% Text title : Sanskritashiksha Ki Upeksha Ka Phala % File name : sanskRRitashikShAkIupekShAkAphala.itx % Category : misc, sanskritgeet % Location : doc\_z\_misc\_general % Author : Vasudev Dwivedi Shastri % Proofread by : Mandar Mali % Description/comments : Sanskrita Prachara Pustaka Mala Sangraha 37 % Acknowledge-Permission: Uttara Pradesha Sarvabhauma Sanskrit Prachar Karyalaya % Latest update : May 19, 2024 % Send corrections to : sanskrit at cheerful dot c om % % This text is prepared by volunteers and is to be used for personal study % and research. The file is not to be copied or reposted for promotion of % any website or individuals or for commercial purpose without permission. % Please help to maintain respect for volunteer spirit. % \documentstyle[11pt,multicol,itrans]{article} #include=ijag.inc #endwordvowel=.h \portraitwide \parindent=100pt \let\usedvng=\Largedvng % for 1 column \pagenumbering{itrans} \def\engtitle#1{\hrule\medskip\centerline{\LARGE #1}} \def\itxtitle#1{\medskip\centerline{\LARGEdvng #1}\medskip\hrule} \def\endtitles{\medskip\obeyspaceslines} %% \begin{document} \engtitle{.. Sanskritashiksha Ki Upeksha Ka Phala ..}## \itxtitle{.. sa.nskR^itashikShA kI upekShA kA phala ..}##\endtitles ## Aja bhraShTAchAra jo sarvatra ba.DhatA jA rahA hai, nitya hI naitika guNoM kA hrAsa hotA jA rahA hai, ba.Dha rahI nara\-nAriyoM meM jo viShama svachChandatA hai, shIla shiShTAchAra sa.nyama kA nahIM kuCha bhI patA hai, vishvavandyA bhI huI jo dUShitA bhAratamahI hai, lAbha sa.nskR^ita kI upekShA se milA kevala yahI hai | 1 devavANI mAnavoM meM satya hI devatva lAtI, sarvadA shubha AcharaNa kI bhAvanA mana meM jagAtI, deshakA itihAsa hI isa satyatA kA sAkShya detA, thA kabhI yaha desha hI to vishva kA adhyAtma netA, kintu chAritrika patana kI Aja jo sImA nahIM hai, lAbha sa.nskR^ita kI upekShA se milA kevala yahI hai | 2 \-\- rachayitA \- shrI\. vAsudeva dvivedI shAstrI ## Proofread by Mandar Mali \medskip\hrule\obeylines Please send corrections to sanskrit@cheerful.com Last updated \today https://sanskritdocuments.org \end{document}