% Text title : Sarasvati Tantram % File name : sarasvatItantram.itx % Category : devii, sarasvatI, devI % Location : doc\_devii % Transliterated by : DPD % Proofread by : DPD, Preeti Bhandare % Latest update : April 13, 2027 % Send corrections to : sanskrit at cheerful dot c om % % This text is prepared by volunteers and is to be used for personal study % and research. The file is not to be copied or reposted for promotion of % any website or individuals or for commercial purpose without permission. % Please help to maintain respect for volunteer spirit. % \documentstyle[11pt,multicol,itrans]{article} #include=ijag.inc #endwordvowel=.h \portraitwide \parindent=100pt \let\usedvng=\Largedvng % for 1 column \pagenumbering{itrans} \def\engtitle#1{\hrule\medskip\centerline{\LARGE #1}} \def\itxtitle#1{\medskip\centerline{\LARGEdvng #1}\medskip\hrule} \def\endtitles{\medskip\obeyspaceslines} %% \begin{document} \engtitle{.. sarasvatItantram ..}## \itxtitle{.. sarasvatItantram ..}##\endtitles ## viShayAnukramaNikA prathamaH paTalaH dvitIyaH paTala tR^itIya\-paTalaH chaturthaH paTalaH pa~nchamaH paTalaH ShaShThaH paTalaH \medskip\hrule\medskip prathamaH paTalaH shrIpArvatyuvAcha \- mantrArthaM mantrachaitanyaM yonimudrAM na vettiyaH | shatakoTijapenApi tasya vidyA na sidhyati || 1|| mahAdeva mahAdeva iti yat pUrvasUchitam | etattatvaM mahAdeva kR^ipayA vad sha~Nkara || 2|| pArvatI kahatI haiM \-mahAdeva ! jo mantrArthaH\, mantrachaitanya tathA yonimudrA nahIM jAnate\, unheM shatakoTi saMkhyAtmaka japa karane se bhI vidyA siddha nahIM hotI | Apane pahale bhI yahI kahA haiM | he sha~Nkara ! isa tattvako (punaH) kR^ipApUrvaka kahiye || 1\-2|| Ishvara uvAcha \- mantrArthaM parameshAni sAvadhAnAvadhAraya | tathAcha mantrachaitanyaM nirvANamuttamottamam || 3|| prasa~NgAtparameshAni nigadAmi tavAj~nayA | mUlAdhAre mUlavidyAM bhAvayediShTadevatAm || 4|| Ishvara kahate haiM \-he parameshvarI ! tuma sAvadhAna hokara mantrArtha tathA mantra chaitanya ko suno | he parameshvarI ! tumhArI Aj~nA ke anusAra prasaMgavashAt utkR^iShTatama sthiti nirvANa ke sambandha me bhI kahUMgA | mUlAdhAra padma meM avasthita mUlavidyA kA (kuNDalinI kA) iShTa rUpa meM chintana karo || 3\-4|| shuddhasphaTikasa~NkAshAM bhAvayet parameshvarIm | bhAvayedakSharashreNI miShTavidyAM sanAtanIm || 5|| parameshvarI kI bhAvanA shuddha nirmala sphaTika ke samAna karanA chAhie | usa mUlAdhAra kamala me sthita va\, sha\, Sha\, sa akSharo ko sanAtanI iShTa vidyA rUpa se bhAvanA karo || 5|| muhUrtArddhaM vibhAvyaitAM pashchAddhyAnaparo bhavet | dhyAne kR^itvA maheshAni muhUrtArddha tataH param || 6|| tato jIvo maheshAni manasA kamalekShaNe | svAdhiShThAnaM tato gatvA bhAvayediShTadetatAm || 7|| bandhUkAruNasa~NkAshAM javAsindUrasannibhAm | ##var ## japA vibhAvya akSharashreNIM padmamadhyagatAM parAm || 8|| tato jIvaH prasannAtmA pakShiNA saha sundari | maNipUraM tato gatvA bhAvayediShTadevatAm || 9|| jIva muhUrtamAtraM kAla paryanta inakA chintana karake dhyAnarata ho jAye | he maheshvarI ! he kamalanetroM vAlI ! tadanantara mana dvArA svAdhiShThAna chakra me jAkara iShTadeva kA chintana kare | vahA.NbandhUkAruNa\, javApuShpa tathA sindUra ke samAna gADhe raktavarNa yukta ##var ## japA akShara ba\, bha\, ma\, ya\, ra\, la kI iShTadevatA rUpa se bhAvanA karake prasanna\-chitta ho jAye | he sundarI ! vaha prasannachitta jIva mana dvArA maNipUra chakra me jAkara iShTa kA chintana kare || 6\-9|| vibhAvya akSharashreNIM padmamadhyagatAM parAm | shuddhahATakasa~NkAshAM shivapadmopari sthitAm || 10|| tato jIvo maheshAni pakShiNA saha pArvati | hR^itpadmaM prayayau shIghraM nIrajAyatalochane || 11|| iShTavidyAM maheshAni bhAvayet kamalopari | vibhAvya akSharashreNIM mahAmarakataprabhAm || 12|| tato jIvo vArArohe vishuddhaM prayayau priye | tatpadmagahanaM gatvA pakShiNA saha pArvati || 13|| iShTavidyAM maheshAni AkAshopari chintayet | pakShiNA saha deveshi kha~njanAkShi shuchismite || 14|| iShTavidyA maheshAni sAkShAdabrahmasvarUpiNIm | vibhAShya akSharashreNIM haridvarNAM varAnane || 15|| Aj~nAchakre maheshAni ShaTchakre dhyAnamAcharet | ShaTchakre parameshAni dhyAnaM kR^itvA shuchismite || 16|| dhyAnena parameshAni yadrUpaM samupasthitam | tadeva parameshAni mantrArthaM viddhi pArvati || 17|| maNipUra chakrastha dashadalapadma meM vishuddha akShara shreNI Da Dha Na ta tha da dha na pa pha kA shiraH padma ke Upara sthita paramadevatArUpa se chintana kare | he maheshvarI ! he kamalalochanI ! tadanantara jIva shIghratA se (mana dvArA) hR^idayakamala me pahu.Nche | (3) he maheshAnI ! iShTavidyA kA chintana padma ke Upara sthita rUpa se kare | varhAM akShara shreNI ka kha ga gha ~Na cha Cha ja jha ~na Ta Tha (dvAdashadalapadma) kA chintana mahAmarakata maNi ke varNa se kare | he pArvatI ! he sundarI ! tatpashchAt jIva vishuddha kamala meM jAkara vahA.N harita varNa ke akShara shreNI (16 svaravarNa kA) kA chintana sAkShAt brahmarUpiNI iShTavidyA\-rUpeNa kare | isake pashchAt Aj~nAchakra meM (mana dvArA) jAkara usa chakra me sthita akShara ha\, kSha ke sAtha abheda bhAvanA se iShTa devatA kI bhAvanA kare ! he shuchismite ! yaha ShaTchakra dhyAna kA krama haiM | isa dhyAna ke dvArA jo rUpa pratibhAta hotA hai\, vahI mantrArtha hai || 10\-17|| || iti sarasvatItantre prathamaH paTalaH || || sarasvatItantra kA prathama paTala samApta || \medskip\hrule\medskip dvitIyaH paTalaH Ishvara uvAcha \- tathAcha mantra chaitanyaM li~NgAgame prakAshitam | yonimudrA mayAkhyAtA purA te rudrayAmale || idAnIM shrUyatAM devi nirvANaM yena vindati | prapa~ncho.api tato bhUtvA jIvastu pakShiNA saha || prayayau paramaM ramyaM nirvANaM paramaM padam | sahasrAraM shivaM pUjyaM tanmadhye shAshvatI purI || tAstu devi purIM viddhi sarvashaktimayIM priye | pakShiNA saha deveshi jIvaH shIghraM prayAti hi || 4|| Ishvara kahate haiM \-he devI ! mantra chaitanya kise kahate hai\, yaha liMgAgama me kahA gayA haiM | pahale rudrayAmala tantra meM maine yonimudrAsvarUpa kA upadesha diyA haiM | aba jisake dvArA nirvANarUpI parama sukha milatA hai\, vaha suno | jIva prapaMcharUpa ho arthAt samasta prapaMcha ko\, vishva ko\, apane me abhedarUpa se dekhakara pakShI ke sAtha (pakShI arthAt urdhvagati rUpI spanda ke sAtha) nirvANa rUpa parama pada me gamana karatA hai | sahasradala kamala maMgalamaya hai aura pUjya sthAna hai | vaha nitya purI bhI hai | he devI ! he priye ! vaha purI sarvashaktimayI hai | yahA.N yaha bhAvanA karo ki vishva prapaMcha kI nirmANopayogI samasta sAmagrI vahA.N haiM | kuNDalinI ke sAtha jIva ko usa purI me le jAnA chAhiye || 1\-4|| vibhAvya akSharashreNImamR^itArNavashAyinIm | sadAshivapuraM ramyaM kalpavR^ikShatalasthitam || 5|| nAnAratnasamAkIrNaM tanmUlaM kamalAnane | vR^ikSha~ncha parameshAni satataM triguNAtmakam || 6|| pa~nchabhUtAtmakaM vR^ikShaM chatuHshAkhAsamanvitam | chatuHshAkhAM chaturvedaM chaturvishatitatvakam || 7|| aba samasta akShara samUha amR^ita samudra me shayana kara rahe haiM\, yaha chintana karake vakShyamANa viShaya kA chintana kare | he kamalAnane ! kalpavR^ikSha ke nIche manorama sadAshivapurI hai | usakA mUla nAnAprakAra ke ratno ke dvArA vyApta hai | he parameshvarI ! vaha vR^ikSha sarvadA triguNAtmaka hai\, satva\-rajantamomaya hai | vaha paMchabhUtamaya vR^ikSha R^ik\-yajuH sAma evaM atharva rUpI chAra shAkhAoM se shobhita hai | yahI 24 tattvAtmaka bhI hai || 5\-7|| chaturvarNayutaM puShpaM shuklaM raktaM shachismite | pItaM kR^iShNaM maheshAni puShpadvayaM paraM shR^iNu || 8|| harita~ncha maheshAni vichitraM sarvamohanam | ShaTpUShpANi maheshAni ShaDdarshanamidaM smR^itam || 9|| anyAni kShudrashAstrANi shAkhAni mInalochane | tAni sarvANi patrANi sarvashAstrANi cheshvari || 10|| he shuchismite ! tapta vR^ikSha kA puShpa chAra varNa yukta hai | yathA shukla\, rakta\, pIta evaM kR^iShNa | he maheshvarI ! aura bhI do prakAra ke puShpa haiM | ve haiM haritavarNa tathA nAnAvichitra varNa vAle | ve sabhI mana ko mohita karane vAle haiM | ye 6 prakAra ke puShpa hI ShaDdarshanashAstra haiM | he mInanetre anya ChoTe\-ChoTe shAstra vR^ikSha kI ChoTI shAkhAye hai || 8\-10|| itihAsapurANAni sarvANi vR^ikShasaMsthitam | tvagasyimedama~njAni vR^ikShashAkhAni yAni cha || 11|| tAni sarvANi deveshi indriyANi prakIrttitam | sarvashaktimayaM devi viddhi tvaM mInalochane || 12|| itihAsapurANAdi isa vR^ikSha ke tvak\, asthi tathA meda evaM majjArUpa haiM | he deveshI ! vR^ikSha kI shAkhA Adi ko indriya bhI kahA gayA hai | he mInanetrovAlI ! tuma ukta vR^ikSha ko sarvashaktimaya jAno || 9\-12|| evadbhutaM mahAvR^ikShabhramaraiH parishobhitam | kokilaiH parameshAni shobhitA vR^ikShapakShibhiH || 13|| he parameshvarI ! yaha mahAvR^ikSha amaradevo dvArA parishobhita hai | kokila prabhR^iti vR^ikSha ke pakShiyoM dvArA bhI yaha shobhita hai || 13|| sushobhitaM devagaNairdhanaratnAdikAMkShibhiH | evaM kalpadrumaM dhyAtvA tadadho ratnavedikAm || 14|| tatropari maheshAni parya~NkaM bhAvayet priye | sUkShmaM hi paramaM divyaM parya~Nka sarvamohanam || 15|| dhanaratnAdi kI abhilAShA rakhane vAle sAdhaka ko devatAoM se shobhita kalpataru kA chintana karake usakI ChAyA me nIche rakkhI ratnamayI vedikA kI bhAvanA karanI chAhiye | he priye ! he maheshAnI ! usa vedikA para sUkShma parama divya\, sarvamohana palaMga kI bhAvanA kare || 14\-15|| chandrakoTisamaM devi sUryakoTisamaprabham | shItAMshurashmisaMyuktaM nAnAgandhasumoditam || 16|| nAnApuShpasamUhena rachitaM hemamAlayA | tataH paraM maheshAni yoginIkoTicheShThitam || 17|| yoginImukhagandhena bhramarAH prapatanti cha | yoginI mohinI sAkShAt veShThitaM kamalekShaNe || 18|| he devI ! vaha palaMga karoDoM chandramA ke samAna tathA karoDoM sUrya ke samAna prabhAyukta haiM | vaha chandra kiraNo se yukta tathA vibhinna sugandhoM se Amodita haiM | yaha palaMga nAnApuShpa samUha se sajAI gaI haiM tathA svarNamAlAoM se sushobhita haiM | he maheshvarI ! yaha palaMga karoDoM yoginiyoM se dhirI huI haiM | una yoginiyo ke mukha kI sugandha se AkarShita hokara bhramaragaNa vahA.N A rahe haiM | he kamalavadane ! jina yoginI ke liye yaha palaMga ghirI hai\, ve yoginI sAkShAt mohinIrUpa haiM || 17\-18|| atyantakomalaM svachChaM shuddhaphenasamaM priye | parya~NkaH parameshAni sadAshivaH svayaM punaH || 19|| he priye ! vaha atyanta komala tathA shuddha phena ke samAna svachCha palaga hai | he parameshvarI svayaM sadAshiva hI palaMga svarUpa haiM || 19|| jIvaH puShpaM vadet devi bhAvayettava pArvati | sadAshivaM maheshAni tanmahAkuNDalIyutam || 20|| he devI ! jIva puShpa svarUpa hai\, vaha tumhArI bhAvanA kare | he maheshvarI ! mahAkuNDalIyukta sadAshiva haiM || 20|| kAminIkoTisaMyuktaM chAmarairhastasaMsthitamam | evaM vibhAvya manasi sadA jIvaH shuchismite || 21|| he shuchismite ! (shuddha hAsya karanevAlI) ve sadAshiva karoDoM kAminIgaNa se yukta haiM | kAminI hAtha me chAmara liye haiM | jIva ko sadA isI prakAra se chintana karanA chAhiye || 21|| yasya yasya maheshAni yadirShTa kamalAnane | tasya j~nAnasamAyukto manasA parameshvari || 22|| jovodhyAnaparo bhUtvA japedasya shataM priye | mantrAkSharaM maheshAni mAtR^ikApuTitaM kramAt || 23|| he maheshAnI\, parameshvarI ! kamalavadane ! jinakA jinakA jo bhI iShTa hai\, ve mana hI mana usa iShTa ke sAtha j~nAnayukta ho dhyAnarata raheM aura iShTadeva ke mantrAkSharo ko mAtR^ikAvarNa dvArA kramashaH puTita karake sau vAra japa kareM || 22\-23|| kR^itvA jIvaH prasannAtmA japedasya shataM priye | yatsaMkhyAparamAreNau pArthive parivarttate | tAvadvarShasahasrANi shivaloke mahIyate || 24|| jIva prasantachitta sthiti me iShTamantra 100 vAra jape | isase pArthiva paramANuoM kI jitanI saMkhyA hai\, utane hajAra varSha paryanta jIva shivaloka me nivAsa karatA hai | || iti sarasvatItantre dvitIyaH paTalaH || || sarasvatItantra kA dvitIya paTala samApta || \medskip\hrule\medskip tR^itIyaH paTalaH | devyuvAcha \- kullukA kIdR^ishI nAtha seturvA kIdR^isho bhavet | kIdR^isho vA mahAseturnirvANaM tvaya kIdR^isham || 1|| anyathA kathitaM yanme kIdR^isha tadvadasva me || 2|| devA kahatI haiM \-he prabho kullukA kaisA hai ? setu\-mahAsetu tathA nirvANa kyA hai ? Apane jitane japAMga kahe hai\, ve kisa prakAra ke hai ? || 1\-2|| Ishvara uvAcha \- guhyAd guhyataraM devi tava snehena kathyate | vinA yena maheshAni niShkala~ncha japAdikam || 3|| Ishvara kahate haiM \-he devI ! jisake binA japa prabhR^iti niShphala ho jAte haiM\, usa gruhyatama j~nAna ko tumhAre premavasha prakAshita karatA hUm || 3|| tArAyA kullukA devi mahAnIlasarasvatI | pa~nchAkSharI kAlikAyA kullukA parikIrttitA || 4|| he devI ! mahAnIlasarasvatI kA bIja (hrIM strI hu.N) samasta tArAmantro kA kullukA hai | paMchAkSharI mantra ko kAlikA kA kullukA kahate haiM || 4|| kAlIkUrchavadhurmAyA phaTkArAntA maheshvari | ChinnAyAstu maheshAni kullukAShTAkSharI bhavet || 5|| he maheshvarI ! kAlI bIja\, kUrchabIja\, vadhubIja tathA mAyAbIja ke anta me \ldq{}phaT\rdq{} lagAne se jo paMchAkShara mantra hotA hai\, vahI kAlI devI kA kultukA kahA jAtA ha | (krIM huM strIM hrIM phaT) | he mahashvarI ! aShTAkSharI mantra ChinnamastA devI kA kullukA kahAM gayA hai || 5|| bajravairochanIye cha anta varma prakIrttayet | sampatpradAyA : prathama bhairavyA: kullukA bhavet || 6|| vajravairochanIye pada ke anta me phaT kA uchchAraNa karane se yaha aShTAkShara ho jAtA haiM (vajravairochanIye phaT) | bhairavI kA prathama bIja hI dhanadA kA kullukA kahA gayA haiM || 6|| shrImatripurasundaryAH kullukA dvAdashAkSharI | vAgbhavaM prathamaM bIjaM kAmabIjamanantarama || 7|| lakShmIbIjaM tataH pashchAt tripure cheti tat param | bhagavatIti tatpashchAt ante Thadvayamuddharet || 8|| dvAdashAkShara mantra ko tripura sundarI kA kullukA kahate hai | prathamataH vAgbhava tadantara kAmabIja\, tatpashchAt lakShmIbIja\, tadantara tripure\, tatpashchAt bhagavati\, tatpashchAt svAhA lagAne se dvAdashAkSharI kullukA hotA heM jaise \ldq{}aiM klIM shrIM tripure bhagavati ThaH ThaH\rdq{} || 7\-8|| athavA kAmabIja~ncha kullukA parikIrttitA | prAsAdabIjaM shambhoshcha ma~njughoShe ShaDakSharam || 9|| athavA kevala kAmabIja (klIM) ho tripurA kA kullukA haiM | prasAda bali (hauM) shivamantra kA kullukA haiM | ShaDkSharamantra hIM maMjughoSha mantra kA kullukA kahA gayA hai \-OM namaH shivAyaH || 9|| ekArNA bhuvaneshvaryA viShNoH syAdaShTavarNakam | namo nArAyaNAyeti praNavAdyA cha kullukA || |10|| ekAkShara maMtra (hrIM) bhuvaneshvarI bIja kA kullukA haiM | viShNu mantra kA kullukA haiM aShTAkShara mantra arthAt \ldq{}namo nArAyaNAya\rdq{} ke pahale OM lagAye | \ldq{}OM namo nArAyaNAya\rdq{} || 10|| mAta~NgayAH prathamaM bIjaM mAyA dhUmAvatIM prati | bAlAyAshcha vadhUbIjaM lakShmyAshcha nijabIjakam || 11|| prathama bIja (OM) mAta~NgI kA kullukA he evaM mAyAbIja (hrIM) dhUmAvatI kA kullukA kahA jAtA haiM | bAlAmantra kA kullukA he vadhubIja (strIM) tathA lakShmI mantra kA kullukA \ldq{}shrIM\rdq{} hI haiM || 11|| sarasvatyA vAgR^ibhava~ncha annadAyA ana~Ngakam | apareShA~ncha devAnAM mantramAtra prakIrttitA || 12|| sarasvatI mantra kA kullukA haiM \ldq{}aiM\rdq{} | annadA devI kA kullukA hai kAmabIja (klIM) | anya devatAoM kA kullukA unakA apanA hI mantra hai || 12|| iyante kathitA devi saMkShepAt kullukA mayA | aj~nAtvA kullukAmetAM yo japedadhamaH priye || 13|| he devI ! mene saMkShepa me yaha kullukA kahA hai | he priye ! jo adhama manuShya binA kullukA ko jAne mantra japa karate hai || 13|| pa~nchatvamAshu labhate siddhihAnistu jAyate | tathA japAdikaM sarvaM niShphalaM nAtra saMshayaH | tasmAt sarvaprayatnena prajapenmUrdhni kullukAm || 14|| ve shIghra ho mR^ityu ko prApta hote hai aura unakI siddhi naShTa ho jAtI hai | unakI japAdi samasta sAdhanA niShphala hotI haiM | ataH yatnapUrvaka mastaka ke upara murddhA me kullukA jape || 14|| || iti sarasvatotantre tR^itIyaH paTalaH || || sarasvatItantra kA tR^itIya paTala samApta || \medskip\hrule\medskip chaturthaH paTalaH Ishvara uvAcha \- yatha vakShyAmi deveshi prANayoga shR^iNuShva mem | vinA prANaM yathA dehaH sarvakarmasu na kShamaH || 2|| vinA prANaM tathA mantraH purashcharyAshatairapi | mAyayA puTitA mantraH satvadhA japataH punaH || 2|| saprANo jAyate devi sarvatrAyaM vidhiH smR^itaH | tathaiva dIpanIM vakShye sarvamantreShu bhAvini || 3|| andhakAragR^ihe yadvanna ki~nchit pratibhAsate | dIpanIvarjitA mantra stathaiva parikIrttitaH || 4|| Ishvara kahate hai \- aba prANayoga arthAt mantra kA prANasambandha kahatA hUM| he deveshI ! use shravaNa karo | jaise prANarahita deha kArya nahIM karatA\, usI prakAra prANarahita mantra saikaDo purashcharaNo se bhI siddha nahIM ho sakatA | he devIM \ldq{}hrIM\rdq{} mantra se sampuTita karo 7 vAra mantra japa karane me vaha saprANa ho jAtA haiM | sabhI devo ke mantra ke sAtha yahI karanA chAhiye | he bhAvinI ! sabhI mantro kA dIpanI mantra aba kahU.NgA | jaise dIpaka ke vinA aMdhere dhara me kuCha nahIM dIkhatA usI prakAra dIpanI ke binA mantra kA tattva prakAshita nahIM ho sakatA || 1\-4|| vedAdipuTitaM mantraM saptavAraM japet punaH | dIpanIya samAkhyAtA sarvatra parameshvari || 5|| he maheshvarI ! mantra ko praNava (OM) se sampuTita karake 7 bAra jape | yahI maMtro kA dIpanI karaNa hai || 5|| jAtasUtakamAdau spAdante cha mR^itasUtakam | sUtakadvayasaMyuktA yo mantraH sa na sidhyati || 6|| mantra japa ke Adi me janma kA shaucha tathA mantra japa ke anta me maraNa shaucha lagatA hai | ataH ashauchayukta mantra siddha nahIM hote || 6|| vedAdipuTitaM mantraM saptabAraM japenmukhe | japasyAdau tathA chAnte sUtakadvaya || 7|| ina ashaucho ko haTAne ke liye OM se puTita mantra 7 bAra jape || 7|| athochyate japasyAtra kramashcha paramAdabhutaH | yaM kR^itvA siddhisa~NghAnAMmadhipo jAyate naraH || 8|| aba japa kA atyanta adbhuta krama kahatA hU.N\, jisake anuShThAna se manuShya samasta siddhi prApta kara letA hUm || 8|| natirgurvAdInAmAdau tato mantrashikhAM bhajet | tato.api mantrachaitanyaM mantrArthabhAvanAM tataH || 9|| prathamataH guru prabhR^iti ko praNAma kare tadantara maMtrashikhA jape | tatpashchAt mantra chaitanya kI bhAvanA karake usake uparAnta mantrArtha bhAvanA kare || 9|| guru dhyAnaM shiraHpadmaM hR^idIShTadhyAnamAvahan | kullukA~ncha tataH setuM mahAsetumanantaram || 10|| nirvANa~ncha tato devi yonimudrAvimAvanAm | a~NganyAsaM prANAyAma jihvAshodhanameva cha || 11|| prANayoga dIpanI~ncha ashauchabha~NgaH meva cha | bhrUmadhye vA nasoragrai dR^iShTiM setujapaM punaH || 12|| setumashauchabha~Nga~ncha prANAyAmamiti kramAt | etatte kathita devi rahasya japakarmaNaH || 13|| gopanIyaM prayatnena shapathasmaraNAnmama | etattantraM gR^ihe yasya tatrAMha suravandite | tiShThAmi nAtra sandeho goptavyamamareShvapi || 14|| shira sthita padma me guru dhyAna kare | hR^idaya me iShTadeva kA dhyAna karake kullukA jape | tadantara setu japa\, tatpashchAt mahAsetu japa karanA chAhiye | he devI ! aba kramashaH yaha kare \- nirvANa japa yoni mudrA bhAvanA aMganyAsa prANAyAma jihvAshodhanan prANayoga dIpanI karma japa ashauchabha~Nga japa bhrUmadhya meM yA nAsAgra me dR^iShTi karake setu japa kare | punaH japa ke anta meM daha kramashaH kare \- setu japa ashochabha~Nga japa prANAyAma he devI ! tumase yaha saba japa karmakA rahasya kahA | mero pratij~nA ko yAda rakhakara ise gupta rakhanA | he suro dvArA namaskR^ite ! jisake dhara me yaha tantra hai\, vahA.N maiM rahatA hU.N\, yaha niHsadigdha hai | yuse devatAoM se bhI gupta rakhanA | 9\-14|| || iti sarasvatItantre chaturthaH paTalaH || || sarasvatItantra kA chaturtha paTala samApta || \medskip\hrule\medskip pa~nchamaH paTalaH Ishvara uvAcha \- athAtaH sampravakShyAmi shR^iNuShva taM priyamvade | yasyAj~nAnena viphalaM japahomAdikaM bhavet || 1|| Ishvara kahate haiM \-he priyamvade ! jise jAne binA homa prabhR^iti viphala ho jAte haiM; use kahatA hU.N | shravaNa karo || 1|| kullukAM mUrdhni saMjapya hR^idi setuM vichintayet | mahAsetuM vishuddhe tu kaNThadeshe samuddharet || 2|| mastaka ke urdhva meM (mUrdhA me kullukA kA japa\, hR^idayameM setuchintana\, mahAnasetu kA vishuddha chakrame uddhAra kare arthAt uchchAraNa kare || 2|| maNipure tu nirvANaM mahAkuNDalinImadhaH | svAdhiShThAne kAmabIjaM rAkinImUrdhni saMsthitam || 3|| maNipura chakra meM mahAkuNDalinI kA nirvANa chintana adhodik rUpa se kare | svAdhiShThAna meM kAmabIja kA\, rAkinI shakti kA mUrddhA meM chintana kare || 3|| vichintya vidhivaddevi mUlAdhArAntikAchChive | vishuddhAstAM smareddevi visatantutanIyasIm || 4|| he devi ! he shive ! yaha saba chintana karake mUlAdhAra se vishuddha chakra paryanta prasarit mR^iNAlasUtra ke samAna sUkShmatama kuNDalinI kA chintana kare | tadanantara \ldq{}sarpAkR^iti kuNDalinI ke anta me avasyita vedI sthAna mUlamantra se Avarita hai\,\rdq{} yaha chintana bAramvAra kare || 4|| vedisthAnaM dvijihvAntaM mUlamantrAvR^itaM muhuH | viprANAM praNavaH setuH kShatriyANAM tathaiva cha || 5|| vaishyAnA~nchaiva phaTkAro mAyA shUdrasya kathyate | ajA hR^idi deveshi yA vaM mantraM samuchcharet || 6|| brAhmaNa tathA kShatriya ke lie praNava (UM) setu hai | vaishya kA setu vai phaT tathA shUdra kA setu hai mAyAbIja \ldq{}hrIM\rdq{} | jo hR^idaya meM pUrvokta japa na karake mantrochchAraNa karate hai\, unhe mantra japa kA adhikAra nahIM haiM || 5\-6|| sarveShAmeva mantrANAmadhikAro na tasya hi | mahAsetushcha deveshi sundaryA bhuvaneshvarI || 7|| kAlikAyAH svabIja~ncha tArAyAH kUrchabIjakam | anyAsAntu vadhubIjaM mahAseturvarAnane || 8|| he deveshI ! sundarI kA mahAsetu he hrIM\, kAlIbIja kA klIM\, tArA devI kA huM anya devatAoM kA mahAsetu hai strIM || 7\-8|| Adau japtvA mahAsetuM japenmantramananya dhIH | dhane dhaneshatulyo.asau vANyA vAgIshvaropamaH || 9|| yuddhe kR^itAntasadR^isho nArINAM madanopamaH | japakAle bhavettasya sarvakAle na saMshayaH || 10|| pahale mahAsetu kA japa karake taba ekAgra ho maMtra jape | isa prakAra se japa karane para japakarttA dhana kI dR^iShTi se kuberatulya\, kAvya prayoga me vAgIshvara ke tulya\, yuddha me yamarAja ke tulya tathA ramaNI samUha me kAmadeva ke tulya pratIta hotA hai | usake liye sabhI kAla japa ke liye upayukta hai || 9\-10|| atha vakShyAmi nirvANa shR^iNu sAvahitA.anaghe | praNavaM pUrvamuchchArya mAtR^ikAdyaM samuddharet || 11|| tato mUlaM maheshAni tato vAgbhavamuddhareta | mAtR^ikAntaM samastAstu punaH praNavamuddharet || 12|| evaM puTitamUlantu prajapenmaNipUrake | evaM nirvANamIshAni yo na jAnAti pAmaraH || 12|| kalpakoTisahasreNa tasya siddhirna jAyate || 14|| aba nirvANa kA svarUpa kahatA hU.N\, jise sAvadhAna hokara suno | prathamataH praNava kA uchchAraNa kare | he maheshvarI ! isake pashchAt mUlamantra aura anta meM \ldq{}aiM\rdq{} bIja kA uchchAraNa kare | isake pashchAt aM se lekara laM kShaM paryanta samasta mAtR^ikAo kA uchchAraNa karake punaH UM anta me lagAye | isa prakAra ke puTita maMtra kA japa maNipUra chakra me kare | he IshvarI ! jo pAmara isa nirvANa prakriyA se avagata nahI hai\, vaha karoDo kalpa me bhI maMtrasiddhi prApta nahIM kara sakatA || 11\-19|| || iti sarasvatItantre paMchamaH paTalaH || || sarasvatItantra kA pAchavAM paTala samApta || \medskip\hrule\medskip ShaShThaH paTalaH Ishvara uvAcha \- aparaikaM pravakShyAmi mukhashodhanamuttam | yannakR^itvA mahAdevi japapUjA vR^ithA bhavet || 1|| ashuddhajihvA devi yo japet sa tu pApakR^it | tasmAt sarvaprayatnena jihvAshodhanamAcharet || 2|| Ishvara kahate hai \-he mahAdevI ! jise na karane se japayaj~na viphala ho jAtA hau usa mukhashodhana nAmaka uttama japA~Nga ko kahatA hai | he devI ! jo ashuddha jihvA se japa karatA hai\, use pApI kahate haiM | ataH sabhI prayatna dvArA jihvA shodhana karanA chAhiye || 1\-2|| devyuvAcha \- devadeva mahAdeva shUlapANe pinAkadhR^ik | pR^ithak pR^ithak mahAdeva kathayasva dayAnidhe || 3|| shodhanaM sarvAvidyAnAM mukhasya vada meM prabho || 4|| devI kahatI hai \-he devadeva ! mahAdeva ! shUlapANe\, pinAkI ! he dayAnidhe ! he prabho ! Apa pR^ithak\-pR^ithak rUpa se sabhI vidyAoM kA mukhashodhana kahane kI kR^ipA kare || 3\-4|| mahAdeva uvAcha \- mahAtripurasundaryA mukhasya shodhanaM shubhe | shrI bIjaM praNavo lakShmIstAraH shrI praNavastathA || 5|| imaM ShaDakShaMra mantraM sundaryA dashadhA japet | shR^iNu sundari shyAmAyA mukhashodhanamuttamam || 6|| mahAdeva kahate haiM \-he shobhane ! mahAtripurasundarI kA mukhashodhana kahatA huM | shrI bIja\, praNava\, kAra\, punaH shrIbIja evaM praNava lagAye (shrIM OM shrIM OM shrIM OM ) | he sundarI yaha ShaDakShara mantra hai | shyAmAdevI ke mantra japAMga uttama mukhashodhana ko suno || 5\-6 || nijabIjatrayaM devi praNavatritayaM punaH | kAmatrayaM vahnibinduratichandrayutaM pR^ithak || 7|| eShA navAkSharI vidyA mukhashodhanakAriNI | tArAyAH shR^iNu chArvA~NgI apUrvamukhashodhanam || 8|| jIvanImadhyamaM lajjAM bhuvaneshIM tataH priye | tryakSharIyaM mahAvidyA vij~neyAmR^itavarShiNI || 9|| he devI nija bIja (klIM) tIna\, praNavatraya tathA tani \ldq{}ka\rdq{} ko pR^ithak pR^ithak vahni (ra)\, rati (I) evaM chandra tathA bindu kA yoga karAkara tIna \ldq{}krIM\rdq{} bIja (krIM krIM krIM OM OM OM krIM krIM krIM) isa navAkSharI ko shyAmAtantra me mukha\-shodhanakAriNI vidyA kahate hai | he manohara a~NgovAlI tArAdevI ke apUrva mukhashodhana ko suno | he priye ! jIvanI bIja ko (hu.N) bIcha meM raravakara usake pUrva lajjA bIja (hrIM) tathA pashchAt meM bhuvaneshvarI bIja ko lagAye (hrIM ) \ldq{}hrIM U hrIM\rdq{} tryakSharI mahAvidyA mukhashodhinI amR^itavarShiNI kahI jAtI hai || 7\-9|| durgAyAH shR^iNu chArvA~Ngi mukhashodhanamuttamam | dvAdashasvaramuddhR^itya binduyuktatrayastathA || 10|| he sundara a~NgovAlI ! durgAbIja ke uttama mukha shodhana mantra ko suno | bindu yukta tIna dvAdasha svara (aiM aiM aiM) ko ho durgA kA mukhashodhana mantra kahate haiM || 10|| (possibly aiM hrIM duM) aparaikaM pravakShyAmi bagalAmukhashodhanam | vAgbhavaM bhuvaneshI~ncha vAgbIjaM suravandite || 11|| he suravandite ! anya eka viShaya kahatA hU.N | yaha bagalA mukhashodhana hai | pahale vAgbhava (aiM)\, tadanantara bhuvaneshvarI bIja (hrIM) vAgbIja (aiM) lagAye | "aiM hrIM aiM" hI bagalA kA mukhashodhana mantra hai || 11|| mAta~NgayA shodhanaM devi aMkushaM vAgbhavastathA | bIja~nchA~Nkushametaddhi vij~neyaM tryakSharIyakam || 12|| he devI ! aMkushabIja\, vAgbhavabIja\, punaH aMkusha bIja ko lagAne se tryakSharI mAta~NgI mukhashodhana mantraM \ldq{}kroM aiM kroM\rdq{} gaThita hotA hai || 12|| lakShmyAshcha shodhanaM devi shrIbIjaM kamalAnane | durgAyAH shodhane mAyA vAgbIjapuTitA bhavet || 13|| durge svAhA punarmAyA vAgbIja~ncha punashcha vAk | praNavaM dAntamuddhR^itya vAmakarNavibhUShitam || 14|| punaH praNavamuddhR^itya dhanadAmukhashodhanam | evaM mantraM mahAdevi dhUmAvatyA bhavedapi || 15|| he devI ! kamalAnane ! lakShmI mantra kA mukhashodhana hai \ldq{}shrIM\rdq{} | durgAmantra kA mukhashodhana hai vAgabIja dvArA puTita mAyA bIja\, punaH yahI bIja \- \ldq{}aiM hrIM aiM durge svAhA hrIM aiM aiM\rdq{} | praNavochchAraNa karake vAmakarNayukta (u) dAnta (gha) kA uchchAraNa karake punaH praNava lagAye \- \ldq{}OM dhUM OM\rdq{} yaha hai dhanadA kA mukhashodhana | he devI ! yahI haiM\, dhUmAvatI kA bhI mukhashodhana mantra || 13\-15|| praNavo bindumAn devi pa~nchAntako gaNeshituH | vedAdi gaganaM vahnimanuyug binduchandravat || 16|| dvayakSharaM parameshAni viShNoshcha mukhashodhane | anyAsAM praNavo devi bAlAdInAM prakIrttitam || 17|| he devI ! praNava tathA bindu yukta pachAntaka (ga) gaNeshamantra kA mukhashodhana hai\, arthAt \ldq{}OM gaM\rdq{} | he parameshvarI ! vedAdi bIja (OM) vahnibIja (raM) manu (au) bindu tathA chandra ko yukta karate huye \ldq{}ha\rdq{}kAra = \ldq{}OM hrau.N\rdq{} hI viShNumantra kA mukha\- shodhana maMtra haiM\, anya kA praNava (OM) hai || 16\-17|| strINA~ncha shadratulyaM hi mukhashodhanamIritam | mukhashodhanamAtreNa jihvAmR^itamayI bhavet || 18|| strI ke liye shUdra ke hI samAna mukhashodhana vihita he arthAt praNava ke sthAna para dIrgha praNava OM tathA svAhA ke sthAna para \ldq{}namaH\rdq{} kA prayoga kare | mukhashodhana kriyA dvArA jihvA tatkAla amR^itamayI ho jAtI hai || 18|| anyathA mUtraviDyuktA jihvA bhavati sarvadA | bhakShaNairdUShitA jihvA mithyAvAkyeta dUShitA || 19|| kalaherdUShitA jihvA tat kathaM prajapenmanUma | tatshodhanamanAcharya na japet pAmaraH kvachit || 20|| mukhashodhana ke vinA jIbha viShThAmUtra ke samAna apavitra rahatI hai\, kyoki abhakShya khAne se\, jhUTha bolane se tathA kalaha se dUShita ho jAtI hai | ataH usa apavitra (19) jihvA se maMtrajapa kaise hogA? pApayukta mAnava kabhI bhI jihvA shodhana kiye binA japa na kare || 19\-20|| shaivashAktavaiShNavAdeH sarvasyAMvashyameva cha | anyathA prajapenmantraM mohena yadi bhAvini || 21|| shaivashAkta vaiShNava samI ise jAnem | he bhAvinI ! yadi mAnava mohavashAt isake vinA mantrajapa karatA hai\, taba || 21|| sarvaH tasya vR^ithA devi mantrasiddhirna jAyate | ante narakavAsI cha bhavet so.api na chAnyathA || 22|| devo yadi japenmantraM na kR^itvA mukhashodhanam | patanaM tasya deveshi kiM punarmartyaMvAsinAm || 23|| usake samasta anuShThAna vyartha hote haiM aura siddhi nahIM milatI | use anta me naraka jAnA paDatA hai | yaha anyathA kathana nahIM hai | he deveshI ! devatA bhI mukhashodhana binA mantra japane para patana ke bhAgI hote haiM | mR^ityu lokavAsI kI bAta hi kyA ? || iti sarasvatItantre ShaShThaH paTalaH || || sarasvatItantra kA ChaThavA.N paTala samApta || || samApta || ## Encoded and proofread by DPD \medskip\hrule\obeylines Please send corrections to sanskrit@cheerful.com Last updated \today https://sanskritdocuments.org \end{document}