% Text title : turIyAShoDashItrailokyavijayakavachastotram % File name : turIyAShoDashItrailokyavijayakavachastotram.itx % Category : devii, dashamahAvidyA, kavacha, devI % Location : doc\_devii % Transliterated by : Vandana Visweswariah Rudrapatna vandana.rv gmail.com % Proofread by : Vandana Visweswariah Rudrapatna, NA % Latest update : March 27, 2019 % Send corrections to : sanskrit at cheerful dot c om % % This text is prepared by volunteers and is to be used for personal study % and research. The file is not to be copied or reposted for promotion of % any website or individuals or for commercial purpose without permission. % Please help to maintain respect for volunteer spirit. % \documentstyle[11pt,multicol,itrans]{article} #include=ijag.inc #endwordvowel=.h \portraitwide \parindent=100pt \let\usedvng=\Largedvng % for 1 column \pagenumbering{itrans} \def\engtitle#1{\hrule\medskip\centerline{\LARGE #1}} \def\itxtitle#1{\medskip\centerline{\LARGEdvng #1}\medskip\hrule} \def\endtitles{\medskip\obeyspaceslines} %% \begin{document} \engtitle{.. Shri Turiya Shodashi Trailokyavijayakavacham and Stotram ..}## \itxtitle{.. shrIturIyAShoDashItrailokyavijayakavachaM stotram cha ..}##\endtitles ## || shrImahAtripurasundaryai namaH || shrIturIyAShoDashItrailokyavijayakavachastotrasAdhanA || pUrvapIThikA || kailAsashikhare ramye devadevaM jagadgurum | sha~NkaraM paripaprachCha kumAraH shikhivAhanaH || 1|| || shrIskanda uvAcha || janaka shrIguro deva putravAtsalyavardhana! | kavachaM ShoDashAkSharyA vada me parameshvara!|| 2|| || shrIIshvara uvacha || shR^iNu putra mahAbhAga! kavachaM mantravigraham | gopyAdgopyataraM gopyaM guhyAdguhyataraM mahat || 3|| tava snehAt pravakShyAmi nAkhyAtaM yasya kasyachit | brahmeshaviShNushakrebhyo mayA na kathitaM purA || 4|| devAgre naiva daityAgre na shaunakaguNAgrake | tava bhaktyA tu kavachaM gopyaM kartuM na shakyate || 5|| ekAdashamahAvidyA savarNA sadguNAnvitA | sarvashaktipradhAnA hi kavachaM manmukhoditam || 6|| gaNeshashcha ravirviShNuH shivashaktishcha bhairavaH | pa~nchatattvAdisarveShAM varmAvartena tuShyatAm || 7|| UrdhvAmnAyaM mahAmantraM kavachaM nirmitaM mayA | trailokyavijayaM divyaM turIyaM kavachaM shubham || 8|| || shrIskanda uvAcha || kavachaM paramaM devyAH shrotumichChAmya.ahaM prabho | yatsUchitaM tvayA pUrva dharmakAmArthamokShadam || 9|| tadvinA.a.arAdhanaM nAsti japaM dhyAnAdi karmaNi | tasyAshcha kavachaM yasmAt tasmAt tadvada me prabho || 10|| || shrIIshvara uvAcha || shR^iNu putra mahAprAj~na ! rahasyAtirahasyakam | turIyaM kavachaM divyaM sarvamantramayaM shubham || 11|| pUjAnte tu japAtpUrvaM kavachaM samudIrayet | || viniyogaH || asya shrIkavachasyAsya R^iShirAnandabhairavaH || 12|| shrIvidyA devatAshChando gAyatrIruchivR^ittikam | ramAbIjaM parAshaktiH vAgbhavaM kIlakaM smR^itam || 13|| mama sarvArthasiddhayarthe jape tu viniyogataH | || karanyAsaH || a~NguShThAgre vAgbhavaM cha hR^illekhAM tarjanI nyaset || 14|| lakShmIbIjaM madhyamAyAma~NgirA.anAmikA tathA | parAbIjaM kaniShThAyAM lakShmIM karatale nyaset || 15|| || ShaDa~NganyAsaH || hR^idaye vAgbhavaM nyasyAt parAM shirasi cha nyaset | lakShmIbIjaM shikhAyAM cha kavache vAgbhavaM nyaset || 16|| hR^illekhAM netrayornyasyAdastraM tu kamalAM nyaset | || digbandhanam || bhUrbhuvaH svariti manunA digbandhanamAcharet || 17|| dhyAnaM tasya pravakShyAmi dharmakAmArthamokShadam | nyAsadhyAnAdikaM sarvaM kR^itvA tu kavachaM paThet || 18|| || dhyAnam || kShIrasAgaramadhyasthe ratnadvIpe manohare | ratnasiMhAsane divye tatra devIM vichintayet || 19|| koTisUryapratIkAshAM chandrakoTinibhAnanAm | dADimIpuShpasa~NkAshAM ku~NkumodarasannibhAm || 20|| japAkusumasa~NkAshAM trinetrAM cha chaturbhujAm | pAshA~NkushadharAM ramyAmikShuchApasharAnvitAm || 21|| karpUrashakalonmishratAmbUlapUritAnanAm | sarvashR^i~NgAra veShADhyAM sarvAvayavashobhinIm || 22|| sarvAyudhasamAyuktAM prasannavadane kShaNAm | saparivArasAvaraNAM sarvopachArArchitAm || 23|| evaM dhyAyet tato vIra ! kavachaM sarvakAmadam | Avartayet svadehe tu sarvarakShAkaraM shubham || 24|| || atha kavachapAThaH || shikhAyAM me \ldq{}hsauH\rdq{} \ldq{}pAtu\rdq{} \ldq{}s.hhau\rdq{} me pAtu brahmarandhrake | sarvadA \ldq{}hlauM\rdq{} cha mAM pAtu vAmadakShiNabhAgayoH || 1|| \ldq{}aiM hrIM shrIM\rdq{} sarvadA pAtu ShoDashI sundarI parA | \ldq{}shrIM hrIM klIM\rdq{} sarvadA pAtu \ldq{}aiM sauM OM\rdq{} pAtu me sadA || 2|| \ldq{}hrIM shrIM aiM\rdq{} pAtu sarvatra \ldq{}knauM raM laM hrIM\rdq{} sadA mama | \ldq{}klIM hasakahalahrIM\rdq{} me pAtu sadA \ldq{}sauH klIM\rdq{} mama || 3|| \ldq{}sauH aiM klIM hrIM\rdq{} shriyA pAtu sabIjA ShoDashAkSharI | ApAdamastakaM pAtu mahAtripurasundarI || 4|| shrIjayantI mastake mAM pAtu nityaM vibhUtaye | \ldq{}hrIM\rdq{} ma~NgalA sadA netre pAtu sarvArthasiddhaye || 5|| \ldq{}klIM\rdq{} kAlikA karNayugmaM pAtu sarvashubhAvahA | \ldq{}aiM\rdq{} bhAratI ghrANayugmaM pAtu sarvajayAptaye || 6|| \ldq{}sauH\rdq{} karAlI mukhaM pAtu sarvalokavashAptaye | \ldq{}aiM\rdq{} shAradA sadA vAchaM pAtu sAhityasiddhaye || 7|| \ldq{}OM\rdq{} kapAlinI me karNau pAtu sadgAnasiddhaye | \ldq{}hrIM\rdq{} durgA sahitA pAtu skandhadeshau sadA mama || 8|| \ldq{}shrIM\rdq{} kShamasahitA pAtu hR^idayaM mama sarvadA | \ldq{}kakAra\rdq{}sahitA dhAtrI pArshvayugmaM sadA.avatu || 9|| \ldq{}ekAra\rdq{}sahitA svAhA pAtu me jaTharaM sadA | \ldq{}IkAra\rdq{}sahitA nAbhiM svadhA mAM sarvadA.avatu || 10|| \ldq{}lakAra\rdq{}sahitA brAhmI pR^iShThadeshaM sadA.avatu | \ldq{}hrI~NkAra\rdq{}sahamAheshI kaTiM pAtu sadA mama || 11|| \ldq{}hakAra\rdq{}sahitA guhyaM kaumArI pAtu sarvadA | \ldq{}sakAra\rdq{}sahitA pAtu vaiShNavI gudadeshakam || 12|| \ldq{}kakAra\rdq{}yuktAvArAhI hyUruyugmaM sadA.avatu | \ldq{}hakAra\rdq{}sahitA jAnuyugmaM mAhendrI me.avatu || 13|| \ldq{}lakAra\rdq{}yuktA chAmuNDA ja~NghAyugmaM sadA.avatu | \ldq{}hrI~NkAra\rdq{}sahitA gulphayugmaM lakShmIH sadA.avatu || 14|| \ldq{}sakAra\rdq{}yuktA me pAdayugme.avyAt shivadUtikA | \ldq{}kakAra\rdq{}sahitA prAchyAM chaNDA rakShatu sarvadA || 15|| \ldq{}lakAra\rdq{}sahitA.a.agneyAM prachaNDA sarvadA.avatu | \ldq{}hrI~NkAra\rdq{}sahitA pAtu dakShiNe chaNDanAyikA || 16|| \ldq{}sauHkAra\rdq{}sahitA chaNDaveginI nairR^ite.avatu | \ldq{}ai~NkAra\rdq{}saMyutA chaNDaprakAshA pAtu pashchime || 17|| \ldq{}klI~NkAra\rdq{}sahitA pAtu chaNDikA vAyugochare | \ldq{}hrI~NkAra\rdq{}sahitA pAtu chAmuNDA chottare mama || 18|| \ldq{}shrI~NkAra\rdq{}sahitA raudrI pAyAdaishAnyake mama | \ldq{}UrdhvaM\rdq{} brahmANI me rakShet ShoDashIsaha sarvadA || 19|| adhastAdvaiShNavI rakShet punaH ShoDashIsaMyutA | sarvA~NgaM sarvadA pAtu sahitA bhuvaneshvarI || 20|| jale dAvAnale.araNye mahotpAte cha sAgare | divArAtrau cha me rakShed devI tAratrayI mama || 21|| || phalashruti || idaM turIyAsahitaM ShoDashAkSharikAtmakam | abhedyaM kavachaM tvedaM mantrabIjasamanvitam || 1|| yoginIchakrasahitaM tava prItyA prakAshitam | dhArayasva mayA dattaM gopanIyaM suputraka || 2|| na putrAya na shiShyAya bandhubhyo na prakAshayet | idaM tripurasundaryAsturIyaM kavachaM shubham || 3|| gopanIyaM prayatnena mantravarNakramoditam | prAtarArabhya sAyAntaM karmavedAntamoktikam || 4|| tatphalaM samavApnoti turIyakavachavratam | dashadhA mAtR^ikAnyAsaM laghuShoDhA tataH param || 5|| shaktinyAsaM mahAShoDhAM kR^itvA bAhyAntaraM nyaset | shrIvidyAyAM mahAnyAsaM kramAt sAvarNatAM vrajet || 6|| pUjAnte yatphalaM prAptaM tatphalaM kavachavrate | savatsAM dugdhasahitAM sAdhakaH kAmadhenuvat || 7|| trailokyavijayAyedaM kavachaM paramAdbhutam | yathA chintAmaNau putra ! manasA parikalpite || 8|| tatsarvaM labhate shIghraM mama vAkyAnna saMshayaH | sAyurArogyamaishvaryaM sadA sampatpravardhanam || 9|| kavachasya prabhAveNa trailokyavijayI bhavet | adIkShitAya na deyaM shraddhAvirahitAtmane || 10|| nAkhyeyaM yasya kasyApi kR^itaghnAyAtatAyine | shAntAya gurubhaktAya deyaM shuddhAya sAdhane || 11|| aj~nAtvA kavachaM chedaM yo japet paradevatAm | siddhirna jAyate vatsa ! kalpakoTishatairapi || 12|| sa eva cha guru sAkShAt kavachaM yastu putraka | trisandhyaM cha paThennityamidaM kavachamuttamam || 13|| nishArdhe japakAle vA pratyahaM yantramagrataH | jagadvashyaM bhavechChIghraM nAtra kAryA vichAraNA || 14|| saptakoTimahAmantrAH savarNAH saguNAnvitAH | sarve prasannatAM yAnti satyaM satyaM na saMshayaH || 15|| iti te kathitaM divyaM saguNe bhajanakramam | nirguNaM paramaM vakShye turIyaM kavachaM shR^iNu || 16|| kavachasyAsya mAhAtmyaM varNituM naiva shakyate | mUlAdibrahmarandhrAntaM shrIchakraM samudIrayet || 17|| dehamadhye cha sarvasvaM shrIchakraM chintayet suta | pa~nchaviMshatitattvaM cha atalaM vitalaM tathA || 18|| sutalaM cha talAtalaM mahAtalaM cha pa~nchamam | rasAtalaM ShaShThaM vakShye saptamaM pAtAlalokam || 19|| bhUrbhuvaH svarlokamato mahallokajanastathA | tapashcha satyalokashcha bhuvanAni chaturdasha || 20|| sarvaM shrIbhuvanaM chaiva nirAkAraM vichintayet | mAnase pUjayet dhyAyejjyotirUpaM suchinmayam | kavachaM prajaped vatsa ! rAjarAjeshvaro bhavet || 21|| iti paramarahasyaM sarvamantrArthasAraM bhajati paramabhaktyA nishchalaM nirmalatvam | vilasita bhuvi madhye putrapautrAbhivR^idhdiM dhanasakalasamR^idhdiM bhogamokShapradaM cha || 22|| || iti shrIchUDAmaNau shrIshivaskandasaMvAde trailokyavijayaM nAma shrIturIyAShoDashI shrIrAjarAjeshvarI mahAtripurasundarIkavachaM sampUrNam || bhagavatI ShoDashI kI ArAdhanA tava yugacharaNoM kI pUjA karane se triguNajanita avilamba\- tInoM devoM kI pUjA bhI\, ho jAtI hai purI amba! kyo.nki nikaTa maNipITha ma.nju jo dhAraNa karatA charaNa tvadIya sadA kha.De rahate ye jo.De\, nija mukuToM para kara kamanIya || he shive ! tumhAre charaNayugala kI pUjA hI sattva\, raja aura tamoguNoM se sR^iShTa tInoM devoM kI pUjA hai kyo.nki ye uchcha mukuTavAle (deva) hAtha jo.De tumhAre pA.Nva rakhane kI maNiyoM kI banI chauki ke samIpa kha.De haiM | || shrImahAtripurasundarI ko namaskAra || shrIturIyAShoDashItrailokyavijayakavachasAdhanA hindIrUpAntara || pUrvapIThikA || suramya kailAsa parvata para devAdhideva jagadguru sha~Nkara se mayUravAhana kumAra (kArttikeya yA skanda) ne pUChA || 1|| shrIskanda ne kahA \- he pitAjI\, shrIgurudeva! Apa putraprema ba.DhAnevAle haiM | he parameshvara! ShoDashAkSharI (vidyA kA) kavacha kahie || 2|| shrIshiva jI ne kahA \- he putra! mantra\-vigrahAtmaka yaha kavacha gupta\-se\-gupta hai || 3|| tumhAre prati sneha se kahatA hU.N | jisatisa se nahIM kahA gayA hai | brahmA\, Isha\, viShNu aura indra se bhI nahIM kahA gayA hai || 4|| na to daityo.n\, na devatAoM aura na hI shaunakAdi se kahA hai\, kintu tumhArI bhaktI\-vasha isa kavacha ko gupta rakhane meM samartha nahiM hU.N || 5|| savarNA aura sada\-guNoM se yukta ekAdasha mahAvidyAoM meM pradhAna yaha kavacha mere dvArA kahA gayAM hai || 6|| gaNesha\, sUrya\, viShNu\, shiva\-shakti bhairava aura sabhI pA.NchoM tattva kavacha ke Avartana (satata\-pATha) se santuShTa hote haiM || 7|| trailokya\-vijaya\-dAyaka yaha turIya kavacha (yahA.N turIya shabda sa.nkhyAvAchaka na hokara visheShaNa ke rUpa meM hai) UrdhvAmnAya ke mahAmantroM se mere dvarA nirmita hai || 8|| shrIskanda ne kahA \- dharma\, artha\, kAma aura mokSha denevAlI devI kA shreShTha kavacha jo Apane pahale sUchita kiyA hai\, maiM sunanA chAhatA hU.N || 9|| jisake binA ArAdhanA\, japa aura dhyAnAdi karma nahIM hote\, vaha kavacha he prabho! jaise bhI ho\, mujhase kahie || 10|| shrIIshvara ne kahA \- he mahA\-praj~nAvAn putra !yaha divya turIya kavacha atyanta shubha aura sabhI mantroM se yukta\, rahasya kA bhI rahasya (atyanta rahasya\-maya) hai || 11|| pUjana ke anta meM japa ke pUrva kavacha paDhanA chAhie | isa kavacha ke R^iShi Ananda\-bhairava haiM || 12|| gAyatrI Chanda hai aura shrI shrIvidyA isakI devatA haiM | \ldq{}ramA\rdq{} (shrI.n) isakA bIja hai\, \ldq{}parA\rdq{} (hrI.n) bIja isakI shakti aura \ldq{}vAgbhava\rdq{} (ai.n) bIja kIlaka hai || 13|| sarvArtha\-sidhdi ke lie isakA viniyoga hai | a.nguShTha me.n \ldq{}vAgbhava\rdq{} (ai.n) tathA tarjanI meM \ldq{}hR^illekhA\rdq{} (hrI.n) kA nyAsa kare || 14|| \ldq{}lakShmI\-bIja\rdq{} (shrI.n) kA madhyamA me.n\, a~NgirA (ai.n) bIja kA anAmikA me.n\, \ldq{}parA\-bIja\rdq{} (hrI.n) kA kanishThikA meM aura \ldq{}lakShmI\rdq{} (shrI.n) kA karatala meM nyAsa kare || 15|| hR^idaya meM \ldq{}vAgbhava\rdq{} (ai.n)\, shira meM \ldq{}parA\rdq{} (hrI.n) shikhA meM \ldq{}lakShmI\rdq{} (shrI.n)\, kavacha meM vAgbhava (ai.n)\, netroM meM \ldq{}hR^illekhA\rdq{} (hrI.n) aura astra meM \ldq{}kamalA\rdq{} (shrI.n) kA nyAsa kare | \ldq{}bhUrbhuvaH svaH\rdq{} se dig\-bandhana kare | nyAsa\, dhyAna Adi karake hI kavacha kA pATha karanA chAhie | dharma\, artha\, kAma aura mokSha\-dAyaka dhyAna kahatA hU.N || 16\-18|| kShIra\-sAgara ke madhya meM manohara ratna\-dvIpa meM sthita ratna\-si.nhAsana para devI kA chintana (dhyAna) kare || 19|| ve karo.DoM sUryoM ke samAna prakAshamAna haiM | karo.DoM chandramAo.n ke samAna unakA mukha\-maNDala hai\, ve dADima (anAra) puShpa aura ku.nkuma ke samAna ra~Nga kI AbhA se yukta haiM || 20|| japA\-kusuma (jAsauna) ke samAna unake tIna netra haiM | pAsha\, a.nkusha\, ikShu\-chApa (ganne se banA dhanuSha) aura bANoM se yukta chAra bhujAe.N haiM || 21|| kapUra Adi se suvAsita tAmbUla se unakA mukha bharA hai | saba prakAra ke shR^i~NgAra se yukta unake sabhI avayava (a~Nga) atyanta sundara haiM || 22|| ve sabhI AyudhoM se yukta hai.n\, pUre parivAra aura AvaraNa\-devatAoM se yukta haiM | prasannatA unake sharIra aura A.NkhoM se jhalakatI hai || 23|| he vIra! isa prakAra dhyAna karake samasta kAmanAoM ke dAtA aura saba prakAra se rakShA karanevAle shubha kavacha se apanI deha ko DhA.Nke (rakShA kare)|| 24|| || kavacha\-stotra\-pATha || merI shikhA kI rakShA \ldq{}hsauH\rdq{} aura brahma\-randhra kI rakShA \ldq{}s.hhau\rdq{} kareM | mere bA.Ne.N aura dAhine bhAga kI rakShA sadA \ldq{}hlau.n\rdq{} kareM || 1|| \ldq{}aiM hrIM shrI.n\rdq{} ShoDashI sundarI parA sadA rakShA kareM | \ldq{}shrIM hrIM klI.n\rdq{} sarvadA rakShA kare.n\, \ldq{}aiM sauH OM\rdq{} sadA merI rakShA kareM || 2|| \ldq{}hrIM shrIM ai.n\rdq{} saba jagaha aura \ldq{}knauM raM la.n hrI.n\rdq{} sadA merI rakShA kareM | \ldq{}klIM ha\-sa\-ka\-la\-hrI.n\rdq{} aura \ldq{}sauH klI.n\rdq{} sadA merI rakShA kareM || 3|| \ldq{}sauH aiM klIM hrI.n\rdq{} bIja\-yukta ShoDashAkSharI lakShmI merI rakShA kareM | ApAda\-mastaka (sira se pairoM taka) mahA\-tripura\-sundarI rakShA kareM || 4|| sadA vibhUti ke lie shrIjayantI mere mastaka kI rakShA kareM | sarvArtha\-siddhi ke lie \ldq{}hrI.n\rdq{} ma~NgalA sadA mere netroM kI rakShA kareM || 5|| sarva\-shubhAvahA \ldq{}klI.n\rdq{} kAlikA donoM kAnoM kI rakShA kare.n | sarva\-vidha jaya\-prApti ke lie \ldq{}ai.n\rdq{} bhAratI ghrANa\-yugma (nAsA\-puTa\-dvaya) kI rakShA kareM || 6|| sarva\-loka\-vashIkaraNa ke lie \ldq{}sauH\rdq{} karAlI mukha kI rakShA kare.n | sAhitya\-siddhi ke lie \ldq{}ai.n\rdq{} shAradA sadA vAchA (vANI) kI rakShA kareM || 7|| sad\-gAyana kI siddhi ke lie \ldq{}OM\rdq{} kapAlinI mere kAnoM kI rakShA kareM | durgA ke sAtha \ldq{}hrI.n\rdq{} mere skandha \ldq{}kandhe\rdq{} kI sadA rakShA kareM || 8|| kShamA\-sahita \ldq{}shrI.n\rdq{} sarvadA mere hR^idaya kI rakShA kareM | kakAra\-sahita dhAtrI mere donoM pArshvo.N kI rakShA kareM || 9|| ekAra\-sahita \ldq{}svAhA\rdq{} mere jaThara (peTa) kI rakShA kareM | IkAra\-sahita \ldq{}svadhA\rdq{} sarvadA merI nAbhI kI rakShA kareM || 10|| lakAra\-sahita brAhmI sadA pR^iShTha\-desha kI rakShA kareM | \ldq{}hrI.n\rdq{} kAra\-sahita mAheshI sadA merI kamara kI rakShA kareM || 11|| hakAra\-sahita kaumArI sarvadA guhya\-sthAna kI rakShA kareM | sakAra\-sahita vaiShNavI guda\-desha kI rakShA kareM || 12|| kakAra\-sahita vArAhI sadA uru\-dvaya kI rakShA kareM | hakAra\-sahita mAhendrI jAnu\-dvaya kI rakShA kareM || 13|| lakAra\-sahita chAmuNDA donoM ja.nghAo kI sadA rakShA kareM | hrI.nkAra\-sahita lakShmI (mahA\-lakShmI) gulpha\-dvaya kI rakShA kareM || 14|| sakAra\-sahita shiva\-dUtI donoM pairoM kI rakShA kareM | kakAra\-sahita chaNDA sadA pUrva dishA meM rakShA kareM || 15|| lakAra\-sahita prachaNDA sarvadA Agneya dishA meM rakShA kareM | hrI.nkAra\-sahita chaNDa\-nayikA dakShiNa dishA meM rakShA kareM || 16|| sauH\-kAra\-sahita chaNDa\-veginI nairR^itya dishA meM rakShA kareM | ai.nkAra\-sahita chaNDa\-prakAshA pashchima dishA meM rakShA kareM || 17|| klI.nkAra\-sahita chaNDikA vAyavya dishA meM rakShA kareM | hrI.nkAra\-sahita chAmuN.DA uttara\-dishA meM rakShA kareM || 18|| shrI.nkAra\-sahita raudrI IshAna\-dishA meM merI rakShA kareM | ShoDashI ke sAtha brahmANI Urdhva \-dishA meM rakShA kareM || 19|| ShoDashIke sAtha vaiShNavI adho\-dishA meM rakShA kareM | sarvA~Nga kI sarvadA rakSha ShoDashI\-sahita bhuvaneshvarI kareM || 20|| jala me.n\, dAvAnala meM\, ja~Ngala me.n\, mahotpAta me.n\, samudra me.n dina\-rAta tAra\-trayI meM (\ldq{}aiM hrIM shrI.n\rdq{}\-svarUpA) devI merI rakShA kare.n || 21|| || phala\-shruti || yaha turIyA\-kavacha ShoDashAkShara\-mantra ke bIjoM se nirmita aura abhedya hai || 1|| yoginI\-chakra\-sahita ise tumhArI prIti\-vasha prakAshita kiyA hai | he suputra! mere dvArA die gae isa gopanIya kavacha ko dhAraNa karo || 2|| shrItripura\-sundarI kA yaha turIya\-kavacha putra\, shiShya aura bandhu Adi ko bhI nahIM batAnA chAhie || 3|| mantra\-varNoM ke krama meM kahA gayA yaha kavacha prayatna\-pUrvaka gupta rakhe | prAtaH\-kAla se sandhyA\-kAla taka ke karma vaidika kahe gae haiM || 4|| inake samAna phala turIya\-kavacha ke vrata se milatA hai | dasa prakAra ke mAtR^ikA\-nyAsa laghu\-ShoDhA\-nyAsa || 5|| shakti\-nyAsa tathA mahA\-ShoDhA\-nyAsa bAhyA aura antara meM kare | shrIshrIvidyA ke mahA\-nyAsa se kramAnusAra sAvarNatA milatI hai || 6|| ina nyAso.n\-sahita pUjana se jo phala milatA hai\, vaha kavacha\-vrata (pATha) se hI mila jAtA hai | sAdhaka baChaDe aura dugdha\-dAyI kAma\-dhenu ke samAna ho jAtA hai || 7|| yaha trailokya\-vijaya kavacha parama adbhuta hai | jisa prakAra he putra! mana\-chAhI vastu sochate hI chintA\-maNi use pradAna karatI hai || 8|| usI prakAra isase bhI shIghra hI kAmanA\-pUrti hotI hai yaha merA kathana sa.nshaya\-hIna hai | Ayu\, aishvarya aura sadA sampatti kI vR^iddhi ke sAtha\, kavacha ke prabhAva se sAdhaka trilokya\-vijayI hotA hai | adIkShita aura shraddhA se hIna manavAle vyakti ko yaha kavacha nahIM denA chAhie || 9\-10|| na hI krutaghna aura Ata\-tAyI (atyAchArI) Adi jisa\-tisa se ise kahanA chAhie | shAnta\, guru\-bhakta\, shuddha aura sAdhu ko hI denA chAhie || 11|| isa kavacha ko binA jAne jo para\-devatA kA mantra japatA hai\, use he vatsa! saikaDoM karoDa kalpoM meM bhI siddhi nahiM milatI || 12|| he putra! jo tInoM sandhyAoM meM isa uttama kavacha kA nitya pATha karatA hai\, vaha sAkShAt guru hai || 13|| ardha\-rAtri me.n\, japa\-kAla me.n\, prati\-dina yantra\-rAja ke Age jo isakA pATha karatA hai\, vaha sAre sa.nsAra ko shIghra hI vasha meM kara letA hai\, isameM sa.nshaya nahIM || 14|| uttama varNa aura guNoM se yukta sAta karo.Da mahA\-mantra (isake pATha se) prasanna ho jAte haiM | yaha satya hai\, isameM sa.nshaya nahIM || 15|| kavacha kA yaha saguNa bhajana\-krama hai | aba isakA nirguNa\-krama suno.n\-|| 16|| isa kavacha kA mAhAtmya varNita karane meM maiM samartha nahIM hU.N | mUlAdhAra se brahma\-randhra taka shrIchakra kahA gayA hai arthAt\, mUlAdhAra se brahma\-randhra paryanta kare || 17|| sharIra ke madhya meM samasta shrIchakra kA chintana kare | pachchIsa tattvo.n tathA atala\, vItala\, sutala\, talAtala\, mahA\-tala\, rasAtala aura sAtavA.N pAtAla\-loka || 18\-19|| bhUH\, bhuvaH\, svaH\, mahaH\, janaH\, tapaH aura satya\-loka\-ye chaudaha bhuvana || 20|| ina sabhI ke sAtha shrIbhuvana ko bhI nirAkAra dhyAna karake chinmaya\-jyoti\-svarUpiNI devatA kA mAnasika pUjana karake kavacha kA pATha kartA he vatsa ! rAja\-rAjeshvara hotA hai || 21|| yaha sabhI mantroM kA sAra parama rahasya\-maya hai | jo parama bhakti se nishchala (dR^i.Dha) aura nirmala mana se isa (kavacha) kA bhajana karatA hai\, vaha isa loka meM putra\-pautrAdi kI vR^iddhi\, sabhI prakAra kI dhana\-sampatti\-yukta pAkara krI.DA (jIvana\-yApana) karatA hai aura bhoga\-mokSha ko pAtA hai || 22|| iti | ## Encoded and proofread by Vandana Visweswariah Rudrapatna vandana.rv gmail.com. NA \medskip\hrule\obeylines Please send corrections to sanskrit at cheerful dot c om Last updated \today https://sanskritdocuments.org \end{document}