottaMsAM jita\-madana\-rUpA~ncha yuvatIm bhaje.ahaM shrIvidye! tripura\-lalitAM shrIpada\-yutAm || 22|| he shrIvidyA devI!, mahAn UrdhvAmnAya\-rUpa prasiddha siMhAsana para krama\-dIkShA\-gata samasta AmnAyoM kI janaka, kAdi, hAdi aura sAdi\-mata\-rUpa mantra\-maya sharIra, brahma\-randhra\-maNDala se mUlAdhAra taka tathA punaH vahA.N se brahma\-randhra taka ArohAvaroha\-krama se vicharaNa karanevAlI, ha\-shvAsa evaM Tha\-uchChvAsa\-rUpa kriyAbhyAsa se prApya, i.DA\-pi.ngalA aura suShumNAdi tIna nA.DaiyoM meM sa~ncharaNashIla, hakArArdha tathA sArdha samAdhi meM prAsAda bIja ke ubhayAkShara\-rUpiNI, ataeva sachaitanya prakAsha\-vimarshAtmikA, pa~ncha\-mahA\-preta\-pR^ithvyAtmaka brahmA, jalAtmaka viShNu, tejasAtmaka rudra, vAyvAtmaka Ishvara tathA AkAshAtmaka sadA\-shiva (saguNa bhAva se ma~ncha ke brahmAdi chAra khura aura sadA\-shiva phalaka), nirguNa bhAva se pR^ithvyAdi pA.NchoM tattvoM kA grAsa karake sAkShAt chaitanya\-rUpiNI sundara pITha para virAjamAna, athavA yogAbhyAsa mata se pa~ncha\-bhUtAtmaka mUlAdhAra, svAdhiShThAna, maNipUra, anAhata aura vishuddha\-chakra ke Upara i.DA, pi.ngalA aura suShumNAdi tIna nA.DaiyoM ke spandI\-rUpa Aj~nA\-chakra meM virAjamAna, paramAtma\-svarUpiNI shrImahA\-tripura\-sundarI, hajAroM sUrya ke samAna kAnti\-mayI (saguNa bhAva meM sahasrArka\-vat tejasvinI aruNa\-varNA, nirguNa\-bhAva meM\- prakAshAntargata vimarsha\-rUpiNI) , kAma\-deva ke svarUpa ko tiraskR^ita karanevAlI (saguNa\-bhAva meM\-atyanta sundara, nirguNa bhAva meM vishva para\-sR^iShTi ke kAraNa\-bhUta anugraha ko karanevAlI) yuvatI (nirguNa\-bhAva meM vishva ko punaH sva\-garbha se prakaTa karanevAlI), sUrya\-chandrAgni\-rUpa tInoM netroM se yukta mukhavAlI (nirguNa\-bhAva meM\-bindu\-traya samaShTi\-rUpiNI kAma\-kalAtmikA), gambhIra hAsyavAlI (nirguNa\-bhAva meM\-Ananda\-rUpa), ardha\-chandra\-yukta mukuTa\-dhAriNI (nirguNa\-bhAva meM\-paramAmR^ita\-svarUpiNI vishvabhbharA), rakta\-vastrA (nirguNa\-bhAva meM\-sUrya\-rUpa aruNa prakAsha se AvR^itta vimarsha\-shakti), pAsha, a.nkusha, puShpa\-bANa evaM ikShu\-chApa se vibhUShita (nirguNa\-bhAva meM 1\. jagadvashIkaraNa, 2\. jagat\-stambhana,3\. shoShaNa, mohana, sandIpana, 4\. tApana tathA 5\. mAdana\-rUpa pA.Ncha puShpa\-bANa\-rUpa jagat\-jR^imbhaNa evaM jaganmohanakArI AyudhoM se vibhUShita), shukla, aruNa aura mishra baindavAtmaka tathA sthUla\-sUkShma evaM kAraNa\-deha ke samAhAra\-rUpa tripura kI shakti shrItripura\-sundarI kA maiM smaraNa karatA hU.N || 21\-22|| \section{6\- adharAmnAya} kadAchid\-bindUnAM vividha\-lalanA\-sAra\-mathanAt su\-ShaT\-koNaM spaShTaM vasu\-dala\-yutaM ramya\-kamalam | chaturdvAropetaM yadi bhavati yantraM para\-shive! tadA yogeshI tvaM bhavasi kila vajreti pada\-yuk || 23|| he parAdevI! kisI samaya pUrvokta shukla, aruNa aura mishra binduoM ke vividha lalanA\-sAra ke mathana se vyakta ShaT\-koNa, aShTa\-dala se yukta uttama kamala, chAra dvAroM se bhUShita bhU\-puravAlA yantra jaba banatA hai, taba Apa vajra\-yoginI\-rUpa banatI hai.n || 23|| puroktAmnAyebhyaH prabhavadadharAmnAya\-viShaye pare vajrA bhUtvA lasasi bhuvane chIna\-matagA | tadA.akShobhyAkAraH prabhavati paro nAga\-tanu\-mAn ShaDAmnAyAshchetthaM girisha\-rasa\-vaktraiH samuditAH || 24|| he pare! pahale kahe gae pA.Ncha AmnAyoM se utpanna adharAmnAya meM Apa jaba vishva meM chIna\-krama se pUjya vajra\-yoginI\-rUpa hokara shobhita hotI hai.n, taba shrI para\-shiva nAga\-sharIrI akShobhya\-rUpa hote hai.n | isa prakAra bhagavAn shiva ke Chaha mukha (Chaha AmnAyoM ke rUpa meM) vyakta hote hai.n || 24|| adhaH padme vajrAM tri\-vadana\-yutAM mukta\-chikurAm su\-ratnADhyAM siMhAjinamabhidadhAnAmaruNabhAm | kapAlaM khaTvA~NgaM Damarumapi kartrIM shruti\-karai\- rdhR^itAMMtvAmIDe.ahaM manasi shavagAM nR^itya\-charaNAm || 25|| adharAmnAya meM tri\-mukhI, mukta\-keshI, uttama\-ratna (ke AbharaNoM) se yukta, siMha ke charma ko dhAraNa kI huI, aruNa kAntivAlI, chAra bhujAoM meM mahA\-sha.nkha kA pAtra, khaTvA.nga, Damaru aura kartrikA ko dhAraNa kI huI, shavAsanA tathA nR^itya ke lie prayukta charaNoMvAlI vajra\-yoginI devI kI maiM mana se stuti karatA hU.N || 25|| adhashchInArchyA tvaM yama\-dishi kulAgAra\-lalanAt prasannA vai pUrve manujapabalAchchottara\-dishi | shivAbalyarchyA.a.adye! su\-mamamamamaiH pashchima\-dishi sphurasyUrdhve mAtaH kulaja\-manasi nyAsa\-sahitaiH || 26|| he Adi\-shakti mAtA! Apa adharAmnAya meM chIna\-krama se pUjya hai.n, dakShiNAmnAya meM kula\-sandhyA\-vidhAna se santuShTa hotI hai.n | pUrvAmnAya meM nishchaya hI mantra\-japa ke bala se prasanna hotI hai.n | uttarAmnAya meM shivA\-vali\-vidhi se santuShTa hotI hai.n | pashchimAmnAya meM pa~ncha\-makAra\-saMyukta archanA se santuShTa hotI hai.n | ye pa~ncha\-makAra dakShAchAravAloM ke lie 1\. manana, 2\. mantra, 3\. mauna, 4\. mano\-yoga aura 5\. mudrA\-rUpa hai.n tathA vAmAchAra sAdhakoM ke lie 1\. madya, 2\. mAMsa,3, matsya, 4\. maithuna (kuNDagolAdi) tathA 5\. mudrA hai.n | UrdhvAmnAya meM mahA\-ShoDhAdi vividha nyAsoM se kulInoM ke chitta meM sphurita hotI hai.n || 26|| avaityekAmnAyaM yadi kula\-jano bhAva\-sahitaH sa muktaH syAd bhuktvA bhuvi vividha\-bhogAn bhagavati | punaH kiM vaktavyaM janani! chaturAmnAya\-viduSho mahordhvAmnAyaj~naH kathamiha bhavet stutya itaraiH || 27|| he bhagavatI mAtA! yadi pUrvokta divya vIrAdi\-bhAvoM se yukta kaula eka AmnAya ko hI jAnatA hai, to vaha saMsAra meM aneka prakAra ke sukha, aishvarya\-vilAsoM ko bhogakara anta meM mukti ko prApta hotA hai, phira chaturAmnAyoM ke j~nAtA ke bAre meM kyA kahA jA sakatA hai tathA UrdhvAmnAya\-ShaDAmnAya krama ke j~nAtA kI to isa saMsAra meM sAmAnya manuShyoM se stuti bhI kyA kI jA sakatI hai arthAt usakI mahimA kA varNana ashakya hai || 27|| iti shrIparApUjAprakAshastotraM sampUrNam | \-\-\-yoga\-tantra\-karmakANDa\-vishArada paNDita shrI ramAnAtha jI shAstrI ## Proofread by Preeti N Bhandare \medskip\hrule\obeylines Please send corrections to sanskrit at cheerful dot c om Last updated \today https://sanskritdocuments.org \end{document}