% Text title : rAmamahimnaHstotram % File name : rAmamahimnaHstotram.itx % Category : raama % Location : doc\_raama % Author : rAmAchArya, Ayodhya, 17th century scholar % Transliterated by : Hindi meanings Mandar Mali aryavrutta at gmail.co % Proofread by : PSA Easwaran, Hindi meanings Mandar Mali aryavrutta at gmail.com % Translated by : Dr. Gayacharan Tripathi % Description-comments : Brihatstotraratnakara 2, Narayana Ram Acharya, Nirnayasagar, stotrasankhyA 225-425 % Latest update : March 24, 2017 % Send corrections to : sanskrit at cheerful dot c om % % This text is prepared by volunteers and is to be used for personal study % and research. The file is not to be copied or reposted for promotion of % any website or individuals or for commercial purpose without permission. % Please help to maintain respect for volunteer spirit. % \documentstyle[11pt,multicol,itrans]{article} #include=ijag.inc #endwordvowel=.h \portraitwide \parindent=100pt \let\usedvng=\Largedvng % for 1 column \pagenumbering{itrans} \def\engtitle#1{\hrule\medskip\centerline{\LARGE #1}} \def\itxtitle#1{\medskip\centerline{\LARGEdvng #1}\medskip\hrule} \def\endtitles{\medskip\obeyspaceslines} %% \begin{document} \engtitle{.. shrIrAmamahimnaH Stotram with Hindi meanings ..}## \itxtitle{.. shrIrAmamahimnaH stotram sArtham ..}##\endtitles ## shrIgaNeshAya namaH || (shikhariNI ChandaH) mahAmohAvarte patitamiha mAM te sharaNagaM sharaNyastvatto.anyaH prabhavati na ko.apyatra jagati | atastvatpAdAmbhoruhayugalamAshritya nitarAM sthito.ahaM saMsArAdvR^ijinanichayAduddhara vibho || 1|| nijAvyaktenedaM jagadakhilamichChAdikaraNaiH samutpannaM pratyAvasitasatataM shrIraghupate | yugAnte sarvaM vai harasi kila raudreNa vapuShA tvamekaH sarvAtmanviharasi na chAnyo guNanidhe || 2|| ramante yogIndrAstripuraharamukhyAstvayi sadA samAdhau vishvAtmanniyamitahR^iShIko raghupate | tathApyete pAraM nikhilanigamAgocharavibho mahimnaste gantuM gamayitumalaM naiva kushalAH || 3|| kadAchidbhaumAnvai gaNayati kaNAnko.api matimAn tathA pArAvArodakalavachayAnvai raghupate | kvachinnakShatraughaM viShamagaNanaM pArayati vai guNAnAM te pAraM gamayitumalaM naiva kushalAH || 4|| R^itaM satyaM bhUmansaguNamaguNaM rUpamubhayaM chidAnandaM tadvai nikhilanigamairapyaviditam | samaShTivyaShTI te vilasati virADrUpamaparaM tadetadvai ki~nchitsphurati hR^idaye chaiva viduShAm || 5|| viri~nchishchendrAdyairamaranivahaiH siddhamunibhiH stutastvaM bhUbhAraM vyasanamapahartuM surapateH | vibhuH kausalyAyAM dasharathagR^ihe svAnujayutaH samudbhUtashchakre nijapadakR^itArthAM vasumatIm || 6|| munervishvAmitrAchCharaNada balAM chApyatibalAM mahAvidyAM prApya praNatasukhasaubhAgyada vibho | shareNaikena tvaM nishicharavadhUM chAtimahatIM mahAdhorAM hatvA vipinamabhayaM chaiva kR^itavAn || 7|| karAlAsyaM ghoraM nishicharayugaM kauNapavaraM shrutInAM dveShTAraM munimakhavighAte cha niratam | subAhuM mArIchaM nishitavishikhenorasi dR^iDhaM nihatyekaikenAdhvarabhuvi purA prAkR^itadhiyam || 8|| shilAbhUtAM shApAchcharaNarajasA gautamavadhUM yathApUrvAM kR^itvA paramasubhagAM chAtivimalAm | mahottu~NgaM chApaM sapadi shitikaNThasya sudR^iDhaM dvidhA khaNDaM chakre janakanagarIM prApya muninA || 9|| sharadrAkeshAsyAM vimalakaladhautA~NgaruchirAM sphuradratnAkalpAM janakatanayAM vishvajananIm | subhAryAM yadrAmo vidhivadupayeme sulalitAM mahendreshabrahmAmaramukuTanIrAjitapadAm || 10|| mahAghoraM truTyattripuraharachApasya ninadaM samAkarNya krodhAdbhR^igukulapateH kShatriyaripoH | pathi prAptasyAsya smayamapi jahartha tvamatulaM mahAvidya pradyotanakulamaNe pAhi nitarAm || 11|| surANAM rakShAyai sapadi piturAj~nAM sakaruNaM samAdAya prAgAvanamanujayukto vanitayA | janasthAnaM prApya mAlavaTatarUNAM phalavatA\- madhashchakre vAso danujakulanAshAya cha vibho || 12|| prabho la~Nkeshasya prabalatamavIryasya bhaginIM virUpAM kR^itvA vai danujakharamukhyAnnishicharAn | surArAtInhatvA dvijakulavighAteShu niratA\- nnirAta~NkaM chakre vipinamapi svairaM janapadam || 13|| dashagrIvAj~naptaH kanakamR^igarUpeNa vicharan vichitro mArIchaH prasabhamabhiyAtaH svanikaTe | asau mAyAvIti praNatajanasaubhAgyada vibho tvayA j~nAtvA natiH sapadi vishikhenAntakapurIm || 14|| mumUrShuH paulastyaH kapaTayativeSheNa kumatiH parokShaM sItAyA haraNamakarochChrIraghupate | surANAM rakShAyai rajanicharanAthasya hananaM vimR^ishyaitatsarvaM kharahara tavaive~NgitamabhUt || 15|| viyoge jAnakyAstviha manujabhAvena vicharan jaTAyuM dR^iShTvA vai vipinagatamAsannamaraNam | tvayA tasyoddhAraH svakarakamalenaiva vihita\- stavaitadvAtsalyaM vilasati hi bhaktenu nitarAm || 16|| kabandhaM kravyAdaM nishitakaravAlena mahatA drutaM hatvA pampAtaTamanujayuktashcha gatavAn | yuvAM dR^iShTvA j~nAtuM plavagapatinA vAyutanayaH samAj~naptashchAgAdvarada tava pAdAbjayugalam || 17|| samAkarNya tvattaH sakalamasurArAtimamalaM viditvA niHsha~NkaM dasharathasutaM tvAM raghupate | mahotsAhonnItaH sapadi giripR^iShThe hanumatA prabhuH sugrIveNa plavagapatinA sakhyamakarot || 18|| kapIshaM hatvA vAlimatulabalavIryaM smayabharaM durAdharShaM devairasuranivahairapyasulabham | tvayA sugrIvAya plavagakularAjendrapadavI pradattA devesha prANatajanavAtsalyajaladhe || 19|| pratApAtte nUnaM salilanidhimulla~Nghaya tarasA gato la~NkAM dR^iShTvA janakatanayAM chAtivimalAm | nihatyAkShaM dagdhvA puramatha samutpATya vipinaM hanUmAntvatpAdaM punarapi samAgAdraghupate || 20|| viditvA sItAyAH pavanajamukhAdduHkhamatulaM nihantuM kravyAdeshvaramapi tathA rAkShasakulam | pratasthe sugrIvA~NgadahanumadAdyaiH kapibhaTaiH suguptAmAdAya plavagakulasenAM cha mahatIm || 21|| plava~NgairbhallUkairamitabhujavIryaiH parivR^ito niSha~NgI kodAgDI sharamapi dadhAnaH karatale | kramAnmArgaM nItvA salilanidhitIre suvipule gatastvaM sugrIvA~NgadahanumadAdyaiH kapivaraiH || 22|| tavAgre tatrAgAchCharaNada dashAsyAnujavaraH prapannastvatpAdAmbujayugalamArAdhyamamaraiH | kR^ipApArAvArAmitaguNanidhe sindhupuline tvayA dattA tasmai vR^ijinahara la~NkeshapadavI || 23|| uShitvA tattIre tridinamaravindAkSha kapibhistataH ki~nchitkrodhAnniyamanabhayAtte jalanidhiH | puraH prahvIbhUto ruchiravachanaiH shrIraghupate stutiM chakre natvA pulakitatanurgadgadagirA || 24|| akUpArasyAntAddashadishagatairvAnarabhaTai\- stvayA.a.aj~naptairnItA nijabhujabalaiH prastarachayAH | punastaiH pAShANairvipula iha nIlena rachito mahAseturvArdhau tava viditanAmno.asti mahimA || 25|| yadete pAShANAH satatamudake majjanaparA\- starantyabdhau nUnaM jagati paramaM chAdbhutamidam | kimAshcharyaM tatra kShaNachalitanetrAntavibhavaH kaTAkShaste nUnaM jagati kati brahmANDarachanAH || 26|| samuttAryAsheShAnplavaganivahA.NllakShmaNayuta\- stato la~NkAM gatvA svayamapi samuttIrNajaladhiH | nihatyAjau sarvaM rajanicharavR^indaM cha sakulaM dashagrIvaM hatvA vimalataramaishvaryamakaroH || 27|| viri~nchIshendrAdyairamaranivahaiH siddhamunibhiH stutaH stotraiH kR^itvA kusumachayavR^iShTiM suvipulAm | kaTAkSheNaivaitAMstridashamunimukhyAnkaruNayA vilokya pradhvastaM bhayamakhilameShAM raghupate || 28|| prabho tvaM sugrIvapramukhavividhairvAnarabhaTairyuto vaidehIM vai dahanasuvishuddhAM suvipulAm | samAdAya sthitvA dhanapativimAne suvimale vitanvansvAnAM vai mudamatulamAgAnnijapurIm || 29|| sahasraM varShANAmayutamapi kurvanvasumatIM sanAthAM vaidehIramaNa kR^itavAn rAjyamatulam | ayodhyAyAM devAsuranR^ipakirITeShu nichitai\- rmahAratnairnIrAjitacharaNapa~Nkeruha vibho || 30|| kR^ishAnuH sheShAdyaH shashadharayuto vijayamati te bhajanti dhyAyantastava charaNapa~Nkeruhayugam | gR^ihe teShAM padmA viharati mukhe gIH sulalitA subhogAnbhuktvAnte tava varapadaM yAnti paramam || 31|| khabIjaM sheShAgnau dahanamaparashchaiva pavano namo.antaH ShaDvarNAparamapadahetushcha bhajatAm | imaM mantraM yo vai japati guruvaktrAdadhigataM jagatpUjyo bhogAnbhuvi paramadivyAnsa labhate || 32|| ghanashyAmaM vidyutprabhavasanamAkalparuchiraM sarojAkShaM chaivAmitamadanalAvaNyasubhagam | taDidvarNA vAme janakatanayAM rAghavamukhaM prapashyantIM dhyAyan bhajati paramAM siddhimatulAm || 33|| anantAnyAhurvai tava vividharUpANi bhagavanna tAni j~nAtuM vai kathamapi samarthAshcha vibudhAH | vibhUtInAmantaM te vimalabala ko vetti nitarA\- matadvyAvR^ittyA vai tvayi sakalavedAshcha chakitAH || 34|| tavedaM yadrUpaM sajalajaladAbhaM sulalitaM tadetattattvaj~nA munivaragaNA hR^itsarasije | muhurdhyAyante vai vigataviShayAH sa~NgarahitA yayurnityAnandaM padamamaravandyaM raghupate || 35|| tvamindustvaM somastvamasi taraNistvaM hutavaha\- stvamApastvaM bhUmistvasasi pavanastvaM cha gaganam | viri~nchistvaM rudrastvamasi sakalaM dR^ishyamiha yat tvadanyadvastvekaM na hi jagati bhUman raghupate || 36|| tvamevAdau bhUmannigamanichayAnAM jalanidhau nimagnAnAM chaivoddharaNamakarormInavapuShA | sudhAkAmairnItaM salilanidhinirmanthanavidhau giriM pR^iShThe tvaM vai dR^iDhakamaTharUpeNa dhR^itavAn || 37|| nihatyAjau daityaM pralayajaladhau ghoramatulaM samuddhAraM bhUmergirikulayutAyAH sarabhasam | ## ?? line missing in original## mahAdaMShTrAgreNAmitaguNanidhe tvaM cha kR^itavAn || 38|| svabhaktaM prahlAdaM paramaviduShAmAryamamalaM viditvA taM pitrA kR^itavividhadaNDaM kumatinA | vidhAyograM rUpaM naraharivichitraM trinayanaM jaghAna tvaM daityeshvaramamitavIryaM raghupate || 39|| sunAsIraishvaryaM hR^itamatulavIryeNa balinA viditvedaM rAma praNatajanavAtsalyajaladhe | stutastvaM shakrAdyairamaranivahairvAmanavapu\- rvidhAyograM vairochanamapi babandhAmararipum || 40|| kulaM kShAtraM saptatriguNamapi kR^itvA raghupate jaghAna tvaM rAj~nAM prabalamiha shastrAstravishadam | nihatyogrAn kaMsapramukhaditijAnyAdavakule tvamAvirbhUyograM samarabhuvi bhAraM cha hR^itavAn || 41|| anantAnyevaM vai tava vividharUpANi cha vibho pravaktuM tAnIha prabhavati na ko.apyatra jagati | parAtman shrIrAma triguNarahitAkAraparamaprabho pArAvArAmitaguNanidhe chidghana vibho || 42|| namaste shrIrAma hyamitaguNagrAmAya satataM namo bhUyo bhUyo punarapi namaste raghupate | namo vedairvandyAkhilamunigaNArAdhya bhagavannamo bhUyo bhUyastava charaNapa~Nkeruhayuge || 43|| mayA te pAdAmbhoruhayugalamAshritya nitarA\- mayodhyAyAM bhaktyA vividhapadaramyaiH surachitam | idaM rAmastotraM prapaThati naro yaH pratidinaM sa bhuktvA bhogAnvai bhajati paramaM shAshvatapadam || 44|| sahasraiH sheSho vai prabhavati na vaktrairguNagaNAn pravaktuM chAkalpaM kathamapi cha te rAma satatam | atastvAM kaH stotuM prabhavati hyalaM shrIraghupate vrajantyAkAshasya kvachidapi cha pAraM hi mashakAH || 45|| tubhyaM namo bhagavate raghunandanAya shrIjAnakIpriyatamAya kharAntakAya | yogIndrapUjitapadAmburuhadvayAya saMsAraduHkhashamanAya namo namaste || 46|| kAmAdyA durjayAshchenmama bhavatu punarmuktiyoShitsu kAmaH krodhashchettAvake vai tava charaNayugAmbhoruhe syAchcha lobhaH | mohashcheddhyAnayoge bhavatu mama punarmatsaromatsaro vai tvatpAdAmbhojasaukhyasthitimiha nitarAM naiva pashyAmi bhUmau || 47|| iti shrImadrAmAchAryavirachitaM shrIrAmamahimnaH stotraM samAptam || \section{|| shrIrAmamahimnaHstotram hindI bhAvArthAnuvAda} anuvAdakaH shrI gayAcharaNa tripAThiH isa saMsAra\-sAgara kI mahAmoha rUpI bha.Nvara meM phaMsa kara nirantara chakkara khAte hue patita prANI kI, he raghunAtha, Apa jaise sharaNAgata vatsala ko ChoDa़ kara kauna rakShA kara sakatA hai ? ataH maiM Apake charaNa kamaloM kA Ashraya lekara yaha prArthanA karatA hU.N ki he prabho, Apa merI isa saMsAra se rakShA kIjie jo pApoM kA bhaNDAra hai ||1|| Apa svayaM to pUrNataH avikArI aura avyakta bane rahate haiM kintu apanI ichChA\-j~nAna\-kriyA\-shakti Adi sAdhanoM ke mAdhyama se isa dR^ishyamAna jagat kI utpatti karate haiM, sadaiva usakI rakShA kiyA karate haiM aura phira yuga kI samApti para apane raudra rUpa dvArA (yA rudra kA rUpa dhAraNa karake) usako vinaShTa kara dete haiM | he guNashAlI (athavA sattva, rajas, tamas ke samanvaya), isa jagat ke bhItara Apa hI saba prANiyoM kI AtmA ke rUpa meM antaryAmIbhAva se vihAra karate rahate haiM | Apako ChoDa़ kara anya koI bhI jagadAtmA ke rUpa meM pratiShThita nahIM hai ||2|| he sampUrNa jagat ke prANa\-svarUpa vishvAtman ! bhagavAna shiva Adi parama yogIshvara apanI indriyoM ko saMyamita aura chitta ko sthira karake samAdhi kI avasthA meM Apake andara nitya ramaNa kiyA karate haiM (ramante yogino yasmin sa rAmaH, yogI loga samAdhi kI avasthA meM jisa paramatattva meM ramaNa karate haiM, use 'rAma' kahate haiM) | tathApi ye loga ApakI agAdha mahimA kA anta pAne meM sarvathA asamartha rahate haiM kyoMki Apake svarUpa ko sAkShAta veda bhI nahIM samajha pAe jo parama puruSha ke niHshvAsa kahe jAte haiM aura ve bhI, 'neti' 'nati'1 kaha kara hI ApakA varNana karate haiM ||3|| 1 Ishvara kI niShedhAtmaka vyAkhyA 'na\-iti' ('aisA nahIM') | R^iShiyoM kA kahanA hai ki Ishvara mana aura vANI se pare haiM ataH koI nahIM batA sakatA ki 'vaha kaisA hai'; kevala yahI kahA jA sakatA hai ki 'vaha kaisA nahIM hai' | jagat meM jo kuCha bhI dikhAI yA sunAI detA hai yA jo kuCha bhI kalpanA kA viShaya ho sakatA hai, Ishvara vaisA nahIM hai, usase bhinna hai | aisA to saMbhava hai ki kabhI koI buddhimAn vyaktipR^ithvI ke samasta aNu\-paramANuoM kI gaNanA kara DAle, athavA samudra meM kitane jala\-bindu haiM isakA hisAba lagA le | yaha bhI saMbhava hai ki AkAsha meM vidyamAna nakShatroM kI koI ginatI kara le, kintu yaha sambhava nahIM hai ki koI Apake samasta guNoM aura shaktiyoM kA ora\-Chora pA sake kyoMki ve asaMkhya aura aparimeya haiM ||4|| he mahAmahimashAlI, Apa svayameva jagat kA niyamana karane vAle R^ita\-tattva haiM| aparivartanashIla rUpa se sadaiva vidyamAna rahane ke kAraNa Apa ko hI 'satya' tattva bhI kahA jAtA hai (tu. kI., 'satyaM j~nAnamanantaM brahma') | Apake saguNa evaM nirguNa donoM prakAra ke rUpa haiM | isake atirikta Apa vishuddha chaitanya\-svarUpa evaM akhaNDa Anandamaya haiM, kintu ApakA vAstavika svarUpa to vedoM kI bhI samajha se pare kI vastu hai| yaha samasta charAchara vishva vastutaH ApakA hI mUrta rUpa hai | yaha saba atyanta gUDha़ hai aura biralA hI koI aisA manuShya hogA jo Apake vAstavika svarUpa ko samajha sake ||5|| jaba brahmA, shiva, indra Adi devatAoM aura siddhoM tathA muniyoM ne pR^ithvI kA bhAra dUra karane ke liye stutipUrvaka Apase prArthanA kI to sarvavyApI aura sarvatra vidyamAna hote hue bhI Apa mahArAja dasharatha ke ghara meM kaushalyA ke putra ke rUpa meM prakaTa ho gaye aura apane pAvana charaNoM ke nikShepa se Apane vasumatI (ratnamayI) kahI jAne vAlI isa pR^ithvI ko bhI dhanya kara diyA ||6|| he sharaNAgata vatsala evaM praNatajanoM ko saubhAgya pradAna karane vAle, Apane muni vishvAmitra se 'balA' evaM 'atibalA' nAmaka do alaukika mahAvidyAe.N prApta karake eka hI bANa se usa dIrghakAya evaM bhIShaNa rAkShasI (tADa़kA) kA vadha karake muni vishvAmitra ke vanyapradesha ko sarvathA nirApada kara diyA ||7|| una bhIShaNa subAhu aura mArIcha nAma ke rAkShasoM ko jinakA mukha atyanta vikarAla thA, jo vedoM se ghR^iNA karate the aura nirantara R^iShiyoM ke dvArA saMpAdita yaj~noM meM vighna DAlA karate the, Apane dR^iDhatA se eka hI painA bANa chalA kara mAra girAyA aura yaj~nakartA R^iShiyoM ke yaj~na kI rakShA kI ||8|| phira mUni vishvAmitra ke sAtha janakapurI jAte hue mArga meM Apane gautama R^iShi kI patnI (ahalyA) ko, jo shApa ke kAraNa prastara\-shilA bana gaI thI, apane charaNoM kI dhUli se shApa\-mukta karake nirmala kAnti vAlI parama sundarI strI ke rUpa meM pariNata kara diyA aura phira (janaka kI rAjasabhA meM) bhagavAn nIlakaNTha (shiva) ke usa vishAla sudR^iDha़ dhanuSha ko toDa़ DAlA ||9|| tatpashchAt Apane sharat\-pUrNimA ke chandramA ke samAna mukhavAlI aura sudhA ke samAna nirmala, suramya aura gauravarNa ke aMgoM vAlI, janaka kI putrI, jagajjananI, sundarI sItA kA shubha muhUrta meM pANigrahaNa kiyA jo ratnajaTita vastrAbhUShaNa dhAraNa kiye hue thIM| usa samaya indra Adi devatAoM ne Akara mA.N sItA ke sammukha apanA shIsha jhukAte hue apane mukuTa ko unake charaNoM para rakha kara unakI vandanA kI ||10|| jaba tripuravinAshaka bhagavAn shaMkara ke TUTate hue dhanuSha ke bhIShaNa shabda ko suna kara kShatriyoM ke shatru parashurAma krodha meM bhara kara janakapurI kI ora Ate hue mArga meM Apase mile to Apane unakA asImita abhimAna vinaShTa kara diyA| he sUryavaMsha ke maNi, atula balashAlI rAma, Apa merI sadaiva rakShA kareM ||11|| he sarvavyApI, isake pashchAt Apane devatAoM kI rakShA ke liye pitA kI (vanavAsa saMbandhI) Aj~nA turanta mAna kara ChoTe bhAI tathA patnI ko sAtha liyA aura janasthAna nAmaka pradesha meM jAkara phala\-yukta vR^ikShoM tathA saghana vR^ikShoM ke nIche apanI kuTiyA banAI jisase Apa vahA.N rahate hue rAkShasoM ke kula kA vinAsha kara sakeM ||12|| he prabho, prabala shaktimAn la~NkAdhipati rAvaNa kI bahana (ke abhadra vyavahAra se khinna hokara) Apane lakShmaNa ke mAdhyama se use usake chehare ko kurUpa karavA diyA aura usake pashchAta kharadUShaNa Adi una rAkShasoM ko mAra kara, jo devoM ke shatru the aura nirantara muniyoM\-brAhmaNoM Adi ke vinAsha meM lage rahate the, usa jaMgala ko pUrNataH nirApada kara diyA aura taba vahA.N para nAgarika jana nirbhaya hokara vicharaNa karane lage ||13|| dashAnana rAvaNa kI Aj~nA se jaba mArIcha eka vichitra prakAra ke svarNa\-mR^iga kA rUpa dhAraNa karake Apake sammukha vicharaNa karane lagA to, he praNatapAla raghunAtha, Apane usake mAyAvI rUpa ko jAna kara eka hI bANa se usako svarga loka bheja diyA ||14|| he raghupati, kyoMki pulastyavaMshI rAvaNa kI mR^ityu samIpa A gaI thI isaliye vaha durbuddhi (sAdhu kA) kapaTa veSha dhAraNa karake AyA aura ApakI anupasthiti meM mA.N sItA kA apaharaNa karake le gayA | vastutaH, 'devoM kI rakShA ke liye rAkShasoM kA vinAsha Avashyaka hai' yaha Apane bhalI\-bhA.Nti mana meM vichArA aura taba ApakI hI mUla preraNA se yaha saba ghaTita huA ||15|| jaba Apa jAnakI ke viyoga meM eka sAmAnya mAnava kI bhA.Nti duHkhI hokara nara\-lIlA kara rahe the to Apane jaMgala meM eka sthAna para maraNAsanna avasthA meM gR^iddha jaTAyu ko dekhA | usa samaya Apane svataH apane kara\-kamaloM se uThA kara usakA uddhAra kiyA | ApakA apane bhaktoM para isa prakAra kA atishaya vAtsalya sadaiva dekhane meM AtA hai ||16|| tatpashchAt Apane tIkShNa talavAra se mAMsAshI kabandha nAmaka rAkShasa kA shIghratayA vadha kara diyA aura phira lakShmaNa ke sAtha pampA sarovara ke taTa para pahu.Nche | vahA.N vAnaroM ke adhipati (sugrIva) ne Apa donoM ko dekha kara vAyu\-putra (hanumAn) ko ApakI jAnakArI lene ke liye bhejA | he varada, unhoMne (brAhmaNa vesha meM) Akara ApakA saMpUrNa parichaya prApta kara liyA ||17|| he raghupati, Apase ApakA samasta vR^ittAnta suna kara aura yaha jAnakara ki Apa asuroM ke shatru haiM aura dasharatha ke putra ke rUpa meM utpanna hue haiM, niHshaMka bhAva se hanumAn Apako baDa़e utsAha ke sAtha turanta parvata ke shikhara para AsIna vAnararAja sugrIva ke pAsa le gaye jahA.N Apa prabhu ne unake sAtha maitrI saMbandha sthApita kara liyA ||18|| vAnaroM ke adhipati, atula balashAlI aura parama abhimAnI bAli ko mAra kara, jisakA sAmanA karanA kaThina thA aura jisakI devatA aura asura bhI saralatA se barAbarI nahIM kara sakate the, Apane vAnaroM ke adhipati kI padavI sugrIva ko de dI jisase siddha hai ki Apa apane AshritoM ke liye vAtsalya ke sAgara haiM ||19|| he raghupati, sunishchita rUpa se Apake hI pratApa ke prabhAva se hanumAn samudra ko teja़I se lA.Ngha kara laMkA pahuMcha gaye aura vahA.N parama vishuddha jAnakI jI ke darshana kara, akShakumAra kA vadha karake, laMkA purI ko jalA kara tathA vahA.N ke upavana ko ujADa़ kara Apake charaNoM meM vApisa lauTa Ae ||20|| pavanaputra hanumAn ke mukha se sItA kA asahya duHkha suna kara, rAkShasarAja rAvaNa evaM usake kula kA vadha karane ke liye Apane sugrIva, a~Ngada, hanumAn Adi vIroM se yukta balavatI vAnarasenA ko lekara usake Upara chaDha़AI kara dI ||21|| apane amita balashAlI vAnaroM tathA bhAluoM se ghire hue Apa kaMdhe para dhanuSha rakhe, pITha para tarakasha bA.Ndhe tathA hAtha meM bANa liye, dhIre\-dhIre rAstA pAra karate\-karate, sugrIva, aMgada tathA hanumAna ke sAtha vishAla samudra ke taTa para A pahu.Nche ||22|| he, kR^ipA ke sAgara, agaNita guNoM kI khAna, sharaNAgatavatsala prabho, usI samaya dashAnana ke ChoTe bhAI ne samudra taTa para Akara Apake una charaNa kamaloM meM sharaNa lI jinakI ArAdhanA devatA bhI kiyA karate haiM | Apane, he pApa (evaM duHkha) vinAshaka, usI samaya use laMkesha kI padavI pradAna kara dI ||23|| he kamalanayana, Apane usa samudrataTa para vAnaroM ke sAtha tIna dina taka nivAsa kiyA | usake pashchAt ki~nchit krodhAviShTa hone kA abhinaya karake Apane samudra para chaDha़AI karane kI ThAnI, jisase sAgara atyanta bhayabhIta ho gayA aura bhakti bhAva se jhukakara madhura vachanoM se usane romA~nchita sharIra evaM gadgada vANI ke dvArA, he raghupati, baDa़I dera taka ApakI stuti kI ||24|| taba samudra kI salAha para, ApakI Aj~nA se vAnara vIra dasoM dishAoM meM gaye aura apanI bhujAoM ke bala se baDa़e\-baDa़e prastara\-khaNDa ukhADa़ kara le Ae | phira (rAma nAma se aMkita) una pattharoM ke dvArA kapishreShTha nIla ne samudra kI uttAla tara~NgoM ke Upara eka vishAla mahAsetu kA nirmANa kiyA jisase Apake nAma kI mahimA suspaShTa hai ||25|| yaha kitanA adbhuta hai ki jo patthara bhArI hone ke kAraNa sadaiva pAnI meM DUba jAte haiM, ve ApakI mahimA se samudra meM tairane lage | athavA jo apane netroM ke manda spandana mAtra se janya kaTAkSha dvArA agaNita brahmANDa utpanna karane meM samartha hai, usake saMbandha meM yaha kauna sA Ashcharya kA viShaya hai ? ||26|| Apane sarvaprathama sampUrNa vAnarasenA ko samudra ke pAra utArA, usake bAda svayaM bhI lakShmaNa sahita pAra utare aura laMkA pahu.Nche | vahA.N yuddha meM rAkShasoM ke samUha ko vidhvasta karake rAvaNa ko bhI usake parivAra ke sAtha samApta kara diyA aura isa prakAra devatAoM ko asuroM ke bhaya se mukta kara diyA ||27|| taba brahmA, shiva evaM indra Adi ke sAtha devoM ke samUha ne, siddhoM ne tathA muniyoM ne divya stotroM se ApakI stuti kI aura Apake Upara vipula puShpavR^iShTi kI | Apane apanI karuNAmayI snigdha daShTi se dekhate hue devoM ko kR^itArtha kiyA aura unako nirbhaya kara diyA ||28|| logoM ke saMtoSha ke liye Apane nagara kI janatA ke sammukha vaidehI ko agni meM pravesha karane kI Aj~nA dI aura isa prakAra sabake samakSha sItA ko niShkalaMka pramANita karake kubera ke vimAna (puShpaka) dvArA apane nagara ayodhyA vApisa Akara Apane apane AtmIya janoM ko Anandita kiyA ||29|| he sItA ke svAmI, dasa sahasra varShoM taka Apane prasannatApUrvaka ayodhyA meM rahate hue isa pR^ithvI para bhalI bhA.Nti rAjya kiyA aura apanI prajA ko usa kAla meM ativR^iShTi\-anAvR^iShTi Adi daivI ApadAoM (Iti) se surakShita rakhA | he prabho, usa samaya Apake charaNakamaloM kI samarchanA devatA, asura tathA baDa़e\-baDa़e rAjA Akara apane mukuToM meM khachita maNiyoM se kiyA karate the ||30|| Apake charaNa kamaloM kA dhyAna karate hue jo Apake gopanIya bIjamaMtra rAM kA japa karate rahate haiM unake ghara meM sadaiva lakShmI aura sarasvatI virAjamAna rahatI haiM aura jIvana meM achChe\-achChe bhogoM ko bhoga kara anta meM ve Apake shreShTha paramapada ko prApta hote haiM| (kR^ishAnuH = agni, agni kA bIjAkShara hai 'ra'| sheSha = A, shashadharaH = chandramA = bindu athavA anusvAra)| jo gurumukha se prApta karake bhagavAn rAma ke svabIja (rAM) ke sAtha 'rAmAya namaH' joDa़ kara isa ShaDakShara mantra (arthAta 'rA rAmAya namaH') kA nitya japa karatA hai vaha sampUrNa vishva meM pUjA jAtA hai | apane jIvana kAla meM to vaha divya bhoga bhogatA hI hai, sAtha meM (mR^ityu ke anantara bhagavAn viShNu ke) parama pada ko prApta karatA hai | (sheShAgnI = agni + sheSha arthAt ra + A yA 'rA', bIjAkShara nitya bindu yukta hotA hai ataH 'rAM' | dahana = agni, agni kA bIjAkShara 'raM' hai arthAt ra varNa | maparaH = jisake bAda meM ma ho arthAta rAma | pavanaH = vAyu kA bIjAkShara 'ya'| pUre ko milA kara shabda banA 'rAmAya' | namo.antaH = jisake anta meM namaH shabda ho | isa prakAra bIjamantra ‘rAM rAmAya namaH' yaha hai) ||32|| jo sAdhaka meghoM ke samAna shyAmavarNa ke salone sharIra vAle, vidyuta ke samAna pIle raMga ke chamakIle aura sundara vastra dhAraNa kiye hue, kamala ke samAna netra vAle aura asaMkhya kAmadevoM ke samaveta suMdaratA ke samAna lAvaNyashAlI bhagavAna rAma kA dhyAna karatA hai jinake bAIM ora vidyudvarNA (svarNa ke samAna shArIrika kAnti vAlI) jAnakI jI khaDa़I huI snehapUrvaka bhagavAn rAma ke mukhAravinda ko nihAra rahI haiM, aisA sAdhaka atulanIya siddhiyoM ko prApta karatA hai ||33|| he bhagavan Apake rUpa evaM ApakI vibhUtiyA.N ananta haiM; una sabakA dhyAna karane meM devatA bhI kabhI samartha nahIM ho pAte | he, nirmala, ApakI sAmarthya evaM Apake aishvarya kA bhalA kauna anta pA sakatA hai jabaki sampUrNa veda bhI vismita bhAva se 'neti' 'neti' kaha kara hI ApakA varNana karate haiM ||34|| he raghunAtha, ApakA jo yaha jala se bhare hue megha ke samAna ramaNIya shyAmala rUpa hai usako tattvaj~nAnI shreShTha munijana apane hR^idaya\-kamala meM bAra\-bAra dhyAna karate hae viShaya\-tR^iShNA se vimukta hokara jagat ke prati Asakti se rahita ho jAte haiM aura devoM ke dvArA vandanIya Apake usa parama\-pada ko prApta karate haiM jahAM Ananda kA nitya sAmrAjya hai ||35|| yahA.N shivamahimnaHstava (shloka 2) kA \- atItaH panthAnaM tava cha mahimA vA~Nmanasayo ratadvyAvR^ittyA.ayaM chakitamabhidhatte shrutirapi | yaha aMsha tulanIya hai | tat (vaha) shabda yahA.N brahma kA vAchI hai | atat = jo brahma yA parameshvara na ho | vyAvR^itti kA artha hai nirasana yA nirAkaraNa | vishva meM jitanI bhI vastue.N vidyamAna haiM yA jinakI kalpanA ho sakatI hai, parameshvara una sabase pR^ithak hai ataH usakI kevala niShedhAtmaka paribhAShA hI ho sakatI hai| jo kuCha bhI hama dekhate\-sunate yA sochate\-samajhate haiM, usase jo bhinna haiM, vahI brahma yA parameshvara hai | yahI 'atadvyAvR^itti' kA bhAva hai | Apa hI devAdhipati indra haiM, Apa hI chandramA (yA somarasa) tathA sUrya haiM | Apa hI agni tathA jala tattva haiM, Apa hI bhUmi tathA vAyu haiM | Apa hI brahmA tathA rudra ke rUpa meM jagat ke sarjaka tathA saMhAraka haiM | vastutaH jo kuCha bhI isa saMsAra meM dikhAI de rahA hai vaha saba prakArAntara se Apa hI haiM | he sarvavyApI, Apake atirikta isa jagat meM aura kisI vastu kA astitva nahIM hai ||36|| jaba vaidika\-vA~Nmaya samudra meM DUba gayA thA to he sarvAtmana, sR^iShTi ke prArambha meM Apane hI matsya rUpa dhAraNa karake una vedoM ko samudra se vAhara nikAlA thA| (usake bAda) jaba devoM ne amR^ita prApta karane kI ichChA se sAgara kA manthana kiyA aura usake liye mandarAchala ko vahA.N lAye to Apane hI eka shaktishAlI kachChapa kA rUpa dhAraNa karake usako nIche se saMbhAlA aura use pITha para uThAye rahe ||37|| yaha shloka 'shivamahimnaHstava' ke\-\- tvamarkastvaM somastvamasi pavanastvaM hutavahaH tvamApastvaM vyoma tvamu dharaNirAtmA tvamiti cha | parichChinnAmevaM tvayi pariNatA bibhratu giraM na vidmastat tattvaM vayamiha tu yattvaM na bhavasi || se pUrNatayA prabhAvita hai aura eka prakAra se usakI ChAyA lagatA hai| he ananta guNashAlI, Apane eka vishAla varAha kA rUpa dhAraNa karake pralayakAlIna samudra meM vicharaNa karate hue usa atulabalashAlI, ghora daitya, hiraNyAkSha kA vadha kiyA aura tadanantara apanI daMShTrA ke agrabhAga para sampUrNa parvatoM se yukta pR^ithvI ko uThAkara Upara le Ae ||38|| jaba Apako patA chalA ki Apake bhakta prahlAda ko, jo parama vidvAn, sachcharitra aura niShpApa thA, usake durbuddhi pitA (hiraNyakashipu) ne Apake prati bhakti\-bhAva rakhane ke kAraNa aneka prakAra se daNDita kiyA hai to Apane tIna netroM se yukta, siMha kA milA\-julA eka vichitra aura ugra rUpa banAyA aura usa amita balashAlI daityarAja ko chIra kara rakha diyA ||39|| he rAma, praNatajanoM ke liye karuNA ke sAgara, jaba Apako patA chalA ki indra kA aishvarya atulabalashAlI daityarAja bali ne ChIna liyA hai to indrAdi devoM ke dvArA Akara stuti karane para Apane eka tejasvI vAmana\-rUpa dhAraNa kiyA aura devatAoM ke shatru usa bali ko (varuNapAshoM se) bA.Ndha liyA ||40|| shastra\-astra chalAne meM kushala, prabala balashAlI (AtatAyI) kShatriyoM ke kula ko, he raghupati, Apane (parashurAma kA rUpa dhAraNa karake) ikkIsa bAra vinaShTa kiyA| (tadanantara) he lakShmI ke svAmI, Apane (kR^iShNa ke rUpa meM) AvirbhUta hokara yAdavoM ke kula meM utpanna kaMsa Adi ugra daityoM kA vinAsha karake pR^ithvI kA bhAra halakA kiyA ||41|| isa prakAra, he rAmachandrajI, Apake vibhinna rUpoM kA koI ora\-Chora nahIM hai | ve ananta haiM aura isa jagat meM koI bhI unakI gaNanA nahIM kara sakatA | Apa jagat ke aNu\-aNu meM vyApta haiM (vibhu) tathA sattva\-rajas\-tamas rUpa tInoM guNoM se rahita, vishuddha chaitanya\-svarUpa, paramAtmA haiM | Apake guNa asaMkhya aura aparimeya haiM | Apa jagat ke niyantA evaM ananta tejomaya haiM ||42|| ananta guNoM ke AgAra, he rAma, Apako merA sadaiva namaskAra hai | he raghupati, maiM Apako vAraMgAra punaH punaH praNAma karatA hUm | sampUrNa munijanoM ke dvArA ArAdhanIya evaM vedoM ke dvArA hI jAne jA sakane vAle, bhagavan, Apako maiM namana karatA hU.N | Apake magalamaya charaNakamaloM meM merA vAraMvAra praNAma hai ||43|| Apake guNoM ke samUha ko yadi sheShanAga bhI apane eka sahasra mukhoM se kalparyanta nirantara varNana karate raheM to bhI ve unakA pAra nahIM pA sakate, ataH kauna maraNadharmA manuShya (apane sImita\-jIvana kAla meM) unakA varNana karane meM samartha ho sakatA hai ? ThIka bhI hai, machChara kabhI ananta AkAsha ko pAra karake usake dUsare Chora taka nahIM jA sakate ||44|| maiMne Apake nirmala charaNa kamaloM kA Ashraya lekara (he rAma) atyanta bhakti\-pUrvaka vividha suramya padoM se ayodhyA nagarI meM isa stotra kI rachanA kI hai| jo raghukula shiromaNi shrIrAma ke isa maMgalamaya stotra kA pratidina pATha karegA vaha pR^ithvI para aneka bhogoM ko bhoga kara anta meM bhagavAn ke usa nitya parama\-dhAma ko prApta karegA ||45|| he jAnakIvallabha, khara dUShaNa Adi ke nihantA bhagavAna raghunaMdana Apako namaskAra hai | saMsAra ke sabhI duHkhoM kA shamana karane vAle aura yogIshvara bhagavAna shaMkara ke dvArA pUjIta charaNakamala vAle shrIrAma, Apako vAraMvAra praNAma hai ||46|| (shAstro meM kahA gayA hai ki) kAma krodha Adi vikAroM ke upara vijaya prApta karanA atyaMta kaThIna hai | yadi aisA hai aura kAma vAsanA rahanI hai to merI ichChA hai ki merA mana muktirUpI strI ki kAmanA kare | krodha rahanA hi hai to mai mere pApakarmoM ke upara krodha karU.N | yadi lobha se ChuTakArA nahI milanA hai to merA lobha Apake charaNakamaloM ke prati ho | merA moha (Asakti) adhyAtmayoga ke prati raheM aura mere matsara (avamAnanA yA ghR^iNA ) ki pAtra merI iMdriyAM hoM ( jo bhogoM meM lipta rahatI hai ) | he rAma, tumako ChoDakara isa pR^ithvI pAra anyatra kahIM bhI maiM sukha nahI dekhatA ||47|| ## Proofread by PSA Easwaran Hindi meanings encoded and proofread by Mandar Mali aryavrutta at gmail.com \medskip\hrule\obeylines Please send corrections to sanskrit at cheerful dot c om Last updated \today https://sanskritdocuments.org \end{document}