% Text title : bhaktistotramavadhUtasiddha % File name : bhaktistotramavadhUtasiddha.itx % Category : major\_works, avadhUtasiddha, shiva % Location : doc\_z\_misc\_major\_works % Author : avadhUtasiddha % Proofread by : Aruna Narayanan narayanan.aruna at gmail.com % Latest update : April 20, 2020 % Send corrections to : sanskrit at cheerful dot c om % % This text is prepared by volunteers and is to be used for personal study % and research. The file is not to be copied or reposted for promotion of % any website or individuals or for commercial purpose without permission. % Please help to maintain respect for volunteer spirit. % \documentstyle[11pt,multicol,itrans]{article} #include=ijag.inc #endwordvowel=.h \portraitwide \parindent=100pt \let\usedvng=\Largedvng % for 1 column \pagenumbering{itrans} \def\engtitle#1{\hrule\medskip\centerline{\LARGE #1}} \def\itxtitle#1{\medskip\centerline{\LARGEdvng #1}\medskip\hrule} \def\endtitles{\medskip\obeyspaceslines} %% \begin{document} \engtitle{.. Bhaktistotram by Avadhutasiddha with Hindi Translation ..}## \itxtitle{.. bhaktistotram ..}##\endtitles ## pratyakShavastuviShayAya jagaddhitAya vishvasthitipralayasambhavakAraNAya | sarvAtmane vijitakopamanobhavAya tubhyaM namastribhuvanaprabhave shivAya || 1|| satyaM na vedmi kimahaM yadagocharo.asi vAchaspaterapi girAM kimutAsmadAdeH | bhaktistathApi bhavato guNakIrtaneShu yanmAM niyojayati kiM tadahaM karomi || 2|| ravArkenduvahnimarudAtmamahIpayodhi\- raShTAbhireva tanubhirbhavatA samaste | vyApte jagatyaparamichChati yo.atra vaktuM ko.anyo hatatrapatayA sadR^isho.asti tena || 3|| dhR^ityAdibhiH svatanuvR^ittibhireva yadvad eko bhavAn vahati sa.nprati lokamAtrAm | tadvad vibho yadi jagatyaparo.asti kashchi\- nnirmatsarAH kimiti na pravadanti santaH || 4|| yogAdapAstatamaso bhuvanatraye.api mukhyA pitAmahapurandaraviShNavo.api | adyApi deva na vidanti kR^itaprayatnA\- statvaM taveti tadaho mahadindrajAlam || 5|| bhAvodbhavasthitivipatkaraNapravR^ittau sa.nj~nA vibhinnarachanAstvayi sambhavanti | sAmye sthitaH pratinivR^ittasamastakAryo nendro na viShNurasi nApi pitAmaho.asi || 6|| kechid bhavantamanupAdhimanAmarUpaM vij~nAnameva paramArthatayA prapannAH | anye tridhAtuparikalpanayA vishuddha\- mUchuH svashAstrasamayaM paripAlayantaH || 7|| sA~NkhyaiH samastajagadudbhavakAraNAni proktAni yAni khalu sattvarajastamAMsi | rUpANi tAnyapi tavaiva samagrashakteH kiM tanna yat parigataM bhuvi shaktibhiste || 8|| nityaM vinAshi yadarUpamanekameka\- mugraM prashAntamaguNaM guNasanniviShTam | saMsAriNaM vashinamadhruvamasvatantraM devaM bhavantamasakR^it kavayaH stuvanti || 9|| vAchAmatItaviShayo nirupAkhyabhAvAt prokto.asi shUnyamiti kaishchidasatpratij~naiH | tvAmeva kechidapi vAchakavAchyayogAt santaM visheShaNavashAt parikalpayanti || 10|| Adyantayostribhuvanasya bhavantameva yaM vaidikAH puruShamAhurabhedyamAdyam | bhayastameva jananapralayAntarAle saMsArajAlamiti jAtavikAramUchuH || 11|| AtmAnamAtmani yadA svayamAtmanaiva saMyamya tiShThasi nimIlitasarvashakte!| lInaM tadA tvayi jagat khalu tAvadAste yAvat tavodbhavati nAtha punaH sisR^ikShA || 12|| tvattaH paraM jagati nAtha na chAsti ki~nchi\- nnANuH kvachinna cha mahAn bhavataH sakAshAt | sarvAtmako.asi bhavataiva samastameta\- dantaH kR^itaM nanu jaganmaNineva sUtram || 13|| chetAMsi yAni sukhaduHkhavisheShabhA~nji ye cha pradhAnapariNAmavikArabhedAH | tvaM deva janmani punaH pralaye cha teShAM hetuH samastapayasAmiva toyarAshiH || 14|| astAstvayA suraguro! svatanau yadaiva svAtmAnalAnilajalAvanichandrasUryAH | loke.aparasya bhavatA nanu kAraNasya mUle tadaiva nihitaH sakale kuThAraH || 15|| stauti prasahya tava ShoDashadhA vibhajya mUrtiM pramANarachano munirakShapAdaH | dravyAdivasturachanAbhirupAttabhedai\- rvaisheShike kaNabhujA.api nanu stuto.asi || 16|| badhnAti kAchidapi shaktiranantashakteH kShetraj~namapratihatA tava pAshajAlaiH | j~nAnAsinA cha vinikR^itya guNAnasheShA\- nanyA karotyabhimukhaM puruShaM vimuktau || 17|| ekAM bata chyutasamastabhavapravR^itti\- mAhurvimuktimiti shAntatamAmavasthAm | sthityudbhavapralayinImaparAmavasthAM saMsAriNImiti vadanti tavaiva santaH || 18|| aj~nAnatIvratimiropahataprakAshA\- stvaddUShaNaM prati vinaShTadhiyo.api santaH | tAvat tyajanti na bhavaM bhagavanstvayaiva yAvat svashaktivibhavairna vibodhitAH syuH || 19|| guhyaM guhAshrayamajaM paramaM pavitra\- mekaM vibhuM sakalavA~NmayabIjamAdyam | samyakprayuktamabhivA~nChitahetubhUta\- mAhurbhavantamapare nanu shabdatatvam || 20|| tIrthakriyAvyasaninaH svamanIShikAbhi\- rutprekShya tattvamiti yadyadamI vadanti | tattat tvameva bhavato.asti na ki~nchidanyat sa.nj~nAsu kevalamayaM viduShAM vivAdaH || 21|| sarvaj~nabIjamavikAramaluptashaktiM nishreyasAbhyudayamArgavidhAnahetum | tvAmeva deva! guravaH prathame.api samya\- gArAdhya tIrthakarabhA mahimAnamApuH || 22|| sarvaj~natA yadapi lakShaNayA parasya mukhyA tathApi bhavataH parameshvaratvAt | svAtantryamapyanupachAramupaiti yogaM tvayyeva nAtha jagataH khalu kartR^ibhAvAt || 23|| dR^ishyeta kashchidadhigachChati vastujAta\- manyo.anumAnasamayairaparo.api shabdaiH | pratyakShavattu bhavataH punarakrameNa sarvaM karAmalakavadviditaM prameyam || 24|| asyAtmano viShayiNaH paratantravR^itte\- rasyAshcha nAtha jagataH prakR^ite parAyAH | saMyojane cha viratau cha paro.asi hetuH saMsArachakraparivartanayantravAhaH || 25|| kurvan muhuH svayamatandritayA.api bud.hdhyA karmANi shAstrasamayopanibandhanAni | saMyujyate samuchitena tu yatphalena tachcheShTitasya phalamapratimaM tavaiva || 26|| utsAhashaktirahitAn vikalAnapuNyAn mandAn nirastasamayAnaghR^iNAnasatyAn | AvA~nChitena viniyojayatA phalena luptastvayA puruShakAravisheShavAdaH || 27|| karmANi vedavihitAni sukhapradAni pretyaiti tatphalamidaM phalamantavachcha | tvachChAsane sukhamanantamasheShadoSha\- ploShAya bhaktivihitAM praNatiM yadAhuH || 28|| prAkAmyamAtmani yadA prakaTIkaroShi vyaktIH pratikShaNamanekavidyA dadhAnaH | tvayyeva so.api bhagavan! bhajate.arthavattAM prAyo vidagdharachitaH kShaNabha~NgavAdaH || 29|| yattIrthikairjagati janmabhiraprameyai\- rnAsAdyate padamiti svamateShu gItam | bud.hdhyekajanmikamiti bruvatAM vigR^ihya teShAM tvayA nanu kR^itashcharaNaH shirassu || 30|| lubdhA malImasadhiyaH samayAdapetA rAgoparaktamanaso vashino.apyasantaH | tvachChAsane vihitali~NgaparigraheNa muchyanta ityatimahAMstava siMhanAdaH || 31|| avyAhatasya bhagavan! bhavadAgamasya chintAmaNeriva mahAnasamaH prabhAvaH | samyag vidhAnavihitAM yadavApya dIkShAM j~nAnAdR^ite.api khalu kevalatAmupaiti || 32|| j~nAnaM tiraskR^itamidaM pashuvAsanAbhi\- rAstAM yadAtmani vimuktiphalasya bIjam | tadvAriNeva bhagavan! bhavadAgamena sampAditaM bhavati mokShaphalaprasUtyai || 33|| jantau yadA tava kadAchidanugrahechChA kShINAshaye bhavati janmabhiraprameyaiH | saMsArajAlamativAhya tadaiva shAnti\- mAtyantikIM vrajati bodhavivarjito.api || 34|| etachchaturdashavidhaM bhuvanaM samastaM saMsAramaNDalamavAntarabhedabhinnam | tvaM pAsi haMsi vidadhAsi yadR^ichChayeti matvA na lipyata iti pravadanti santaH || 35|| aishvaryamapratihataM sahajo virAga\- stR^iptirnisargajanitA vashitendriyeShu | AtyantikaM sukhamanAvaraNA cha shakti\- rj~nAnaM cha sarvaviShayaM bhagavanstavaiva || 36|| yatnAdupAttatapaso.api hi yad durApa\- mAtyantikaM sukhamapAstasamastaduHkham | nItAH kharoShTrataravo.api yadityaho te svAtantryamapratihataM bhuvanatraye.api || 37|| yenAmalasphuritaratnashikhAvitAno hemIkR^ito nipatatA sakalaH sumeruH | tasyAtulaM phalamidaM tava shukravindo\- rekasya yatkanakabhUShaNamApa lokaH || 38|| kAlena sa~nchitamapuNyamanantakalpaM lokatrayasya yadabhUt tripuraprakAram | dagdhaM tvayA taditi samyagavetya kasya mUDhAdR^ite bhavati na tvayi pakShapAtaH || 39|| kShIrodasAramathanapratilabdhajanma vitrAsitatridashasaMhatikAlakUTam | nirmatsareNa pibatA jagato hitAya pItastvayaiva sakalo nanu sAdhuvAdaH || 40|| shAntAtmanA.api bhagavan! bhavatA prasahya netrodbhavena dahatA dahanena kAmam | alpIyaso.api mahatAM samatikramasya manye janAya viShamaH kathito vipAkaH || 41|| snehAd vidhAya dayitAM vapuSho.ardhabhAge dhuryastathApi bhagavan! shaminAM tvameva | trailokyavismayakR^itAM tava cheShTitAnA\- madyApi kashchidapi nAnukR^itiM karoti || 42|| uchchaistiraskR^itamidaM bhuvanaM samastaM yogaprabhAvajanitena balena yena | tasya prajApatisutasya hR^itaH prasahya garvastvayeti bata kasya na vismayo.atra || 43|| a~NguShThakena bhavatA vinipIDitasya yasyAsavo na vigatAH sahasA katha~nchit | yatnAt sa eva hariNA vijitashchireNa nItyA dashAnana iti kva nu vismayo.ayam || 44|| mandAkinIkanakapa~NkajapArijAta\- puShpAdhivAsitajalA nabhasaH patantI | lagnA tuShArakaNikeva jaTAgrabhAge kenApareNa bhavateva dhR^itA.anugR^ihya || 45|| AstAM tavAnyadapi tAvadatulyakakShya\- maishvaryamIshvarapadasya nimittabhUtam | tvachChephaso.api bhagavan! na gato.avasAnaM viShNuH pitAmahayutaH kimutAparasya || 46|| shvetasya mR^ityudashanAntaravartino.api sUnApashoriva vadhAvasare sthitasya | prANAn nigR^ihya bhavatA yadakAri tasya tatkasya vismayamalaM na karoti loke || 47|| prItena yadvadupamanyurapAstamanyuH kShIrodasaMvibhajanena kR^itastvayA.asau | tadvadvibho! yadi jagatyaparo.asti kashchi\- nnirmuchya matsaramamI pravadantu santaH || 48|| vR^itradviShaH sakulishasya bhujasya shakti\- ruttambhitA vihasatA bhavatA yathaiva | pUShNastathaiva dashaneShu bhagasya chAkShNo\- rdakShasya cha kratuphale mamatA nirastA || 49|| viShNuprajApatipurandaralokapAlai\- stiryaksurAsuranarairaparaishcha divyaiH | loke yathA pashupate! tava kalpitAni sthAnAni tadvadaparasya vadantu kasya || 50|| shakrAtmajasya nijashAr~NgarathA~NgapANau kR^iShNe sthite.api shakalIkR^itadAnavendre | droNApageyakR^ipakarNabhayArditasya shaM sha~Nkara tvamakR^ithA bhR^ishamarjunasya || 51|| ArAdhitena bhagavan! bhavatA hiraNya\- vR^iShTiM maruttanR^ipateH kiratA yiyakShoH | ye khyApitA jagati bhaktajanaprasAdA\- stannAdbhutaM tava vibho! parameshvaratvam || 52|| tIvravratasya kaNadhUmanipAnatapta\- sarvendriyasya bhavatA bhR^igunandanasya | tuShTena sharma yadakAri tadA sa shukraH shItoShNavAtajaladairdivi bhAsamAnaH || 53|| etAni pAsi bhuvanAni yadA vigR^ihya seyaM vibhUtiratulA tava tAvadAstAm | dakShaprasUtimapi te bhuvanatraye.api kashchinna vetti bhavatA saha ko vivAdaH || 54|| unmArgavarti guNa doShavivekamanda\- mugraM malImasamasaMyatamalpasAram | bhItArtinAshana dayApara lokanAtha deva prasIda mama chittamidaM prashAdhi || 55|| etAni nAtha! chapalAni durAshayAni lubdhAni ramyaviShayopanibandhanAni | durdAntavAjisadR^ishAnyavidhebhAvAd vashyAni me kuru sadaiva ShaDindriyANi || 56|| nandIshvarasya manujasya sato.atikaShTaM kAlena mR^ityumachireNa ninIShitasya | sarvAtmanA.a.atmasamatA yadakAri tuShTyA nAshcharyametadabhavanna cha bhAvi nAsti || 57|| saMsArapAshavashametadanIshamIsha! mithyAkutarkatimiropahataprakAsham | cheto mama kShapitamanmatha! dagdhakAla ! satsevite pathi niyojaya devadeva! || 58|| kAyAnubandhibhiranekavidhairapAyai rAgAdibhishcha manasi pratilabdhabhAvaiH | mUDhaH pR^ithak pR^ithagahaM pravilupyamAna\- stvattaH paraM kathaya kaM sharaNaM vrajAmi || 59|| AyAsakena khalu kAmapishAchakena krodhagraheNa cha punarniravagraheNa | grastasya viklavadhiyaH pravimuktiheto\- ryatkR^ityamatra mama tatra tavaiva shaktiH || 60|| yA sA jagatparibhavasya nimittabhUtA hetuH svayaM surapaterapi lAghavasya | sA mAM viDambayati nAtha! sadaiva tR^iShNAM bhindhi prasahya bhagavannapunarbhavAya || 61|| yenAvR^itaH pashurayaM hR^itabodhashakti\- stattvaM na vetti jagate hitamAtmane vA | Chindhi prasahya bhagavan! mama tatsamasta\- maj~nAnajaM timiramastu mahAn prakAshaH || 62|| sarvApadAM nilayamadhruvamasvatantra\- mAsannapAtamavivekamasAramaj~nam | yAvachCharIrakamidaM na vipadyate me tAvanniyojaya vibho! kushalakriyAsu || 63|| yat khidyate kamalayonirapi stuvAnaH sAkShAchchaturbhirapi nAma mukhairbhavantam | tat ke vayaM tava guNastavanakriyAsu bhaktiH pramANamiti sarvamidaM kShamasva || 64|| kR^itvA mayA tava nutiM jagadekabandho! bhaktyA svabuddhisadR^ishImavadhUtanAmnA | puNyaM yadalpamapi ki~nchidupAttamatra lokasya tena bhagavanstvayi bhaktirastu || iti shrImadavadhUtasiddhavirachitaM bhaktistotraM samAptam | \section{bhaktistotraM kA hindI anuvAda} jagat kI samasta pratyakSha vastueM jinakA viShaya hai.n, sa.nsAra kA hita karane vAle, jagat kI sthiti, pralaya aura utpatti ke kAraNabhUta, sarvAtmaka, kAma aura krodha ko jIta lene vAle, tribhuvana ke svAmI shiva ko maiM namaskAra karatA hU.N || 1|| kyA maiM yaha nahIM jAnatA ki Apa vAchaspati kI vANI ke bhI agochara hai.n, arthAt yaha bAta satya hai ki bR^ihaspati kI vANI bhI Apake guNagAna me asamartha ho jAtI hai | aisI paristhiti me bhI merI anurAgAtmikA bhakti ApakI guNAvalI ke varNana ke liye mujhe prerita kara rahI hai, to maiM kyA karUM ? abhiprAya yaha hai ki ApakI bhakti ne balAt mujhe isa stuti kI rachanA me lagA diyA hai || 2|| AkAsha, sUrya, chandra, vahni, vAyu, AtmA, pR^ithvI tathA samudra ye ATha ApakI mUrtiyAM haiM | ApakI ina mUrtiyoM se sArA jagat vyApta hai | itanA jAna lene para bhI yadi koI kisI anya devatA kI stuti karatA hai to usase ba.Dhakara nirlajja aura kauna hogA ? || 3|| dhR^iti Adi apane sharIra kI vR^ittiyoM se hI jisa prakAra Apa akele Ajakala pUre jagat ke yogakShema kA bhAra vahana kara rahe hai, he vibho! yadi usa prakAra kA kArya sampanna karane vAlA jagat me.n koI aura bhI hai to mAtsarya rahita sajjana loga isa viShaya me kyo.n kuCha nahIM kahate ? || 4|| yoga dvArA apane aj~nAnAndhakAra ko dUra karane vAle, trilokI meM pramukha sthAna rakhane vAle brahmA, indra tathA viShNu bhI yatna karane para bhI Aja taka Apake tattva ko nahIM jAna sake | kyA yaha eka ba.DA bhArI indra jAla nahIM hai ? || 5|| bhAva jagat kI utpatti, sthiti aura sa.nhAra karane meM pravR^itta hone para una una kAryoM ke anurUpa Apake aneka nAma ho jAte haiM | isI prakAra Apake samasta kAryaprapa~ncha ko sameTa kara sAmyAvasthA meM avasthita hone para na to Apa indra hai.n, na viShNu aura na pitAmaha hI | arthAt Apake sAmyAvasthA meM avasthita ho jAne para ina sa.nj~nAo.n kI koI sthiti nahIM raha jAtI || 6|| vij~nAnavAdI bauddha dArshanika Apako upAdhi se vinirmukta, nAma aura rUpa se rahita paramArthataH vij~nAna svarUpa hI mAnate haiM | dUsare vaibhAShika bauddha apane darshana kI maryAdA ko svIkAra karate hue Apako tridhAtu (kAya, rUpa aura ArUpya) kI parikalpanA se vishuddha mAnate haiM || 7|| sA.nkhyadarshana meM sattva, raja aura tama ina tIna guNoM ko samasta jagat kI utpatti kA kAraNa mAnA gayA hai | Apa samasta shaktiyoM ke adhiShThAtA haiM | ye tIna guNa bhI ApakI ina shaktiyo.n ke hI vilAsa haiM | isa sa.nsAra me aisI kauna sI vastu hai, jo ki ApakI ina shaktiyoM se vyApta nahIM hai ? || 8|| kavigaNa nitya hone para bhI vinAshI, rUpa rahita hone para bhI aneka tathA eka, prachaNDa evaM saumya rUpadhArI, guNa rahita hone para bhI sabhI guNoM se mukta, sa.nsArI hone para bhI sa.nyamashIla, sAtha hI asthira aura parAdhIna isa prakAra paraspara virodhI guNoM se yukta mAna kara ApakI stuti karate haiM || 9|| AkhyA se rahita hone ke kAraNa Apa vANI ke viShaya se atIta hai.n, arthAt nAma aura rUpa se rahita hone ke kAraNa Apake viShaya meM vANI pravR^itta nahIM ho sakatI, isaliye kuCha apasiddhAntI dArshanika Apako shUnya arthAt abhAvAtmaka mAnate haiM | isake viparIta kuCha dArshanika aise bhI hai.n, jo ki vAchaka aura vAchya ke yoga se athavA visheShaNa ke bala se Apako sat rUpa meM hI svIkAra karate haiM || 10|| isa sa.nsAra kI AdyAvasthA aura antimAvasthA me arthAt sR^iShTi ke Arambha hone ke pUrva kI tathA sa.nhAra ho jAne ke bAda kI avasthA meM vaidika gaNa Apako hI nirvikAra Adi puruSha mAnate haiM | isI prakAra sR^iShTi aura pralaya ke bIcha ke kAla meM usameM vikAra utpanna ho jAne ke kAraNa usa AdipuruSha ko hI sa.nsAra jAla ke nAma se abhihita karate haiM || 11|| apanI samasta shaktiyoM ko apane meM hI antarhita karane vAle he prabho! jaba Apa svayaM apane ko, apane meM niyantrita kara lete haiM to yaha sa.nsAra taba taka Apa meM lIna rahatA hai, jaba taka ki ApakI punaH sR^iShTi karane kI ichChA utpanna nahIM ho jAtI || 12|| he nAtha! isa sa.nsAra me Apase utkR^iShTa aura koI bhI vastu nahI.n hai | koI bhI vastu na to Apase adhika sUkShma hai aura na mahAn hI | Apa sarvAtmaka haiM | maNi jaise sUtra ko apane meM ChipA letI hai, usI bhA.nti isa sAre jagat ko Apa apane svarUpa me ChipAye hue haiM || 13|| he deva! samudra se hI jaise sabhI prakAra ke jala vikAroM kI utpatti hotI hai aura anta meM ve saba usI meM lIna ho jAte hai.n, usI bhA.nti Apa nAnA prakAra ke sukha aura duHkha ke visheSha bhAjana chittoM ke tathA pradhAna (prakR^iti) ke pariNAma se AvirbhUta hone vAle vividha vikAroM kI utpatti aura nAsha ke kAraNa haiM || 14|| he devaguro! jaba Apane apane aShTa mUrti shiva rUpa meM AkAsha, AtmA, teja, vAyu, jala pR^ithivI, chandra aura sUrya ko antarhita kara liyA, tabhI Apane apane se bhinna, anya darshano.n ke dvArA svIkR^ita, anya kAraNoM ke mUla meM kuThArAghAta kara diyA, arthAt apane aShTa mUrti shiva rUpa se hI Apa isa jagat kI sR^ipTi karate haiM | Apase bhinna isa jagat kA aura koI kAraNa nahIM hai || 15|| pramANa shAstra nyAyadarshana ke rachayitA akShapAda muni gautama ApakI mUrti kA pramANa, prameya Adi solaha padArthoM meM jabaradastI vibhAga kara ke usakI stuti karate haiM | vaisheShika darshana ke rachayitA kaNAda muni ne bhI dravya, guNa Adi sAta padArthoM me.n ApakI mUrti kA vibhAga kara usakI stuti kI hai | abhiprAya yaha hai ki nyAyadarshanakAra ne pramANa, prameya Adi solaha padArthoM ke tattvaj~nAna ko aura kaNAda muni ne dravya, guNa Adi sAta padArthoM ke tattvaj~nAna ko mokSha kA kAraNa mAnA hai, vaha saba kevala unake buddhi vikAsa kA dyotaka hai.n, vastutaH Apake svarUpa se bhinna unakI koI sattA nahIM hai || 16|| ananta shaktiyoM se sampanna ApakI eka shakti (aj~nAna) aisI hai, jo ki yadi dUra nahIM kI jAtI hai to kShetraj~na jIva ko sa.nsAra rUpI pAsha jAla se bA.ndha letI hai | ApakI eka dUsarI shakti bhI hai, jisakI sahAyatA se j~nAna rUpI talavAra se sampUrNaM sA.nsArika guNo.n kA uchCheda kara jIva ko mukti kI ora unmukha kiyA jAtA hai || 17|| sAdhujana ApakI hI eka shAntatama avasthA ko, jisameM sabhI sA.nsArika pravR^ittiyAM niHsheSha ho chukI rahatI hai.n, vimukti kI sa.nj~nA dete haiM aura dUsarI avasthA ko, jisameM sR^iShTi, sthiti, sa.nhAra rUpI kArya chalatA rahatA hai, sa.nsAriNI arthAt bandhAvasthA kahate haiM || 18|| he bhagavan! tIvra aj~nAna rUpI andhakAra se jinakA j~nAna rUpI prakAsha naShTa ho chukA hai, j~nAna rUpI prakAsha ke naShTa ho jAne se jo vinaShTa buddhi jana Apako doSha dR^iShTi se hI dekhate rahate hai.n, ve bhI taba taka sa.nsAra ko nahIM Cho.Da pAte, jaba taka Apa unako apanI anugraha shakti ke bala se jagA nahIM dete | arthAt yaha ApakI hI visheShatA hai ki Apake prati doShadR^iShTi rakhane vAle prANiyoM para bhI Apa anugraha karate haiM || 19|| vaiyAkaraNa gaNa Apako guhya, guhAshraya, aja, parama pavitra, eka, vibhu, sakala shAstroM ke Adi kAraNa, vidhi pUrvaka prayukta hone para abhIShTa phala ko dene vAle shabda tattva ke rUpa meM svIkAra karate haiM || 20|| nAnA shAstroM ke rachayitA manIShI gaNa apanI\-apanI buddhi ke anusAra kalpanA karake tattvoM kI nAnA prakAra kI vyAkhyA karate haiM | ina vidvAnoM ne jo kuCha bhI pratipAdita kiyA hai, vaha saba ApakA hI svarUpa hai, Apase bhinna aura kuCha bhI nahIM hai | vidvajjanoM kA yaha vivAda kevala nAma ko lekara hai | arthAt nAnA shAstroM me.n jo kuCha bhI pratipAdita hai, usameM mUlatattva ke nAma\-bheda ke sivAya aura kuCha bhI bheda nahIM hai || 21|| he deva! Apa sarvaj~natA ke bIja hai.n, avikArI hai.n, Apa nitya udyatashaktimAn hai.n, niHshreyas tathA abhyudaya (shreyas tathA preyas laukika tathA pAralaukika) mArga ke pravartana ke mUla kAraNa haiM | hamAre pUrva gurujanoM ne ApakI hI upAsanA karake nAnA shAstro.n kI rachanA karane kA sAmarthya prApta kara apanI mahimA sthApita kI hai || 22|| yadyapi anyatra bhI sarvaj~natA kA upachAra se prayoga hotA hai, usakA mukhya prayoga Apa meM hI anvita hai, kyo.nki aishvarya kI parAkAShThA Apa meM hI hai | he nAtha! Apa hI jagat ke kartA hai.n, isaliye anupadhika svAtantrya bhI Apa meM hI vidyamAna hai || 23|| koI vyakti dR^ishya arthAt pratyakSha pramANa se vastuoM ko jAnatA hai, dUsarA anumAna kI paddhati se aura tIsarA shabda pramANa ke dvArA | isake viparIta Apako to binA kisI krama ke hI apane hAtha me rakhe hue A.nvale ke samAna samasta prameya pratyakSha rUpa se hI sadA bhAsita hote haiM | arthAt hAtha me rakhe hue A.nvale kA jisa prakAra sabhI prANiyoM ko pratyakSha anubhava hotA hai, usI bhA.nti sa.nsAra ke samasta padArtha sadA vinA krama ke apane sAmane pratyakSha rUpa se upasthita rahate haiM || 24|| he nAtha! parAdhIna vR^ittivAle isa viShayI jIvAtmA ke sAtha jagat kI isa parA prakR^iti ke sa.nyoga aura viyoga meM Apa hI mUla kAraNa haiM | isa sa.nsAra chakra meM parivartana kA jo yantra chalatA hai, usako chalAne vAle Apa hI haiM || 25|| manuShya svayaM pramAda rahita buddhi se shAstroM me varNita niyamo.n ke anusAra nirantara karma karatA rahatA hai, usako apane karmo.n ke samuchita phala kI adhigati hotI hai, kintu yaha tabhI sambhava hotA hai, jaba ki ApakI anokhI kR^ipA usa para ho jAya || 26|| utsAha shakti se rahita, Atura, pApAtmA, mandamati, maryAdA kA pAlana na karane vAle, nirdayI, asatyabhAShI vyaktiyoM ko bhI Apa manovA~nChita phala pradAna karate haiM | isa prakAra Apa ne puruShakAra arthAt pauruSha kI visheShatA ko lupta kara diyA hai | arthAt ApakI ahaitukI kR^ipA ke kAraNa puruShakAra arthAt manuShya ke prayatna kA koI mahattva nahIM raha jAtA || 27|| veda\-vihita karma sukhaprada hai.n, svarga dene vAle hai.n, kintu yaha svarga kA sukha marane ke bAda milatA hai aura yaha nashvara bhI hai | ApakI sharaNa meM Ane para to avinashvara shAshvata sukha prApta hotA hai, kyo.nki shAstroM meM batAyA gayA hai ki Apake prati bhaktipUrvaka kI gayI praNati sabhI prakAra ke doShoM ko dho detI hai || 28|| he bhagavan! pratikShaNa aneka vyaktiyoM ko arthAt aneka rUpoM ko dhAraNa karane vAlI apanI prAkAmya shakti arthAt ichChAnusAra rUpa dhAraNa karane vAlI shakti ko jaba Apa prakaTa karate hai.n, usa samaya kShaNabha.ngavAda Apa meM hI sArthaka hotA hai | arthAt kShaNa\-kShaNa meM jo Apa rUpa\-parivartana karate hai.n, isase Apa me bauddhoM ke kShaNabha.ngavAda kI sArthakatA siddha hotI hai | isa prakAra yaha kShaNabha.ngavAda prAyaH kisI chatura vyakti kI kalpanA mAnI jAnI chAhiye || 29|| aneka shAstrakAroM ne apane\-apane shAstroM meM kahA hai ki aneka janmo.n ke anantara bhI parama pada kI prApti nahIM hotI | isa prakAra kahane vAle shAstrakAroM ke virodha me bala pUrvaka yaha kahakara ki vaha parama pada to eka hI janma meM prApta ho jAtA hai, Apane nishchaya hI unake mastaka para apanA charaNa rakhA hai || 30|| lobhI, malina buddhi vAle, maryAdA se vimukha, kAmanAoM ke dAsa, sa.nyama se rahita, pAyAtmA vyakti bhI shaivAgama meM vihita lakShaNoM ke dhAraNa karane se avashya hI isa sa.nsAra\-chakra se mukta ho jAte haiM | yaha ApakA ati gambhIra si.nhanAda hai || 31|| he bhagavan! Apake dvArA upadiShTa AgamashAstra anya shAstroM se bAdhita nahIM hotA | chintAmaNi ke samAna isakA mahAn adbhuta prabhAva yaha hai ki isa shAstra meM upadiShTa vidhAna ke anusAra samIchIna paddhati se dIkShA grahaNa kara lene para vyakti binA j~nAna kI adhigati ke hI mokSha prApta kara letA hai | abhiprAya yaha hai ki upaniShad, gItA Adi meM batAyA gayA hai ki binA j~nAna ke mukti nahIM hotI, kintu shaivAgama kA yaha adbhuta sAmarthya hai ki binA hI j~nAna ke shAstrAnumodita dIkShA ke grahaNa karane mAtra se manuShya mukta ho jAtA hai || 32|| he bhagavan! AtmA ke mukti rUpa phala kA kAraNa j~nAna bhale hI pAshavika vAsanAoM se tiraskR^ita kara diyA jAe, kintu bIja me.n jala dene se jaise vaha buddhishIla hotA huA phalavAn ho jAtA hai, usI prakAra Apake dvArA upadiShTa shaivAgama meM pradarshita vidhi se pUrNAbhiSheka dIkShA ke jalAbhiSheka se abhiShikta sAdhaka mokSharUpI phala ke prasava kA sAmarthya prApta kara letA hai | abhiprAya yaha hai ki Agamika dIkShA mokShaprasavinI hai | vahAM j~nAna kI apekShA yA upekShA kA koI mahatva nahIM hai || 33|| asa.nkhya janmoM ke bAda jaba kabhI prANI kI vAsanAyeM kShINa ho jAtI hai.n, to usake Upara kR^ipA karane kI ApakI ichChA hotI hai | usake sAtha hI vaha sa.nsAra jAla ko to.Da kara Atyantika shAnti pA letA hai, chAhe use j~nAna prApta ho yA na ho || 34|| avAntara bhedoM se yukta, chaturdasha bhuvanamaya isa sAre sa.nsAra kA Apa pAlana karate hai.n, nAsha karate haiM aura nirmANa karate haiM | yaha saba Apa svechChayA apanI svAtantrya shakti kI sahAyatA se nirlipta bhAva se karate haiM | isaliye shiShTa janoM kA yaha kahanA ThIka hI hai ki yaha saba karane para bhI Apa kabhI iname.n lipta nahIM hote || 35|| he bhagavan! apratihata aishvarya, sahaja virAga, svAbhAvika tR^ipti, indriyoM para vashitA, sarvAtishAyI sukha, AvaraNa rahita shakti aura sarvaviShayaka j~nAna ina visheShaNoM se yukta ye guNa kevala Apa meM hI haiM || 36|| Apane gardabha, uShTra aura vR^ikShoM ko bhI usa pada para pahu.NchA diyA, jahAM para duHkha kA lavalesha bhI nahIM hai aura jo Atyantika sukha kA sthAna hai, jisako yatnapUrvaka tapasyA karane para bhI nahIM pAyA jA sakatA | isame koI Ashcharya kI bAta bhI nahIM hai | yaha to tInoM bhuvanoM me vyApta ApakI apratihata svAtantrya shakti kA hI khela hai || 37|| Apake shukra kI eka bU.nda kA itanA atulanIya prabhAva hai ki jisake girane se nirmala, chamakIle ratnoM kI kiraNoM ke prakAsha se ghirA huA sampUrNa sumeru parvata sone kA ho gayA | usI kA yaha suphala hai ki logoM ko sone ke AbhUShaNa prApta ho sake haiM || 38|| tInoM lokoM ke ananta kalpoM ke pApa\-pu~nja ke samAna kAlakrama se tripura ke ikaTThA hone para Apane usako bhasma kara diyA thA | isa vR^ittAnta ko jo ThIka se jAnatA hai, mUDha ko ChoDa\-kara, kisa sahR^idaya vyakti kA ApakI tarapha pakShapAta nahIM hogA || 39|| kShIra sAgara ke mathana se utpanna kAlakUTa mahAviSha ko, jisane devatAoM ko bhayabhIta kara diyA thA, kevala jagat ke kalyANa ke liye nirmatsara bhAva se Apane pI liyA thA | yaha sacha hI hai ki isake sAtha hI sAre jagat kA sAdhuvAda bhI Apako hI pIne ko milA | abhiprAya yaha hai ki jaba anya devatA gaNa samudra\-manthana se prApta ratnoM kI lUTa\-khasoTa me lage the to unake isa kArya ke prati apane mana me binA koI IrShyA rakhe kAlakUTa viSha ke rUpa meM jagat ke sAmane Aye bhaya kA parihAra karane ke liye udyata hokara Apane jagat kA sAdhuvAda prApta kiyA || 40|| he bhagavan! atyanta shAnta svabhAva ke hote hue bhI Apane kAmadeva ko apane tIsare netra se utpanna agni se ba.DI hI ugratA se bhasma kara diyA | aisA Apane isa liye kiyA ki jana sAdhAraNa ko yaha shikShA mila jAya ki mahAn vyaktiyoM kI ichChA ke viruddha kiye gaye ChoTe se aparAdha kA bhI kitanA bhaya~Nkara pariNAma ho sakatA hai || 41|| he bhagavan! apane sharIra ke ardhabhAga meM snehavasha priyA pArvatI ko sthAna dekara ke bhI Apa hI viShayoM se virakta tapasviyoM me.n agragaNya haiM | trilokI ko Ashvarya me .DAla dene vAlI Apa kI cheShTAo.n kI nakala karane vAlA Aja bhI koI dikhAI nahIM detA || 42|| apane yoga sAmarthya ke dvArA prApta bala se devarShi nArada ne samasta vishva kA ghora tiraskAra kiyA thA | prajApati ke mAnasaputra devarShi nArada ke isa garva ko bhI Apane bala pUrvaka dUra kara diyA | Apake isa sAmarthya para kisako Ashcharya nahIM hogA ? || 43|| kailAsa parvata ko mAtra a.ngUThe se Apane dabAyA thA | itane se hI rAvaNa kI yaha durdashA ho gaI ki usake prANa ekAeka nikala nahI.n gaye | usI dashAnana rAvaNa ko jItane ke liye viShNu ke avatAra bhagavAn rAmachandra ko rAjanIti aura prabala udyoga kA sahArA lene para bhI bahuta samaya laga gayA | isameM vismaya kI koI bAta nahIM hai || 44|| svarNamaya kamala tathA pArijAta ke phUloM kI sugandhi se surabhita jalavAlI, AkAsha se pR^ithvI para giratI huI ga~NgA apanI jaTA ke agrabhAga meM Apako pAnI kI phuhAra ke samAna laga rahI thI | isako dhAraNa karane kI sAmarthya aura kisameM thI ? yaha Apa kA hI anugraha hai ki loka\-kalyANa ke liye isako Apane dhAraNa kiyA || 45|| Ishvara pada kI pravR^itti ke mUlakAraNa, jisakI koI tulanA nahI.n ho sakatI, aise Apake anya aishvarya kI bAta ko to hama ChoDa dete haiM | he bhagavan! viShNu aura pitAmaha brahmA bhI Apake li~Nga kA bhI anta na pA sake | aisI paristhiti me anya aishvaryoM kI to bAta karanA hI vyartha hai || 46|| mR^ityu ke vikarAla dA.NtoM ke bIcha pa.De hue shveta R^iShi ke, jo ki kasAI ke ghara meM kATane ke lAye gaye pashu kI taraha mR^ityu kI paka.Da meM the, prANoM kI yama ke krUra pAshoM se Apane rakShA kI thI | isa bAta ko jAna kara sa.nsAra ke kisa prANI ko Ashcharya nahIM hogA || 47|| he vibho! Apane jisa prakAra prasanna hokara upamanyu R^iShi ko kShIra samudra kA dAna kara diyA aura isa prakAra unake krodha ko shAnta kiyA, isa prakAra kA udAra vara dene vAlA jagat meM koI dUsarA hai to matsara kA parityAga kara sajjana loga use batAyem || 48|| he prabho! vR^itrAsura ke shatru indra ke vajra kI tathA usakI bhujAo.n kI shakti ko Apane jisa prakAra ha.nsate ha.nsate kuNThita kara diyA thA, vaise hI pUShan devatA ke dAtoM ko, bhaga devatA ke A.nkhoM ko aura dakSha kI yaj~na ke phala kI mamatA ko naShTa kara diyA || 49|| he pashupate! viShNu, prajApati, indra, lokapAla, pashu\-pakShI, devadAnava, manuShya evaM anya divya yoni ke jIvoM ne isa loka meM Apake liye jisa prakAra sthAnoM kI kalpanA kI hai, vaisI kisa dUsare devatA ke liye huI hai, batAyem | arthAt shiva ke atirikta anya kisI dUsare devatA ke liye isa prakAra sthAnoM kI kalpanA kI gayI ho, aisA kahIM dekhane ko nahIM milatA || 50|| he kalyANakArI sha~Nkara! ba.De ba.De dAnavoM ko TukaDA TukaDA kara dene vAle, shAr~Nga dhanuSha aura sudarshana chakra ko dhAraNa karane vAle shrI kR^iShNa ke apane rakShaka ke rUpa me vidyamAna rahane para bhI droNAchArya, bhIShma pitAmaha, kR^ipAchArya aura karNa jaise mahArathiyoM ke bhaya se vyAkula indraputra arjuna ko pAshupatAstra kA dAna kara Apane hI bhaya mukta kara sukhI kiyA thA || 51|| he bhagavan! bAra bAra yaj~na karane vAle marutta nAmaka rAjA kI ArAdhanA se prasanna hokara Apane usakI sahAyatA ke liye suvarNa kI vR^iShTi kI thI | isa prakAra Apane sa.nsAra meM bhakta janoM ke Upara anugraha karane ke aneka udAharaNa prakhyApita kiye haiM | Apake sAmarthya ko dekhate hue isameM koI Ashcharya kI bAta nahIM hai || 52|| maharShi bhR^igu ke putra shukrAchArya jaba kaThora tapasyA kara rahe the, usa samaya unakI samasta indriyAM dhUmakaNoM ke pIne se tapa gaI thI | unakI isa tapasyA se santuShTa hokara Apane unako AkAsha me sardI, garmI, pavana aura megha Adi kI upAdhiyoM se nirmukta prakAshamaya sthAna dekara sukhI kara diyA thA || 53|| ina bhuvanoM ke bhItara pravesha kara Apa loka\-lokAntaroM kI rakShA karate haiM | ApakI isa atulanIya vibhUti kI charchA tho.DI dera ke lie ChoDa bhI dI jAe | (satI ke arddhA~Nga ke rUpa me.n) ApakI jo dakSha se utpatti hai use tInoM lokoM meM bhI koI nahIM jAnatA hai | aise meM Apake sAtha vivAda hI kyA ? || 54|| sa.nsAra sAgara se Dare hue vyaktiyoM kI pI.DA kA shamana karane vAle, dayA parAyaNa, tribhuvana ke svAmI he deva! Apa mujha para prasanna hoM evaM mere mana ko anushAsita kareM | merA yaha mana bure rAste meM pa.DA huA hai, guNa aura doSha kI parakha karane meM kamajora hai, ugra, kaluShita, aniyantrita aura kalpaprANa hai || 55|| duShTa vAsanAoM se bharI huI, ApAtataH ramaNIya vaiShayika prapa~ncho.n se ba.ndhI huI ye cha.nchala aura lubdha indriyAM mujhe prApta huI haiM | avinayI hone ke kAraNa ye indriyAM duShTa gho.De ke samAna kupatha meM pravR^itta haiM | he nAtha! pA.ncha j~nAnendriya aura mana sahita ina ChaH indriyoM ko Apa sadA ke liye mere vasha meM kara dIjiye || 56|| nandIshvara eka sAdhAraNa mAnava the | kAla ke pAsha me ba.ndhe hue vaha atIva kaShTadAyinI mR^ityu ke mu.Nha me turanta hI le jAye jAne vAle the | unake Upara prasanna hokara Apane saba prakAra se unako apane samAna banA diyA | yaha koI Ashcharya kI bAta nahIM hai aura aisA bhI nahIM hai ki isa prakAra kA Ashcharya phira kabhI nahI.n hogA || 57|| kAmadeva aura kAla ko bhI bhasma kara dene vAle, he devatAoM ke adhipati! merA mana sA.nsArika pAshoM me ba.ndhA huA asahAya pa.DA hai | bhramotpAdaka kutarka rUpI andhakAra se AvR^ita rahane ke kAraNa j~nAna kA prakAsha isake pAsa nahIM pahu.Ncha pAtA | ataH he nAtha! isako Apa sAdhu janoM ke dvArA anusevita mArga meM lagAiye || 58|| jvara, atIsAra Adi nAnA prakAra ke rogoM se merA sharIra ghirA rahatA hai aura rAgadveSha Adi doSha mere mana ko sadA ghere rahate haiM | isa prakAra kabhI shArIrika aura kabhI mAnasika doShoM se ghirI mU.DhatA ke kAraNa merA svarUpa lupta ho gayA hai | aisI avasthA me.n batAiye nAtha! Apa ke sivAya maiM kisakI sharaNa me jAU.N || 59|| pI.DA pahu.NchAne vAle kAma rUpI pishAcha se aura aniyantrita krodha rUpI graha se grasta rahane ke kAraNa merI buddhi kuNThita ho gayI hai | isa liye mukti kI prApti ke liye mujhe jo kuCha karanA chAhiye, usameM kevala ApakI shakti hI sahAyaka ho sakatI hai || 60|| he nAtha! jo vishva ke sAre parAbhavoM kI mUla kAraNa hai, jo svaya.n devarAja indra kI bhI laghutA (kShudratA) kA kAraNa banatI hai, vaha tR^iShNA mujhe sadA vi.DambanA meM .DAle rahatI hai | he bhagavan! Apa dR^iDhatApUrvaka merI usa tR^iShNA ko Chinna\-bhinna kara dIjiye, jisase merA punarjanma na ho || 61|| jisa aj~nAna se AchChAdita rahane ke kAraNa pashu sadR^isha yaha jIva apanI j~nAna shakti ga.nvA baiThatA hai aura isa prakAra vishva ke athavA apane kalyANa ke paramArtha kAraNa ko nahIM jAnA pAtA | he bhagavan! Apa mere usa samasta aj~nAnajanya andhakAra ko balapUrvaka Chinna\-bhinna kara dIjiye, pariNAma\-svarUpa mahAn j~nAnamaya Aloka chAroM tarapha phaila jAe || 62|| he vibho! sabhI vipadAoM kA Ashraya\-sthala, asthira, paratantra, patanonmukha, vivekashUnya, sArahIna aura mUDhatA se bharA merA yaha kShudra sharIra jaba taka vipatti\-grasta nahIM ho jAtA, usase pahale hI Apa ise puNya karmoM kI ora pravR^itta kara dem || 63|| nAbhikamala se utpanna svayaM brahmA bhI apane chAroM mukhoM se ApakI stuti karate hue jaba thaka jAte haiM to aisI sthiti me.n ApakI guNagarimA kA varNana karane meM hama loga kahA.N taka samartha hogeM ? isa kArya meM kevala ApakI bhakti hI pramANa ho sakatI hai, ataH isa sampUrNa vAchAlatA ke liye Apa hameM kShamA kareM || 64|| he bhagavan! Apa isa sa.nsAra ke ekamAtra bandhu haiM | avadhUta nAmadhArI isa vyakti ne bhaktipUrvaka apanI buddhi ke anusAra ApakI stuti karake jo kuCha thoDA sA bhI puNya prApta kiyA hai, usake phalasvarUpa Apake prati janatA kI bhakti jAge (yahI merI kAmanA hai) || 65|| shrI avadhUtasiddhavirachita bhaktistotra samApta huA | ## Proofread by Aruna Narayanan \medskip\hrule\obeylines Please send corrections to sanskrit@cheerful.com Last updated \today https://sanskritdocuments.org \end{document}