% Text title : Shrikrishna Dhyanani % File name : shrIkRRiShNadhyAnAni.itx % Category : vishhnu, krishna, dhyAna % Location : doc\_vishhnu % Transliterated by : Vishwesh GM % Proofread by : Vishwesh GM % Latest update : September 28, 2022 % Send corrections to : sanskrit at cheerful dot c om % % This text is prepared by volunteers and is to be used for personal study % and research. The file is not to be copied or reposted for promotion of % any website or individuals or for commercial purpose without permission. % Please help to maintain respect for volunteer spirit. % \documentstyle[11pt,multicol,itrans]{article} #include=ijag.inc #endwordvowel=.h \portraitwide \parindent=100pt \let\usedvng=\Largedvng % for 1 column \pagenumbering{itrans} \def\engtitle#1{\hrule\medskip\centerline{\LARGE #1}} \def\itxtitle#1{\medskip\centerline{\LARGEdvng #1}\medskip\hrule} \def\endtitles{\medskip\obeyspaceslines} %% \begin{document} \engtitle{.. Shrikrishna Dhyanani ..}## \itxtitle{.. shrIkR^iShNadhyAnAni ..}##\endtitles ## shrIkR^iShNasya prAtaH madhyAhna sAyaM kAlIna dhyAnAni shrIgaNeshAya namaH | \section{shrIkR^iShNa kA prAtaHkAlIna dhyAna} samuddhUsaroraHsthaledhenudhUlyA supuShTA~NgamaShTApadAkalpadIptam | kaTIrasthale chAru ja~NghAntayugmaM pinaddhaM kvaNat ki~NkiNIjAladAmnA || 1|| hasantaM hasat bandhu jIva prasUna prabhApANi pAdAmbujodAra kAntyA | dadhAnaM kare dakShiNe pAyasAnnaM suhaiya~NgavInaM tathA vAma haste || 2|| lasat gopagopI gavAM vR^indamadhye sitaM vAsa vAdyaiH surairarchitA~Nghrim | mahIbhAra bhUtA marArAti yUthAM stataH pUtanAdIn nihantuM pravR^ittam || 3|| (nAradapurANa 80\-75\-80) artha\-(eka sundara udyAna se ghirI huI suvarNamayI bhUmipara ratnamaya maNDapa banA huA hai | vahA.Npara shobhAyamAna kalpavR^ikSha ke nIche sthita ratnanirmita kamalayukta pIThapara eka sundara shishu virAjamAna haiM, jinakI a~NgakAnti indranIlamaNi ke samAna shyAma hai | unake kAlekAle ghu.ngharAle chikane kesha haiM, unake donoM gAla hilate hue svarNamaya kuNDaloM se atyanta sundara lagate haiM, unakI nAsikA ba.DI sudhara hai, usa sundara bAlaka ke mukhAravindapara manda muskAna kI adbhuta ChaTA ChiTaka rahI hai | vaha sone ke tAroM meM gu.nthA aura sone se hI ma.DhA huA sundara vadhanakhA, dhAraNa karate haiM, jisameM parama ujjvala chamakIle ratna ja.De hue hai.n | godhUli se dhUsarita vakShaH sthala meM dhAraNa kie hue svarNamaya AbhUShaNoM se usakI dIpti bahuta ba.DhI huI hai, unakA eka\-eka a.nga atyanta puShTa hai, `unakI donoM piNDaliyoM kA antima bhAga atyanta manohara hai | usane apane kaTibhAga se dhu.ngharUdAra karadhanI kI la.DI bA.ndha rakkhI hai' jisase sumadhura jhanakAra hotI rahatI hai, khile hue (dupahariyA) ke phUla kI aruNa prabhA se yukta karAravinda aura charaNArabindoM kI udAra kAnti se sushobhita vaha shishu manda\-manda haMsa rahA hai | usane dAhine hAtha meM khIra aura bAyeM hAtha meM turanta kA nikAlA huA mAkhana le rakkhA hai | gvAloM gopa\-sundariyoM aura gauoM kI maNDalI meM sthita hokara vaha ba.DI shobhA pA rahA hai | indra Adi devatA usake charaNoM kI ArAdhanA karate haiM vaha pR^ithvI ke bhAra bhUta daitya samudAya pUtanA Adi kA saMhAra karane meM lagA hai | isa prakAra dhyAna karake ekAgna chitta ho bhagavAn kA pUjana kare, dahI aura gu.Da kA naivedya arpaNa kare, eka hajAra mantra kA japa kare | mantra\- OM klIM kR^iShNAya govindAya gopIjana vallabhAya svAhA | isI prakAra madhyAhnakAla meM nAradAdi munigaNoM aura devatAoM se pUjita vishiShTha rUpadhArI bhagavAn shrIkR^iShNa kA pUjana kare | madhyAhnakAlIna dhyAna isa prakAra kare | \section{shrIkR^iShNa kA madhyAhnakAlIna dhyAna} lasat gopagopI gavAMvR^indamadhye sthitaMsAndra meghaprabhaM sundarA~Ngam | shikhaNDIchChadApIDamabjAyatAkShaM lasachchillikaM pUrNachandrAnanaM cha || 1|| chalat kuNDalollAsi gaNDasthala shrI bharaM sundaraM mandahAsaM sunAsam | sukArtasvarAbhAmbaraM divyabhUShaM kvaNat ki~NkiNIjAlamAttAnulepam || 2|| veNundhamantaM svakaredadhAnaM savyedarayaShTimudAraveSham | dakShe tathaivepsitadAnadakShaM dhyAttvArchayannandajamindirApyaiH || 3|| (nAradapurANa 80\-83\-85) artha\-bhagavAn shrIkR^iShNa megha ke samAna shyAma tathA nIlamaNi ke tulya sundara a~Nga shobhA se yukta haiM, shira para mora mukuTa dhAraNa kie haiM, kamala ke sadR^isha netra sushobhita ho rahe haiM, go gopI aura gopoM ke madhya meM sushobhita haiM, unakA mukha kamala ke samAna chikanA aura pUrNachandra ke samAna sundara hai | bhauMhoM kA madhyabhAga shobhAyukta hai, unake kAnoM meM makarAkR^ita kamanIya kuNDaloM se kapoloM kI shobhA rAshi ko dhAraNa karate haiM, sundara nAsikA hai, sundara hAsya haMsa rahe haiM, tapAye hue sone ke sAmAna pIlA pItAmbara dhAraNa kie haiM, pairoM meM ghu.ngharU dhAraNa kiye hai, bajAte hue chalate hai.n | a~Nga\-a~Nga meM anulepana kiyA hai, dAhine hAtha meM vaMshI lekara bajA rahe haiM, bAyeM hAtha meM Cha.DI lie haiM, atyanta manohara veSha hai, dAhine hAtha se bhaktoM ko manovA~nChita vastuoM ko pradAna karate hai.n | lakShmIpati bhagavAn nandanandana shrIkR^iShNa kA dhyAna karake pUjA kare.n | \section{shrIkR^iShNa kA sAyaM kAlIna dhyAna} sAyahne dvAravatyAM tu chitrodyAnopashobhite | dvayaShTasAhasrasa~NkhyAtaiH bhavanairUpamaNDite || 1|| haMsasArasasa~NkIrNaM kamalotpalashAlibhiH | sarobhirnirmalAmbhobhiH parIte bhavanottame || 2|| udyatpradyotanodyota dyutau shrImaNimaNDape | hemAmbhojasamAsInaM kR^iShNaM trailokya mohanam || 3|| tebhyo munibhyaH svandhAma dishantaM paramakSharam | munivR^indaiH parivR^itamAtmatattva vinirNaye || 4|| unnindrendivara shyAmaM padmapatrAyatekShaNam | snigdhakuntala sambhinna kirITavanamAlinam || 5|| chArUprasannavadanaM sphuranmakarakuNDalam | shrIvatsavakShasaMbhrAjatkaustubhaM sumanoharam || 6|| kAshmIrakapishoraskaMpItakausheyavAsasam | hArakeyUrakaTakakaTi sUtrairala~NkR^itam || 7|| hR^itavishvambharAbhUri bhAraMmuditamAnasam | sha~NkhachakragadApadma rAjadbhujachatuShTayam || 8|| (nAradapurANa 50\-80\-92) artha\-isa prakAra sAyaM kAla meM bhagavAn shrIkR^iShNa dvArikApurI meM eka sundara bhavana ke bhItara virAjamAna hai.n | vaha shreShTha bhavana solaha hajAra gR^ihoM se ala.nkR^ita hai.n | usake chAroMora nirmala jala vAle sarovara sushobhita hai.n | haMsa sArasa Adi pakShiyoM se vyApta kamala aura utpala Adi puShpa una sarovaroM kI shobhA ba.DhAte haiM ukta bhavanoM meM eka shobhA sampanna maNimaya maNDapa hai | jo udaya kAlIna sUryadeva ke samAna aruNa prakAsha se prakAshita ho rahA hai | usa maNDapa ke bhItara suvarNamaya kamala kI AkR^iti kA sundara siMhAsana hai | jisa para tribhuvanamohana shrIkR^iShNa baiThe hai.n | unase Atmatattva kA nirNaya karAne ke lie muniyoM ke samudAya ne unheM saba ora se ghera rakhA hai | bhagavAn shyAmasundara una muniyoM ko apane avinAshI paramadhAma kA upadesha de rahe hai.n | unakI a~NgakAnti vikasita nIlakamala ke samAna shyAma hai.n | donoM netra praphulla kamala dala ke samAna vishAla hai | sira para snigdha alakAvaliyoM se saMyukta sundara kirITa sushobhita hai | gale meM vanamAlA shobhA pA rahI hai | prasanna mukhAravinda manako moha letA hai, kapoloM para makarAkR^ita kuNDala jhilamilA rahe hai.n | vakShasthala meM shrIvatsakA chihna hai, vahIM kaustumamaNi apanI prabhAvikherarahI hai, unakA svarUpa atyanta manohara haiM, unakA vakShasthala kesara ke anulepana se sunahalI prabhA dhAraNa karatA hai | ve reshamI pItAmbara pahane hue haiM vibhinna a~NgoM meM hAra, vAjUvaMda, ka.De aura karadhanI Adi AbhUShaNa unheM ala.nkR^ita kara rahe hai.n | unhoMne pR^ithvI kA bhArI bhAra utAra diyA hai unakA hR^idaya paramAnanda se paripUrNa hai, tathA unake chAroM hAtha sha.nkha, chakra, gadA, aura padma se sushobhita hai | isa prakAra dhyAna kare aura pUjana kare,AvaraNoM kI bhI pUjA kare | vidhi pUrvaka pUjana karake khIra kA bhoga lagAve dugdha meM shakkara mishrita jala ko bhAvitakara tarpaNa kare | usake bAda mUla mantra kA 108 bAra japa kare dina meM ekabAra homa kare, tatpashchAt stuti, namaskAra, Atma samarpaNa, kare | samarpaNa kara punaH apane hR^idaya kamala meM sthApita kare | isa prakAra pratidina karane se sampUrNa kAmanA prApta kara anta meM paramagati ko prApta karatA hai | mUla mantra\- \ldq{}OM klIM kR^iShNAya govindAya gopIjanavallabhAya svAhA\rdq{} yaha hai | ## Encoded and proofread by Vishwesh GM \medskip\hrule\obeylines Please send corrections to sanskrit at cheerful dot c om Last updated \today https://sanskritdocuments.org \end{document}